Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy
    without analysis jab bhi Koi trade open ki jaati hai to usmein last ke chances increase Ho jaate Hain forex trading maximum loss ki reason yahi hoti hai jab members mein kaam karte hain lekin analysis ke bagair trade open karte hain to forex trading mein nuksan hamesha jyada ho jata hai forex trading perfect working ke liye mehnat aur lagan ke sath apna kaam ka encounter nahin rakhne mein hi fayda hai
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

    jub ham markeet k baray main yeh nai samjhtay hain k ham nay kaam ko kb aur kaisay start aur end karna hay to hamaray liye makreet main kaam karna bahut ziada mushkil ho jata hay jisk liye zaruri hota hay k ham sb say pehlay makreet ko anslys karain aur yeh jannay ki koshsih karain k akhir makreet main aisa kia kuch hay jis say professional traders earning kartay hain jisk liye zaruri hay k ham markeet ko samjhtay huvay kaam akrain aur ach earning karain.
    • #3 Collapse

      Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

      G ham pak forex trading business mn Without Anylsis aksar daikha jaata hy Loss Ka ratio Almost More and More Ho jaata hy Ham Agar mehnat se kaam Karenge Hamen kamyabi Milegi isliye Hamen chahie Dil lagakar mostly Achcha Karen Khoob kamyabi ke liye hamare pass good Achcha knowledge Hona chahie To Hamen kamyabi aasani se Hogi
      • #4 Collapse

        Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

        Analysis trade kay liye itny he zaroori hain jitna keh trade say profit earning, q keh forex main ager koi expert trader banta hay to wo sirf apny experience say banta hay, or experience ka faida tab he hay jab hum apni trades main analysis karain or trade ko successful banayain q keh without analysis trade main loss kay bahut ziada chances hoty hain or analysis kay baghair aksar traded loss main he jati hain.
        • #5 Collapse

          Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

          Dear friends without analysis trade me loss ki ratio barh jaati hai is liey friends hame chahiey keh ham ziada se ziada forex ko time den jitna hoo acha analysis karne ke baad trade open Kare taa keh loss hame kam se Kam hoo tabhi ham aek acha profit gain kar sakte hai.
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

            analysis to sab se pehle hota hae or sab se zarori hota hae hum is main agar ache tarah se market ka analysis kar lete hain to hum is main zaroor kamyab bhe ho he jate hain to is liye tamam logon ko cahiye ke wo is amin mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is main ache tarah se success bhe hasil kar saken or is main aik ache trader ban saken to jo bhe log is main mehnat kar jate hain wo he to is main kamyab bhe ho he jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karte raha karen take hum is main kamyab bhe ho saken to is liye sab logon ko is amin kabhe bhe ese trading nhe karne cahiye balke pehle un ko analysis karna cahiye phir trading karne cahiye yehe aik sahe tareeka hota hae
            • #7 Collapse

              Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

              yes dear 100% right bola hain agar aap hard work karte hian ttu aapko kafi benefit mil jata hian apne analysis ko strong kare wrong analysis say aapko kuch hasil neh ho skta hain aapko daily knowladge incress karne ko mile ga mt4 k software main aapko haar tool ki learning karna hain yahi tool feature main aapko bhot he acha profit de skti hai kamyabi easy mil skti hain aapko kafi kamyabi b mil skti hain logo ko line main trading main main kamyab dekha hain bas apko forex trading ko achi tara learn karna hian forex trading main hard work karna hian jitna aap ziyda time forex trading ko de skte hian
              ​Sadaf Khan
              • #8 Collapse

                Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

                Forex mein hamen bagair market analyse kiye trading nahin karni chahie jiski wajah se forex main hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho jaati hai aur forex main achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle hamen market ko achi tarah analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein apna time invest karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Without analysis trade me loss ratio increase hoti Hy

                  bilkul sahi kaha aapane ke experience ka hona bahut jaruri hai hamare Forex trading mein trading ek aisa business hai jismein aap ko kuchh pata nahin hota ki aap ke saath agale hi pal kya ho jaaye to mere Bhai koshish karen market ko analyse Karen jyada se jyada knowledge hasil Karen mehnat se kam Karen lala ko side mein rakhe acchi se acchi planning ke sath red lagaen aapko profit jarur hoga iske sath apne seniors ko follow Karen unki helpline ki posting ko padha Karen kamyabi aapko jarur milegi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X