loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??
    forum main hamain pahly learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrorat ko poar karein gay uar hamain knowldge k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain demo main pracitce karni ho gi ta k earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain information achi ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum run karien gay it is best job
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

    gg agar hum market mai msitaek kar ky kam karty hain to hamara acocunt baend ho jy ga ya aik beest business hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain yai ak best business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakt yhain yai aik amm business jasa nahi hain hum is mai apny boss ku ap he hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

      Los Hamari apni ladkiyon ki vajah se hota hai aur last sabse Jyada un Logon Ko hota hai jo bahut jyada jazbati hai Jab Bhi aap Forex trading Main Apni friend open karte hain yah trading ke bare mein koi bhi chij share karte hain aapane Apne dost ko Khatam karna hai mistake to bilkul complete khatm Karke apni aapko bahut School Rakhna hai Sabse nasheela yahi hai ki Ham trading ko samajh Nahin Sakte jab tak Ham trading ko samajh Nahin Sakte Kya Main acchi result Milne Ke chances a sakte hain Nahin Kabhi Bhi Nahin a Sakte Ham Sab trader koshish to Karte Hain Ki forest Mein Apni kamyabi ke liye kam Karen aur Mistri ko khatm Karen lekin aur Dekha Jaaye to Mari mistake ki vajah Se Hi Mara loss hota hai aur Hamari kamyabi Bhi khatm Ho Jaati Hai To aapane last Saturn Karke mistake ko Aisa Aaj Tak complete down karna hai aap Inshallah trading acchi result kaise karenge.
      • #4 Collapse

        Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

        sahe kha hai k ager hamin markete main loss hota hai to us ki main wjha hoti hai k ham markete main entre he fgalt hoty hain.is liiye hmain chye k ham markete main entre hoon aik to sahe waqt per dosra isk illawa ager ham marekte main entre sahe nhe hoon gay to tab ham markete main khtray main rahen gay.aor is k illawa ager ham markete main chaty hain k loss na ho to uskaily bhi hamin samble ker tarding kerni chye tab ja ker ham is main kamayb ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

          ji han dost loss hamian hamesha apni mistakes ki wajha se hota hai our hamain in mistakes se seekhna chahye agar ham apni mistakes ko recover karne main kamyab ho jate hain phir hamare lye kamyabi hasil kar bhot hi asan ho jata hai our ham kamyabi ke qareen a jate hain.
          • #6 Collapse

            Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

            Mere Pyare bhai aapki baat bilkul theek hai sex online trading Mein Jab Ham trading Karte Hain To Hamen ismein loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai ki close Hamen Apne Hi mistake ki vajah se hota hai isliye Humko chahie Ham Forex online business mein morcha Mor mehnat Karen aur Hamen ismein Soch Samajh Kar market ko best tarike se analyse Karke Jab Ham trading Karenge To Hamen ismein best profit Hasil ho sakta hai Kyunki loss tabhi Insan ko Hota Hai Jab Woh trading karne mein jaldbazi Karta Hai Soch Samajh Ke market ko analyse nahin karta tabhi usko frocks online business Mein loss ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

              g han forex main jab bhi app ko loss hota hai apni he galti ki waja say he hota hai is lea is business main ap ko loss say bahcny ky lea apni mistake ko thek karna ho ga aur ap ko bar bar apni mistake ko repeat nahi karni chaeya kyon ky jitni bar bhi ap repateat karty hain ap ko uss ka utna he ziada nuskan hota haii jis say ap forex main kabhi bhi success nahi hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                agar es main humain loss ho jata hy to yeh eswaqt he hota hy jub hum es main mistakes kurtay hain jub hum es maij mistakes kur daytay hain to es sa humain loss hojata hy to humain mistakes ko avoud kurnaa chahiyaay or es kay sath sath es maain humain acha sa kaam kurnaa chahiyay takeh huumain kmayabi gain ho jay or humain es main lapurvahi say apna kam nhi kurnaa chahiyay q keh es say bhi hum say miskaes ho jati hy or hum acha sakam nhiii kur patay hain to humaian es main ftesh mind kay sath acha kam kurnaa chahiyaaay
                • #9 Collapse

                  Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                  Assalamu Alaikum dear member ji bilkul loss Hamari apni vajah se Hote hi isliye Hamen chahie ke pahle Hamen trading ke bare mein jyada Se Jyada knowledge honi chahie senior ko follow karte hue Is Tarah Ham last bus Jaate Hain Agar Ham Aise to Jyada time Dete Hain To bahut Kuchh Hasil kar sakte hain bahut Kuchh Sikh sakte hain Jiski vajah se main Kabhi loss Nahin ho sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                    G bilkul loss ki waja humari mistakes hi hoti hain. humein apni mistakes ko remove kar kay trading karni chahiye. jab humare pass acha knowledge hoga to hum mistakes nahi karen gey aur loss se bach jayen gey. hum rules ko follow kar kay kam karen gey to mistakes nahi karen gey.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                      ji han zahor si bat hy jab ham ruls key against chlty hein tub hamin loss ho jata hy iss liy ham sab ko chahiy keh apni mistakes ko recobver krin bar bar repreat na krein apni mistakes jis ki wja sey ham loss sey khd ko baxgha sakty hein ham mstakes ko jitna ziada recover kerty jain gy hamin usi hisab sey loss hony key chnces bhi ni hun gy..
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Follow پيغام ديکھيے
                        forum main hamain pahly learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrorat ko poar karein gay uar hamain knowldge k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain demo main pracitce karni ho gi ta k earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain information achi ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum run karien gay it is best job
                        Yes dear ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko ais market mai apni misktakes ko sahe karna ho ga aus k baad hum ko ais market mai faida ho ga hum ais market mai tab hi acha kaam karty hai jab hum ais market mai acha kaam karty hai ais market mai hum agar time lagaty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai mistake karny se loss hota hai aor ais market mai ghaltion ko sahe karna ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                          Loss aik aysa such hai jo business ka hissa hai is men loss hath sh hath chlta hai or yh loss hota hamrai mistake ki waja sh hi hota hai jab hum zara si mistake krty hn to iska hmen loss hota hai isi liy mistake kabhi bhi nhi krna chahhei agr mistake ho bhi jay to isko bilkul bhi dobara nhi chHei
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                            Loss pay zayda focus na karain balkay is ko seekhnay ka ak stage samja karain phir ap agay barain gy aur pareshan nhn hon gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hamari apni mistakes ki wjaa say hota hai??

                              if we are able to control our mistakes and if we can manage how to learn properly then we can become expert in market analysis and when we become expert in market analysis and we know the basic psychology of different currency pairs as well as the movement and liquidity of the market then we become an expert trader one day and we can manage our account and achieve a good earning on daily basis

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X