kya forex halal hai islam mein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya forex halal hai islam mein?
    yara mujay smj ni ati kuch log es kaam ko halal kehty or kuch haram tu ap kya smjty ho k yeh halal hai kya or agar haram hai tu bateo keasy haram hai agar 100 percent yqn ho tu batana k haram hai y halal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    es baray may kisi ko bi nahi pata hay or may yah kahta hoon kay choop kar kay lagya raho kyun kay es may tu loss zyada hota hay or profit kam.
    • #3 Collapse

      g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k yeh forex ka business ek dam halal business hai and issi business ko kar k he hum ek perfect trader ban sakty hain and rich ban sakty hain.
      • #4 Collapse

        nahi bhai main koi mufti nahi hn lekin is business mein apko loss bhi hota hai aur profit bhi to is lehaaz se to ye halal hi hua , to mere lehaaz se to ye business halal hai.
        • #5 Collapse

          g mere khayal se agar ap is mein swap free account banayen to is mein phir ye halal hai kiunke swap wala account to sood ka hota hai aur wo islam mein haram hai.
          • #6 Collapse

            ji yeh kam ka mein ny bht jaga parha hai bht jaga es ka halal karar dia gya hai lekin kuch jaga py haram pty kaha gya hai es liey mein bs achi niyat sy krta hun ALLAH ko yad kr k !
            • #7 Collapse

              my dear mein koi mufti to nahi jo ap ko sahi trah guide kr sakoon but itna samjta hoon k islaam mein business halal hain or meri nazar mein forex is world ka sab se big business hai is liye forex jaiz hai but mazeed maloomat k liye mufti se rabta kro
              • #8 Collapse

                Yes forex trading islam me halal business hai or ap k knowledge k lye ye bata dun k islam me her wo business halal hai jis me ap mehnat karty ho wo halal ki rozi hoti hai is lye ap forex me jo earning karty ho wo halal hai
                • #9 Collapse

                  I have no proper knowledge. So that you are contact the Muslim ilama. So that you are die,uss with him. They are guide you.
                  • #10 Collapse

                    gee haan bhai forex trading halal he jahan tk mein smjhte hon kion keh yeh aik business he aur es mein ham apne mhnt krte hein aur apne trading ke lie experience aur learning se kam krte hein aur apne skills ko istemal krte hien aur hmein profit loss donon hote hein to yh islam mein halal he
                    • #11 Collapse

                      G is k barye mein kuch nhi kaha ja sakta k forex trading halal hy ya haram kiok ye kaam tu mufti logon ka hota hy hum tu ye kehty han k js kaam mein mehnat aur hardwork ho aur js kaam mein profit aur loss ho aur wo kaam halal hi ho ga kiok forex trading business mein profit earn karne k liye buht ziada mehnat aur hardwork karna parta hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dear mere khiyal mein halal hai q k bahut sy trader kr rahy hain aur earning kr rahy hain q is mein kafi mehnt ki jati hai aur mehnt ka phal hot ahai is ko kisi waqt bhi kr skaty hain y eaik acha kaamhi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X