Money management ko apni trading ka hissa banaen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management ko apni trading ka hissa banaen.
    Dears ager ap chahte haen ke ap achi trading kraen tu ap ko yeh krna ho ga ke ap money management ko strongly follow kraen ge. Es ke elawa es cheez ka koi hal nahi Hai ke ap es ke baghair achi trading ker sakaen ge. Jitna achi ap ki management ho ge utna hi acha ap profit kama sakaen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

    money management forex trading basic trading tools aate Hain agar office money management chitra kar sakte hain to aap apna account se kyon rakh sakte hain aur jo bhi status nahin karta hai vah kamyab ho jata hai isliye aapko kam karne ke liye hamesha apna account se kyon rakhne ke liye money management ko implement karna hai
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

      Assalam o Alaikum mery piyary dost kesy hyn sab bhai umed krta hun ap sab kheriat sy hun gy apny bhai bht hi achi bat ki hai money management ko apni trading ka hesa bnna chye kyun k bhai es sy apka account strong ho ga or folw krny sy dusrun ko es k bary main knowledge aye gi shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

        Bilkol humain Forex may money managemnt kay rules ko follow karty hoe hi trade lagni chahye Jitna Jyada Ham money management ke rules to follow karte hue trading Karenge utna isliye Forex trading business Mein Ham Kamyab ho sakte hain Hamen koshish Karni chahie ki Ham apni trading Mein money management ko Jarur focus Karen aur unke gardan Hi Kam Karen Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

          Forx business bandar aur vah with the help of business cooperation of the word in the first first form is very very necessary no I do is a businessman Ban Ke andar post ko quality ke set karne ke sath informative karna use bhi ban chuka hai ki duniya businessman is ko sikhana chahie Kiya case study karne se unko pata hona chahie ki top list mein kya hote hain jinko chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

            G hy bilkul thk kha hy hm treading main kamyb hona hy acha profit hsil krna hy to hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga jitna hm money management KY sath achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas321 پيغام ديکھيے
              Dears ager ap chahte haen ke ap achi trading kraen tu ap ko yeh krna ho ga ke ap money management ko strongly follow kraen ge. Es ke elawa es cheez ka koi hal nahi Hai ke ap es ke baghair achi trading ker sakaen ge. Jitna achi ap ki management ho ge utna hi acha ap profit kama sakaen ge.
              Sahi Kaha aapane Hamen money management ke bare mein sochana Hoga money management se matlab Main Apne lot size ke bare mein sochana hoga lot size increase nahin karna chahie Agar Hamare account kam hai to Agar hamare pass Kitni payment nahin hai aur ham lot size Jyada rakhte Hain To Hamen account wash hone Ki Surat Mein apna lost bardasht karna padega isliye Hamen pahle hi chahie ki is bare mein Soch kar kam Karen aur money management ke bare mein planning Karen jitni acchi planning Hogi utna hi Achcha kam hoga money management bhi bahut Jaruri hota hai Forex mein aur lot size ka size bhi Hamen Apne a account balance ke hisab se Rakhna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

                Business mein kam karte hue Apne kam kam Asia money management ke sath karna chahie Jab Ham Apne Karm ko money management ke sath Karenge Soch samajhkar Karenge To Ham acchi tarike se Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar Payenge Hamen Hamesha Apne trade Mein money management ka use karna chahie Hamen kabhi bhi money management ko karna chahie Hamen Apne kam Commission se tarike se karne ki koshish Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

                  Hamen Apne kam ko Hamesha money management ke sath karne ki koshish Karna chahie money management bahut jyada Jaruri hota hai Hamen Hamesha Achcha quality wala kam karna chahie trading Hamesha Kamyab Banani chahie Hamen Hamesha acche tarike se kam karna chahie aur apne kam ko quality wala banana chahie Jitna acche tarike se kam kam Karen ki usne acche mein kamyabi aur profit milega
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management ko apni trading ka hissa banaen.

                    Money Management


                    Financial market me jahan trading hoti hai, wahan risk kuch ziada hi hota hai. Jahan forex trading ki baat ki jaye to is me risk (khatra) bohut ziada hai. Even k aik andaze k mutabiq taqreeban 95% traders apna sarmaya loss kar jate hen.
                    Forex trading market me loss ko kam az kam karne k leye risk management ya money management ka karna bohut ziada zarori hai aur aik new trader k leye bohut faida mand bhi hai. Money management k zarye se hum apne apne account ki aik makhsos had tak hi risk lete hen, agar wo zaya ya loss bhi kar jaye to bhi hamara baqi sarmaya mehfoz rehta hai.
                    Forex trading me new trader ko har sorat me money management k osolon par amal karna chaheye, is se us ka nuqsan aik mehdod had tak hota hai. Professional traders to wese bhi aik khas plan aur qayede k hisab se chalte hen to un ko money management k abre me ziada pareshani nahi karni parti hai.
                    Forex trading me money management k leye zarori hai k hum apne account k leverages aur lot size ko kam se kam rakhen. Hamare trading account k leverages aur lot size hamare money management ya account ki safty k leye bohut ziada zarori hai.
                    Money management na karne se trader ko loss ziada hai aur dosra un k account kuch hi waqat me khali (account wash) ho jate hen. Account wash jesi soratehal se bachne k leye money management k osolon aur qawaneen par amal karna bohut zarori hai. Hum jab apne account ko mehfoz rakhengay to hi hum is business me kamyab rahengay, basorat degar hamara is business me loss muqadar hoga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X