Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen
    Assalam walekum doston ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aisa bahut dafa Dekha gaya hai ki kuchh members Be Sabr hokar kam karte Hain aur kuchh losco pradash nahin kar paate aur emotion mein aakar trading karte Hain aise log kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar payenge kyunki forex risky business bhi hai jismein jaldbaji ki koi jagah Nahin Hai agar koi trader jaldbaji karta hai aur emotional hokar kam karta hai to use hamesha loss bhi naseeb mein hoga Forex mein jaldbaji karne se behtar hai ki trader sabr se kam Karen agar kahin loss bhi ho jaaye to ose bardaasht karna sikhenjab tak koi trader loss bardasht karna Nahin sikhega tab tak vo aage Nahin badh payega kyunki loss or profit is business ka hissa hai kabhi aapko achcha profit hoga to Kabhi aapko achcha loss aur trader wahi kamyab ho pata hai hi jo sabr se kam karta hai aur kisi jagah per loss ko bhi bardasht karta hai is business ke 2 points hai jinhen sikhana bahut hi jaruri hai ek loss ko bardasht karna aur dusra sabr ke sath kam karna jitna jyada is kam Khushi kar karenge hamen benefit bhi utna hi jyada hoga har EK kam ko Sikh karke hi kiya jaaye to Behtar Hoga aur vah kam aap ke liye tabhi Acha sabit hoga jab aapko os kam ke bare mein kuchh knowledge aur experience hoga jitna ho sake experience aur knowledge gain karna chahie tabhi is business mein kamyabi milegi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Emotionally kaam hamesha bora hi hota hai aur forex trading me to us ka nuqsan hi uthna parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

      G sabr bhot Zarrori hai kisi b kam main kamiyab honaybkay lia sabr karain aur mehnat jari rakhain
      • #4 Collapse

        Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

        Kuch log forex trading men ziyada profit men ya ziyada loss ki waja se emotional ho jatay hen iss liay woh jaldi men ghalt decision kar detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay emotional ho kar trading nah karen balkay sabr se kam len aur phir soch samaj kar trading karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

          G han hamin forex me ye bat bar bar samjhai jati hy k hamin apny emotions ko cantrol me rakhna chaiy or sabar sy kam lena chaiy ye forex k rules me shamil hy so hamin forex k rules ko follow karna chaiy ta k hum kamyab ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

            ji bilkul theek kah rahe hain agar hamen Forex mein thoda bahut nuksan ho bhi jaaye to tension nahin Lena apne emotion ko control mein rakhna hai aur koshish karna hai ki Koi galti na Karen senior se mashhur lene agar koi masla hai tu HAL ho jaega Forex mein training karne se pahle aapko knowledge ki jarurat hoti hai aapke pass knowledge Ho aur sabar ka hathiyar Ho to aap hamesha kamyab rahoge
            • #7 Collapse

              Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

              han g apnuy thk kha hy keh hamin emotional ho ker trading nhi kerni chahiy belkeh hamin chahiy keh ham trading mein saber ka muzahira krein ham jitna ziada wait krein avhy trend ko talsh krein gy tub hamin pofit bi acha mill saky ga iss liy ham sab trader ko emotional ho ker nhi blkh soch smh ker trading kerni cchahiy.
              • #8 Collapse

                Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

                humein forex mein kam karte waqt apne emotions ko control karna chahiye aur patient se kam karna chahiye. agar emotional ho kar kam karen gay to apko acha profit hasil nahi hoga. apko trading mein jald bazi se kam nahi karna chahiye balkay aram se soch kar aur cool mind kay sath kam karna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

                  yes dear forex main ham ko emotions main aa kar kam nahi karna chaheay balky ap ko is main kam relax ho kar aur is ko business samjh kar karna chaheay aur ap ko pata hai ky business ki yhe bat ap ko accept karni parti hai ky jahan profit hota hai wahn ap ko loss ka samna bhi karna parta hai mager jesy jesy ap business main kam karty jaty hain wesy wesy he ap ko loss hona kam shuru ho jata ha kyon ky time ky sath ap ka experience bharna shuru ho jata hai jiss say ap ko is business main aik din achi kamyabi mil jati hai is lea ap ko is business main success hasil karni hai tu ap ko loss bhi bardasht karna ho ga loss hony pay saber say kam laina ho ga phir he ap is business main success hasil kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

                    GM bhai aapki baat bilkul theek hai ki motional hokar kam karne se behtar ke Sabar se kam Karen for example Agar emotional hokar kam Karenge Hum looks and Hoga yah acchi baat nahin Hogi Agar Ham Khud Ko emotional hokar Kam Nahin Karenge Subah Se Kam Karenge Tum profit Hoga yah best hoga
                    Do it before other will do!
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

                      Jab insan kisi bhi fields men khas tor pr forex form men agr nakami ho bhi jati hai to wo mayos hojata hai Q kh yh kaam bhi aysa hi hai bht mehnat hoti hai jab yh loss men jata hai to bht dukh hota hai isi liy jab loss hota hai to bazz members mayos ho jaty hn jokh nhi hona chahei balky sabar sy kaam lena behtet hai isi liy sabar ka daman hmesha sath rakhna chahei
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional Hokr Kam Krne Se Behtar Hai Sabr se Kam Karen

                        Apne emotion ko control karen Agar Ham trading karte hue Apne emotions ko Puri Tarah control Mein rakhne ki koshish karte hain to ise kabhi bhi Hamen lost Nahin Hota nuksan Nahin Hota aur iski wajah se Ham market Mein aaram se successful trader Ban sakte hain Hamen koshish Karni Hogi ki Ham zyada mehnat Karen Kyunki Jab Ham sahi se market mein zyada mehnat karte hain tab Ham bahut hi jyada Kamyab hote hain aur trader iski wajah se knowledge Hasil Karta Hai market Mein successful hone ke liye Hamen Apne jazbat Ko Kabu Mein Rakhna Hoga Kyunki trader Apne jazbat ki wajah se hi nakam hota hai aur trader ko chahie ki vah kabhi bhi market Mein ke liye pagal mat ho jaaye Hamesha Sabar ke sath kam Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X