Real vs Demo Account
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g ha forex ma y mara sath kafi bar hua ha lakin muj as ki waja y galti ha dar forex ma ap ki investment loss na ho jai too ap trad boat muskil sa karta ho lakin jab ap demo use kar raho hota ho too ap ko koi bui dar nh hota jasa ap acha sa earning kar lyta ho hum trading time khud per hosal karna chya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      demo pr bhot sa log earn krta hn is ki bari waja capital k zada hona leverage k zada hona hai instaforex phla platforum hai jo apni marzi ki investment or leverage set krna ki ijaazat dta hai koi or broker nhi dta is terhn hum achi practice kr sakta hn
      • #78 Collapse

        demo main ham freely is liye kaam karte hain k us main ham ko loss ka khadsha nahee hota hai jab k real account main kaam karte hue loss ka khatra boaht ziada hota hai is liye us main ham darte hue trade open karte hain
        • #79 Collapse

          Real amount main profit aur loss real hota hy jabkeh demo account main profit bhi fake hota hy aur loss bhi fake hota hy. Hamain agar trading ko perfect banana hy to demo account ko real account ki tarah treat krna ho ga. Agar demo account main kamyab ho gaye to real account main confidence key sath trading kr sakain gey.
          • #80 Collapse

            Gee mery bhai forex market mai real aur demo accounts use hotay hai. jo es market mai news hai toiu wo es market mai demo account ko jion krtay hai aur forex mrket ki learning krtay hai aur old tradr real account par kam rtay hai.
            • #81 Collapse

              G wo is liye k real account par ap ki acha apni investment hoti hy aur loss ka dar hota hy aur demo account par apni investment nhi hoti hy is liye koi hesitation nhi hoti hy kiok demo account tu forex trading ki learning k liye hota hy is par ap serf learning hi hasil kar sakty han aur demo account par ap ko koi profit ya loss nhi ho jab k real account par ap ko loss aur profit hota hy
              • #82 Collapse

                Demo account main hamare pas fake money hoti hy is leye hum confidence sey practice krtey hain jabkeh real account main hamarey pas real money hoti hy aur jab hamain loss hota hy to hum ghabra jatey hain aur tension main aa jatey hain. Hamain apney aap ko strong banana hy aur confident ho kar kam karna hy.
                • #83 Collapse

                  G wo is liye hy k forex trading mein demo account forex trading ki learning k liye hy aur demo account par hum apni investment nhi karty us par serf learning hi hasil kar saktay han jab hum real account mein apni investment karty han aur is se loss ka dar bhi hota hy is liye aasya hota hy aur agr hum ne demo account par achi practice kar k learning hasil ki ho gi tu phr kuch nhi hota
                  • #84 Collapse

                    demo main asal main risk ni hota hai demo account risk free hota hai jis ki wajah se humey demo main earning bhe bht hote hai aur tension koi ni hote jab k real account main risk factor ajate hai jis ka humey dar hota hai jis ki wajah se trading thre mushkil hote hai
                    • #85 Collapse

                      Aisa us waqt hota ha jb ap kuch arsey tk demo trading kehtey he aur jb profit earn krnay lg jatey he to real account bna kr trading shru krtey he laikn real account se loss ho jata ha. Is liye pehlay humein chaiye k proper forex learn krein phr demo trading krein jo kuch learn kia usey demo account pr apply krein aur jb regular profit ho to real account pr koi hesitation ni ho g
                      • #86 Collapse

                        real account or demo account me siraf ye different hay k demo account learning platform app ko dia jata hay or real account app ko money investment k ley hota hay.
                        • #87 Collapse

                          jo real accounyt ham bnaty hy us m y ham ya to investmint krty hy ya idr pakistan forex furam ki madat sy posting kr kr k bunass bnaty hy us sy ham ko pjhr trading kr sagty hy our ya phr ham apni zadi investmint krty hy jab k demo my ham na hi invest krty hy na hi post krty hy us my ham ko ehsy hi balance bilnta hy jis pr ham practis krty hy
                          • #88 Collapse

                            Real account main trading karni kafi mushkal hota hai jab keh demo account main trading asaan hoti hai aur uski main reason yeh hai ke demo account main hum pe ko psychological pressures nahin hota aur ham barri achi trade kar lete hain but real account main hamain nuqsan ka dar hota hai.
                            • #89 Collapse

                              dear waisy to forex main demo and real account same he terminal main move karty hai per yahan per boaht difference hota hai . jaisa k agr real account hai to ap order lagany k bad kabi sakoon se nahe biath sakain gy jab tak order excute nahe ho ga. per agr demo account hai to ap kabi b b-sakoon nahe ho gy . q k demo main jo ho gya so ho gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Forex market mai 2 accounts hotay hai demo account aur real account. 2 accounts bohat zada importants hai. Demo account learning account hai. Real account earning account hai. Jis mai hum money invest kr ky earning krtay hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X