Dear member aaj ke topic ke mutabik Gold per risk Kaisa rahega Mere Khyal se gold ki market per risk Lene se behtar hai k Ham currency per trade Kiya Karen Kyunki Gold per risk Lena Kafi risky ho sakta hai gold market baki sab market ke mukabale mein bahut Tej hoti hai hi Jiski ki spread kafi up and down fast move karti hai Jiski vajah se a Hamen main loss uthana pad sakta hai agar Hamen experience Sahi Hai To Hamen Gold per risk Lene Se Pahle experience Hasil karna chahie Gold per rate karne se profit b zaida Hota Hai Lekin loss ke chances bhi increase Ho Jaate Hain isliye Bina experience Gold per Iske Lena Achcha Nahin Hai gold market other market se graphically change hoti hai Agar gold ki market Samajh Mein Na Aaye To trade Lene se pahle a Soch Samajh Ke Kisi news ki confirmation Hasil Karen
Thanks :1f60f:
Thanks :1f60f:
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим