Importance of the Confidence in forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of the Confidence in forex.
    Starting with the name of Allah Almighty, Assalam-u-alaikum Dear members of Forex I hope you all are fine , Confidence is important for the one who work at forex , Forex is an online business which is not easy but easy for the confident one , one who works with his full attention and pay head to learning and gain of knowledge he will get success , or ya cofidance last ata ha kisi main ya asy huta ha k jb koi bhi Banda kisi ko ko la k serious hu or hard work sa Kam kry or asy hi krta rahy to us ko experience hu jata ha us Kam ka or phr usy us Kam main maharat hasil hu jati ha or usy Kam k Galt hony ka khof nai rahta agr hota bhi ha to wo us loss k challange maan k agy bhrta ha jasy kasy us k knowledge or experience main ezafa huta ha to us k sath sath us k condfidance main ezafa huta ha or is condfidance sa wo achi or faida mand trading kr skta ha . Is Lia condfidance is very important for one who works at the Forex.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of the Confidence in forex.

    Forex trading business Mein confidence level bahut jyada matter karta hai agar Ham Apne knowledge aur apne experience ko increase karte hue market ka analysis Karen aur confidence ke sath trading Karen To Ham easily Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading business bahut jyada technical business hai Hamen confidence ke sath trading Karni chahie Kyunki market Mein up and down movement hoti rahti hai isiliye Jo traders confidence ke sath trading karte hain vah Hamesha confidence ke sath Khade Rehte Hain market ki movement ke sath
    Last edited by ; 13-06-2020, 07:14 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Importance of the Confidence in forex.

      Dost aapki baat bilkul theek hai fresh online business Mein confidence kis bahut hi more importance hai Kyunki Jab Ham online business Mein Apne best confidence ke sath work karte hain to vah work best quality wala Hota Hai Jaise Ham Chahe post Karen ya Chahe trading Karen To Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham ismein confuse ho gaye work Karenge Na To Ham work best quality wala kar sakte aur na hi Ham uski quality ko Bitha kar sakte hain isliye Hamen ismein confidence Paida karna bahut lajmi hai Jaise Ham acchi kamyabi ko Aasan kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Importance of the Confidence in forex.

        ji han bilkul sahi Baat Kiya aapane frocks ke andar confidence bahut jyada importance Rakhta Hai Kyunki uske andar Jo Bhi Apne confidence per Kabu Paya Gaya Hua ismein Kamyab Ho payega Kyunki Jo confidence Hai vah Is per bahut jyada Khush Rakhta Hai Jyada Se Jyada confidence hokar kam karna chahie kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie aur na hi ismein Ham Logon Ko Kabhi Aisa kam karna chahie Jis per Ham Logon Ko Khasi Na Kar Paye apni acchi mehnat ke sath acche focus ke sath kam karna chahie confidence ke andar rahakar kam karna chahie Kisi bhi kam ko kaun si confidencee ke sath karen to usmein main Achcha fayda Milta hai aur acchi earning Ho paati hai
        • #5 Collapse

          Re: Importance of the Confidence in forex.

          g bht achi baat share ki h ap ny my ap ki baat sy agre karta ho sb sy main baat ya hti h k forex my hamara confidence ktna ha agar hm yaha confidence barhay gy to hmy work ka zada achy sy pata chly ga hmy experience ho ga nolig ho gi soch smaj k st kia gya kam hmysha profit dyta ha
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Importance of the Confidence in forex.

            G bilkul hmen pak forex men kaam krny k liy or acha gain krnhk liy khud pr confidence hona bht zrore hai agr hum khud pr bharosa krn gy to hum ks men conform successful ho jsy gy khudi ko jo insan bhol kata hai wo kabhi bhi bhi kmayab nhi hosakata lihaza khud pr itbar kr k trading krna chahei isi liy hmen agr hum khud pr bharosa kr k kaam krty hn to full twja isi pr lgaty hn tab hi hum ach experience bhi gain krty hn or profit bhi

            اب آن لائن

            Working...
            X