Self confidance kesy ata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self confidance kesy ata hai?
    Aj mai doston sy pochna chahta hn k self confidance ata hai mery khyal sy agr hm signal ko chor kr khud trade krty rhy tu hmy analysis krna aa jayga aur hm mai self confidance bhi paida hojayega
    Do it before other will do!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self confidance kesy ata hai?

    Forex Trading me self confidence achi learning se jo knowledge gain karen aur jo experience hasil ho us se hota hai aur self confidence ma lalach aur over trading ya jazbaat pe qabon hona lazmi chaheye. Forex Trading me kamyab hona aik behtareen fun hai. Forex trading aam business se bohut hat kar hai is me bohut zyada risk hai aur har qadam bohut ihteyat k sath uthana parta hai. Forex trading me kamyabbi hasil karna itna mushkil bhi nahi hai k hum is me kamyab hi na ho paye. Forex trading me kamyabi k leye sabar se kaam lena hoga, behtareen analysis karne ki koshash karna hoga, apne jazbaat pe control rakhna bohut zarori hai, is k elawa lalach se door rehna hoga aur Over trading se har soorat bachna hoga. Aur jitna ho sake knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen ta ke hamen bhi kamyabi zaroor mele.
    • #3 Collapse

      Re: Self confidance kesy ata hai?

      Self confidence Aisi Surat Mein Paida Hota Hai Kya Jab Ham is market ko proper tarike se learning karte hain because jab Ham is market ko acchi tarike se learn kar lete hain aur Hamari trading skills bahut hi best Ho Jaati Hain FIR Apne skills ke improve hone ki vajah se Ham is market Mein full confidence ke sath kam kar sakte hain because Yahan Par full confidence Si Surat Mein Aata Hai Jab aapki skills best Ho Jab aapka trading experience bahut strong hota hai aap full confidence ke sath is market Mein entry lete hain aur Yahan per feed less hokar Apne trade Mein order place karte hain aur successful trading karte hain aur is market Se Acha profit bhi Hasil Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Self confidance kesy ata hai?

        hamain confidence say hi trade karni ho gi ta k earn karein gay uar hamain is forum main kam kar k hi hum achy say trade karein gay u ar boht say log is forum main kam kar k acha earn kar skaty hain aur hamain demo main practic ekarni ho gi ab hi hum achi earning karein gay aur hamain khudh par bi trust rakhna ho ga tba hi hum achy say kam kar skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Self confidance kesy ata hai?

          trading main elf confidence humain es waqt gain hotaa hy jub hum es main apna kam achay say kurtay haain es mainhum fear ko huta daytay hain or hm yeh sochtay hain keh hum es main apna best day gaay to es ssay humain kamyabi mill jati hy or hum es main achay say kamyab hotay hain o humain es main apna kama es trah saay kurna chahiyay or kamyab hona chahiyay takeh hhumain es maain kamyabi mill jay or hum es main acahy say kam kur kaay es main apna confidence bhi gain kur laay gaay
          • #6 Collapse

            Re: Self confidance kesy ata hai?

            Jab Kisi shak ke paas market ka Achcha knowledge hota hai to Uske pass self confidence bhi a Jata Hai Kyunki Jab Ham market ko analyse kar k trading Karte Hain To Hamen pata chal jata hai ki Hamari trades win ho rahi hai ya lose Agar Hamari trades win ho rahi Hoti Hai To Hamara confidence Khud BA Khud badhta Jata Hai Lekin Agar Hamari trade loose ho rahi Hoti Hai To Hamara confidence lose Hota jata hai isiliye market ka Achcha Na Lage Hamare confidence ko bahut jyada increase karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Self confidance kesy ata hai?

              mere bhai ka sawaal hay kay self confidence kessy gain hota hay to mere khiyaal main forex forum main self confidence serf oar serf mehnat say hasil hota hay hamara jitna ziyaada experience oar knowledge ho gaa otnaa ziyaada self confidence aay gaa
              • #8 Collapse

                Re: Self confidance kesy ata hai?

                Salam to all members forex trade International platform ha yahan pe apko binna invest k bouns dea jata ha or self confidence hamesha insan ko oske knowledge cy e hasil hota ha jtna ap pass knowledge hu ga utna he apka confidence zyda hu ga lihaza pahly demo account pe apni practice karen ta'ke apka zyda cy zyda experience hu or ap confidence k sath trade cy profit hasil kar paein
                • #9 Collapse

                  Re: Self confidance kesy ata hai?

                  Assalamu Alaikum how are you all aapka Sawal bahut Achcha hai yah bahut Logon ke kam aaega main aapko batata Chalun kis self-confidence tabhi Aata Hai Jab Insan ke pass acchi learning Ho acche skills on Sab Kuch Ho use Apne per Ek Mod hota hai ki mujhe Sab Kuchh aata hai to Uske pass self confidence Achcha ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Self confidance kesy ata hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
                    Aj mai doston sy pochna chahta hn k self confidance ata hai mery khyal sy agr hm signal ko chor kr khud trade krty rhy tu hmy analysis krna aa jayga aur hm mai self confidance bhi paida hojayega
                    Ge ha forrx.member ager khud market ka analysis kare ge aur signels per barusa nahi lare ge to her member me treading la confidence ho ga aur her tread per fayada be hasil lar sale ga aur loss se be bach sale ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Self confidance kesy ata hai?

                      self confidence ke liye hmain knowledge chhaiye aur mehnat se kaam karne ki zaroorat hai hmain practice mein tab hmain confidence ho ga aur ham earning kar saken ge lekin is mein hmain kafi time lag sakte hain lekin hmain is mein ghabrana nahi chahiye ham agar mehnat se kaam karte hain rahen ge to ham kameyab ho sakte hain aur mehnat se hi earning ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Self confidance kesy ata hai?

                        Self Confidence:
                        G dear self confidence get karney kay ley hum ko signal trading key saat saat other member ki help ki zaroort hoti hy agr esa ni karo gey to bohat lagey gee ap ko earn karney main us main ap ko loss b ho sakta hy ya lami ni ya ap ko loss hee ho ap earn b kar sakta hoo yahan humain loss ya profit ho ga us main hamera confidence main ezfia ho ga however hamain ney aek stage ko get kia hy beshak wo loss ki hoo ya profit ki bs admi ko hemat or hardworking karna ho gee trading ko zada time dey na hoo ga learn kaney lay ley. kesay learning main ezfia ho phir ap trading main ap earn kar sakta hoo.ya hee self confidence hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Self confidance kesy ata hai?

                          G han dear ap NY Sai kha hy k hamain apny oppr confidence k sath Kam karna chaiy agar hamain signal par bharosa nahun a rha hy to koi bar Nahin hy hamain apny oppr confidence rakh Kar Kam Karin to inshallah ham lazmi kamyab ho jain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Self confidance kesy ata hai?

                            Forex Trading me self self belief achi mastering se jo knowledge achieve karen aur jo trip hasil ho us se hota hai aur self confidence ma lalach aur over trading ya jazbaat pe qabon hona lazmi chaheye. Forex Trading me kamyab hona aik behtareen fun hai. Forex buying and selling aam commercial enterprise se bohut hat kar hai is me bohut zyada risk hai aur har qadam bohut ihteyat k sath uthana parta hai. Forex trading me kamyabbi hasil karna itna mushkil bhi nahi hai okay hum is me kamyab hi na ho paye. Forex buying and selling me kamyabi k leye sabar se kaam lena hoga, behtareen evaluation karne ki koshash karna hoga, apne jazbaat pe control rakhna bohut zarori hai, is k elawa lalach se door rehna hoga aur Over buying and selling se har soorat bachna hoga. Aur jitna ho sake expertise aur experience hasil karne ki koshash karen ta ke hamen bhi kamyabi zaroor mele.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Self confidance kesy ata hai?

                              Hamen Hamesha Apne kam ko confidence ke sath karne ki koshish Karna chahie Jab Ham Apne kam ko confidence ke sath Karenge Kshetra kaise karenge To Hamen chikani abhi aajkal kar Payenge confidence bahut jyada Jaruri hota hai isliye Hamen Apne kam kamesha acche tarike se karna chahie Jitna acche tarike se Ham kam Karenge apni acchi kamyabi profit cancel kar Payenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X