Assalamau ALiakaum my dear mehnat karne wala kabhe bhe nakam nhe hota hae usko uske mehnt ka phal zaror milta hae agar wo sabar se kam karta hae to is ke liye tamam logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen take wo is main kamyab ho saken or wo is main jitne zayada mehnat karen ge wo is main zaroor kamyab ho he jaen ge q ke kabhe bhe kisi bande ke mehnat waste nhe jate hae balke usko wait karna hota hae apko bhe pata he hae ke derr hae andher nhe bas ap mehnat karen ap is main zaroor kamyab bhe ho he jaen ge or sabar karen agar apko success nhe mil rahe ap agar sabar plus mehnat kate hain to ap kamyab hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим