Loss sy ghabrana ni chahiy..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy ghabrana ni chahiy..
    Dear members forex trading main trading k Doran loss hota rehta Hy is sy ghabrana ni chahiy blky apko mokammal hosla aur himat k sath loss kr deny wali mistake ko dekh k usko khatm krna chahiy senior ki madad sy aur Jo log loss sy ghabra jaty Hain wo kbi bi achi earning bi kr sakty to is liy loss hony k bad confidence main rehna chahiy aur mazeed knowledge hasil kr k khamion ko door krna chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

    Forex Trading me loss ka samna lazmi hoga ye to bohut mushkil hai k hum 100% correct tarding karen. Q k har koi perfect nahi hona. To hamen loss se nahi ghabrana chaheye. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

      Jiss tarah dunia k her business men loss hota hey issi tarah forex trading men bhi loss business ka hissa hey iss liay loss se ghabrana nhi chahiay balkay loss ko serious len aur loss se seekhnay ki koshish karen aur phir pahlay se ziyada mehnat karen tu zaroor loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

        G loss say gabrana nahi chahe gabranay sag apnko mazeed nuksan ho skta hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

          my dear and respected member apuy shi bat ki hy keh hamin loss sey ghbrana nhi chahiy iss liy hamminchahiy keh ham pak forum ko aik business smjhin ham age los and profit donu ko hi accept krein gy tub hi hamin apnuy business mein kamiyabi mill saky gi kue keh kamiyabi hmesha earninig aour los ko face kernuy per hi aati hy..
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

            g han ap nay shi kha hy humain es main loss say ghubhrana nhi chahiyay humain es main loss ka achay say samna kurna chahiyaay agr hum es main loss ka samna kuray gay or loss say nhi duray agy t es say humain es main kafi faida gain ho gaa or es kay sath sath hum es main acha sa kam bhi kuray gay agar hum loss honay pay tens ho jay gay to es say humloss ko recover bhi nhi kur pay gaay or humain or zyada loss ho jay gaa es lyay humain es main loss ho jay to ghubhrana nhi chahiyay balkay humaain es ka samna kurnaa chahiyay
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

              forex main jab bhi ap ko loss ka samna kar par jay tu ap ko is main kabhi bhi tention nhai laini chaheay kyon ky is say ap ko or ziada loss ka samna karna apr sakta hai jab recovery trade karain gay forex main ager ap nay success hona ha tu sath sath ap ko loss bhi sehna parta hai kyon ky is say ap ko forex main experience hasil hota hai jiss say ap ko forex market ki samjh ati hai aur phir ap is market main success hasil karty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                Yes forex ma loss sy darna ni chahe. Loss hota hai to hamy es sy sekhty jaty hain. Forex ma loss ko ik teacher ka darja hasil hai. Forex ma loss sy pareshan ho jayn gy to kbi kamyab ni hon gy. Forex ma loss ka chance maximum or profit ka minimum hota hai eski waja he ye hai k forex ma kio soch samaj kar trade ni karty.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                  G han humein loss se ghabrana nahi chahiye. humein musalsal mehnat kar kay is mein himat se kam karna chahiye takay hum apne loss ko recover kar saken. humein apni learning ko increase karna chahiye kiun kay hum mistake kar jate hain isi liye humein loss ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                    G han biljol sahe kaha honsla rakhna chaiy ghabrana nahi chiy q k hamin forex me loss bhe hota hy or profit b loss apni he galtiun ki waja sy hota hy hamin sahe sy dil laga k mehnat karni chaiy ta k loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                      han g bilkul theak kaha hai apny hamen forex main loss sa kabhi bhe nahi ghabrana cheye hamen cheye k hum jub bhe kam karen jitna beh karen hamesha he loss sa bilakhof ho kar he kia karen or kabhi bhe risk na lia karen forex trading main loss hona common he bat hai or hamen isko face kar k he chalna cheye or achi learning k sath he kam karna cheye tabhi hum kmaiyab ho sakty hain or acha earn bhe kar sakty hain..
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                        Dear members forex trading main trading k Doran loss hota rehta Hy is sy ghabrana ni chahiy blky apko mokammal hosla aur himat k sath loss kr deny wali mistake ko dekh k usko khatm krna chahiy senior ki madad sy aur Jo log loss sy ghabra jaty Hain wo kbi bi achi earning bi kr sakty to is liy loss hony k bad confidence main rehna chahiy aur mazeed knowledge hasil kr k khamion ko door krna chahiy
                        Ge H forex member hee bisiness me loss hoti he ager expeeience ho to labi be loss naji hpta is lya her member ko knlwledge air expeeience hasil larni chaya aur mehnet le sat tread ko open larni chaya
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                          Ji han bhai aapki baat bilkul theek hai Ki Mala se bilkul Nahin ghabrana chahie Agar Ham gabra Jaenge Jaenge fair mein a Jaenge to kabhi bhi acchi trader Nahin Ban Sakenge Hamesha Achcha trader apni e nakami ko face Karta Hai Vahi Aage jakar Chhatra banta hai
                          Do it before other will do!
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                            Friends apki bat bilkul thek forex main loss say gabrna nai chahiy kiun forex main loss recover able hay lkn mehnat say is liy agr loss ho jay to gabrany ki bjay pehly say zyda mehnat krain aur mistakes ki correction krain aur fresh mind kay sath next trade lgain apka loss b profit main chla jay ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss sy ghabrana ni chahiy..

                              Forex main ager loss ho jaye to is say mayoos nai hona chahiye or na he gabhrain, forex main hamari mehnat ager jari rahy gi to hamain zaroor acha moqa milta hay, bus hamain jaldbazi say bach kar is opportunity ka wait karna chahiye or apni mehnat and analysis karty rehny chahiye ta keh forex main hum khud ko prove karain or kamyab ho sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X