hameen waqt ki kadar karni chaiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hameen waqt ki kadar karni chaiey

    Waqat dcunya ki sb sy bari hakimat hy waqat ki kadar hi insan ki kadar krwati hy jo log waqat ki kadar nahi krty waqat bhi un ki qadar nahi krta or un ko apny paroon ky neechay rond deeta hy wQt aik zalim cheez hy jo badshah ko takhtat tk ly jari hy or sirf aik hi din ki subh sy sham bahadur Shah Zafar ko takhtat sy utha k zandan main dalwa skti hy agar waqat itni teezi sy badalta hy to us ki qadar krna hr aik pr lazim hy or dunya main dsirf wohi log kamyab dekhai detain hain jo waqat ki kadar krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hameen waqt ki kadar karni chaiey

      Hundered percent sach waqt aik azeem sach hy aur waqt kabhi ksi kilyiay nhy ruqta aur jo kam waqt per kia jy ausmy heysha success hasal hoty hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: hameen waqt ki kadar karni chaiey

        Ji han bilkul main aapki baat se aagrah Karta Hun Ki Ham Logon Ko chahie ki ham log Waqt ki Kadar Karen Kyunki Duniya Mein vah aisi chij hai jo ke sabse jyada kimti hai isliye is kimti cheez ki fadkana Hamara Haq banta hai isliye koshish Karenge Apne time course ya na Karen aur isko main utilise Karen ise share karne se behtar hai aap log apne liye fayda manth chij ka chunav Karen

        اب آن لائن

        avatar Ayn
        Working...
        X