Agr insta forex ki verification na krwai jay to koi problem to nai ho gi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr insta forex ki verification na krwai jay to koi problem to nai ho gi?
    Agr insta forex ki verification na krwai jay to koi problem to nai ho gi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr insta forex ki verification na krwai jay to koi problem to nai ho gi?

    Jab tak ap Instaforex ki verification nahi karogy tab tak apke account ka koi faida nahi hai. Aur ap withdrawal hi nahi kar sakte without verification k. To pehle lazmi account ko is tarh se verify karwao. Instaforex ki verification nehayat zarori hai. Q k is k bagher hamen profit nahi mel sakta. Verification k two steps hote hen. First step ne hum document verification karwate hen k hum is mulk k bashenday hen. Us k leye hamara CNIC ( Driving license aur passports bhi kaam karta hai CNIC ki jagah) kaam kar jaya hai. aur second step verification k leye hamen residence verification karwani hoti hai. Us me hamen koi bill jaise Electric bill, gas bill, telephone bill ya bank account jis me address mentioned ho k zarye se kar sakte hen. Documents upload karte waqat jo camera se photos lete hen wo clear aur wazih hone chaheye, clients ka photo ya address bhi clear nazar a raha ho. Is tarah hum asani k sath apne account verify kawa sakte hen.
    • #3 Collapse

      Re: Agr insta forex ki verification na krwai jay to koi problem to nai ho gi?

      Insta Forex ke account ki verification karvana bahut jaruri hai Kyunki Agar verification Nahin karvayenge to aap Kisi kism ka koi vidroh nahin kar sakte Chhote se Chhota bhi aapko Koi Parvah nahin kar sakte isiliye insta Forex account key verification Jarur Karva Le aur sabse pahle vah Kaun ki verification karvayen Uske bad kam karna start karen Taki aapko Kisi kism Ki pareshani Na Ho Apne profits ko withdrawal karvane mein
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Agr insta forex ki verification na krwai jay to koi problem to nai ho gi?

        Assalam o Alaikum mery piyary dost kesy hyn sab bhai umed krta hun ap sab kheriat sy hun gy. Dear apka kam krny ka koi faida nh jb tk apka real account Puri trah na bna ho bhai insta forex bhi eska hesa hai or bht important hai yh es k bagir apko bonus nh mil skta bhai jo new members hyn wo apna account kesi seniors ko dekha ly taky bad main koi msla na bnaein shukriya

        اب آن لائن

        Working...
        X