stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha
    Dear traders Forex trading business bahut jyada risky business hai Agar Ham apni trading Mein stop loss ke margin ko set Nahin Karte aur ham without stop loss trading Karte Hain To Ham Hamesha Los ka Samna hi kar sakte hain without stop loss ke bagair trading karna Apne trading account ko Vash karne k equal hota hai isiliye Hamesha koshish karen apni trading Mein stop loss ke margin ko Jarur set Karen Is Tarah Ham easily Apne balance ko saaf Rakh sakte hain aur Market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Kyunki market ki movement apan down rahti hai sometime market ki movement bahut jyada speed Mein Hoti Hai Jiski vajah se Hamara account was ho sakta hai agar Ham stop loss ke margin ko use na karen to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

    yes my brother you are right agar Ham stop loss to use nahin karte Hain to iska matlab hai ki Ham apne account ko vash kar rahe hain kyunki jab tak Ham Star plus Koi use nahin karenge to hamari trading safe nahin hogi isliye stop loss ko use karna hamare liye bahut hi important hota hai aur agar stop loss to use na kiya jaaye to trading kabhi successful nahin ho sakti hai stop loss ko use karne se hi hamari trading successful ho sakti hai aur agar stop loss use nahin karenge to successful trading possible nahin hogi
    • #3 Collapse

      Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

      forex aik amm busienss jasa nahi hain hum is mai agar stp loss ko use kar ky kam kary gy to hamy kamaybe il jy ge hum is mai bager balance account bana kar be kamk a rskaty hain hum is mai part time be kam kar sakty hai hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is a agar stop loss ko ignore kar derty hain to hamy loss ho9 jy ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
        Dear traders Forex trading business bahut jyada risky business hai Agar Ham apni trading Mein stop loss ke margin ko set Nahin Karte aur ham without stop loss trading Karte Hain To Ham Hamesha Los ka Samna hi kar sakte hain without stop loss ke bagair trading karna Apne trading account ko Vash karne k equal hota hai isiliye Hamesha koshish karen apni trading Mein stop loss ke margin ko Jarur set Karen Is Tarah Ham easily Apne balance ko saaf Rakh sakte hain aur Market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Kyunki market ki movement apan down rahti hai sometime market ki movement bahut jyada speed Mein Hoti Hai Jiski vajah se Hamara account was ho sakta hai agar Ham stop loss ke margin ko use na karen to
        Stop loss use karne ke Kafi Sare fayde hote hain Jaisa ke agar aap Kahin ja rahe hain aur aap Chahte Hain Ki Is. Se Jyada aapko lost Na Ho To aap stop-loss ka istemal karte hue Kahin Apna Kam Karne Ja sakte hain stop loss ka options aapko Har benefit deta hai ki aap apne account ko sev rakhen aur Jyada loss se bacha kar Rakhi agar aap take profit Ka Bhi istemal Karte Hain tu bhi achcha option hai Kyunki take profit bhi aapko aise hi help Karta Hai Jaise stoploss help karta hai agar aapko apna Kisi Jaroori kaam mein jana hai aur aap market ko dekh Nahin Sakte to aap apne Hisse ka take profit lagakar Apna Kam Ba asani kar sakte hain aur jab market aapke. Per pahunchegi to aapki trade automatically close ho jayegi isase aapke donon kam ho Jaenge isliye Hamen stop loss aur take profit ke bare mein acche se maloomat rakhni chahie
        • #5 Collapse

          Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

          g han hmain chye k ham trade ko kbhi bhi khula na choren ager ham pani trade ko khuila chor dain gay to am is main kamaybhi ki bjaye nakami bhi ho sakti hain kun k kbhi ptta nhe chalta hai k markete achank silent news ki wjha say hamry against bhi move ker jati hai.is liiye hmain chye k ham ager trading main nakm ho jaty hain sl hoit go jaye ga,acccount wash hony saty bach jaye ga.hamin chye k ham zroor sl aor tp lgain to tab ja ker hm is main kamayb ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

            bilcul stop loss k bgair trading kerna apna account ko wash kerne k mutradif hay jeb koi trader apni trades main stop loss ko use ni kerta aur market us ki trade k opposit jati hay to kai bar asa hota hay k trader ka sara capital he waste ho jata hay ager ap apni trades main stop loss ko use krain to kuch loss ho ker ap ki trade cut jati hay aur ap again koi trade ker k apne loss ko recover b ker sektay hain.
            • #7 Collapse

              Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
              Dear traders Forex trading business bahut jyada risky business hai Agar Ham apni trading Mein stop loss ke margin ko set Nahin Karte aur ham without stop loss trading Karte Hain To Ham Hamesha Los ka Samna hi kar sakte hain without stop loss ke bagair trading karna Apne trading account ko Vash karne k equal hota hai isiliye Hamesha koshish karen apni trading Mein stop loss ke margin ko Jarur set Karen Is Tarah Ham easily Apne balance ko saaf Rakh sakte hain aur Market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Kyunki market ki movement apan down rahti hai sometime market ki movement bahut jyada speed Mein Hoti Hai Jiski vajah se Hamara account was ho sakta hai agar Ham stop loss ke margin ko use na karen to
              g bilkul jb aap stop loss ko lgay bghair trading krty hain to aap khud loss ko dawt dy rahy hoty hain q k igar market zra sa bhi nechy jati hai to aap ka to account wash hi smjho is liye koshihs kia kryn k sstop loss zrur lgayn , yeh ak trha sy aap k account ko protect krta hai yeh aap k account k liye protection ka kam krta hai, so is per dyhan dyn or koshish kryn k stop loss zrur lgayn. wrna aap ka whole account wash bhi ho skta hai.
              "Dream bigger. Do bigger"
              (mahroosh)
              :1f607:


              • #8 Collapse

                Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

                dear friend ap apni trading main kabhi bhi stop loss k bageer trade opon na karen as say ap ka acount wash ho sakta hy ur p as min nakam ho sakty hin forex min her tarah say apny acount ko safe rakhn k bary min sochna chaye tab hi ap as min kameyb ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                  Dear traders Forex trading business bahut jyada risky business hai Agar Ham apni trading Mein stop loss ke margin ko set Nahin Karte aur ham without stop loss trading Karte Hain To Ham Hamesha Los ka Samna hi kar sakte hain without stop loss ke bagair trading karna Apne trading account ko Vash karne k equal hota hai isiliye Hamesha koshish karen apni trading Mein stop loss ke margin ko Jarur set Karen Is Tarah Ham easily Apne balance ko saaf Rakh sakte hain aur Market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Kyunki market ki movement apan down rahti hai sometime market ki movement bahut jyada speed Mein Hoti Hai Jiski vajah se Hamara account was ho sakta hai agar Ham stop loss ke margin ko use na karen to
                  Assalamau Aiakaum my dear g han stop loss to is ke sab se important rules main se aik hae or money managment main bhe stop loss ka use karna hota hae jo log stop losss ka use karte hain wo is main zaroor kamyab ho he jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen sahe tarah se kam karen take hum is main kamyab bhe ho saken jitna ache tarah se hum dil laga kar kam karte hain success to hame utna he milta hae lakin agar hum is main safe trading karen ge to is ka zayada faida ho ga to sab logon ko cahiye ke wo is main safe trading kiya karen with proper stop loss take unko is main zayada loss na ho or wo is main ache tarah se trading bhe kar saken or is main unnko kabhe bhe zayada loss na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

                    G hy bilkul thk kha hy sl KY bgr treding krna apna account wash krwna hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra forex ko semjh market ko semjh tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt sa achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss k bagar trading karNa account wash kay equal ha

                      Assalam o alaikum. G han bilkul darost bat ki ha kay stop losse kay baghar trading karna account wash honay kay aqual ha aur ye bat ha bhi bilkul sarost kuonkay jiss waqat tak hum apnay nuqsan ko recober nahi krain ga uss waqat tak hum iss main tradong nahi kar saktay issmain humain mehnat say kam lana ho ga takay hum iss main mehnat kar kay apnay bonus ko set kar kay best say best earning kar sakain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X