account hadge kernay ka koi faida hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account hadge kernay ka koi faida hai?
    dear members main nay dhaik hai akse r mjh jasy new trader jab bhi trading kertay hain to lagta hai k wo losss ki surt main apnay acccount ko hadge ker laity hain.is liiye hmain chye k ham apnay acccount ko hage na kren balk alot kam rhkain tab ja ker ham apny acccount ko safe rhk sakty hain.is liiye hmain chye k ham is main kamabhi hasil ker sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

    forex aik bets business hain hum is ma bager balance accont bana kar be kam kar sakty hain hum i smai bager balace account bana ark be akm kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy ekse be wakt ka timet bale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tuaks ysrem sy kam kary gy to hamy lsos ho jy ga s ko samja aik din ka kam nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

      Mere Khyal Mein To Aisa Koi fayda Nahin Hai Agar aapane Apna account yah aapane trade ko add Karna Hai To Main Bhi aapko ekadam faltu profit mil jaaye lekin aapki trading main bad effect aaenge aur aap Bahut Achi performance dene Mein Kamyab bhi nahin Hogi main to hamesha Yahi Kahta hun jo Forex trading Mein Kamyab hote hain vah Hamesha rule and regulation ko follow Karte Hain Kabhi Bhi Nahin Hota ki aap apni performers Ko Chhod Ke shortcut ke bare mein sochte rahe ho Apne account ko hack Karke Achcha profit Hasil karne Nahin Aise kabhi bhi nahin Hota Sab trader koshish Karte Hain Ki vah performance apni aapki kabiliyat aur apni performance ki vajah se Den Taki Unki proforma sabse acchi ho aur vah acche Insan aur acchi trader Ban sake
      • #4 Collapse

        Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

        Ji bilkul theek kaha ke Ek trade mein agar Hamen loss Ho Raha Hai To Ham having karna start kar dete Hain Aisa nahin karna chahie Hamen Hamesha lot size Hasi rakhni chahie ki use Hamare account ko Jyada Khatra Na Ho aur apne lover ko ek limit Mein rakhne ke liye Hamen stop loss ka Jarur istemal karna chahie Kyunki stop loss ke sath Ham Kabhi Bhi Ek bearable limit Se Jyada loss Nahin lete Aur Kisi Aur jagah par acchi tarike acchi lot Hasil Karke acchi trade Hasil Karke apne business ko recover kar sakte hain isiliye koshish Karenge lot size adjust Karen aur having se bache Hain Kyunki having main aapko aur nuksan ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

          Hedging say aap apnay losses ko control kar sakte hai lekan jab aap account yani kesi trade ko hedge kartay hai tu bazahir eska koi khas faida mujay nazar nahe aata kiu kay na tu apko loss hota hai aor na he apko profits matlab tu eska yahe howa kay apnay koi trade lagaya he mahe es waja say mai ziyada tar hedging kay favour mai nahe ho mai simple trading ko he preferred karta hun sub kay leye
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

            ji han dost account hang hange karne ka koi faida nhi agar agar ap ne trading main account ko hange kar lia hai to is ka koi faida nhi hai ap ko sirf ek hi janib trade lagana chahye jab ap ek janib trade lagain ge to ap ko is ka bhot zyada faida ga.
            • #7 Collapse

              Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

              dear forex market main account ko hedge karny ka koi bhe faida nahi hota hai kyon ky aik he currency ko jab ap sell karty hain aur aik he currency ko jab ap buy karty hain aur aik he time main karty hain tu aik tarf sy jab ap ko profit hota ha tu dosri tarf say ap ko loss ho jata hai jiss say ap ko koi faida nahi hota hai is lea ap ko is market main profit hasil karna ahi tu ap ko aik he side main trade karni chahye.
              • #8 Collapse

                Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

                han g dear trader apnuy thk kha hy keh account ko hedge krnuy ka koi faida nhi hy belkeh ulta hi nuksan hy iss liy ham sab ko chahiy keh ham apnuy account ko hmesha safe rakhin aour apnuy account ko safe rakhnuy ka best traka hy keh ap lot size hmesha smaal lot use krein aour trading mein kamiyabi hasil krin..
                • #9 Collapse

                  Re: account hadge kernay ka koi faida hai?

                  ji bilkul har nahin Mani chahie agar last hota hai to aap dobara mehnat Kare bonus kamae aur invest Karen isase aapki yad nahin badhegi jaruri nahin hai ki har bar insan profit mein rahe tabhi kabar nuksan bhi uthana padta Hain lekin profit mujhe Na milta yahan per jitna ke pass nalage hoga utna jyada ap earning karogy agar aapka account vajpayee Ho jaaye to usko dobara se shuru Karen aur pahle ki Howi galtio ko na dohrayen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Account Hadge Karnay Ka Faida


                    Account hadge karna aaj kal har shakhs ke liye ek zaroori amal ban gaya hai. Is maqal mein hum is ke faide, ahmiyat aur kaise aap apne account ko hadge kar sakte hain, par tafseel se baat karain ge.
                    1. Account Hadge Kya Hai?


                    Account hadge ka matlab hai aap apne financial account ko kuch had tak control mein rakhna. Yeh ek strategy hai jise log apni investments aur financial resources ko protect karne ke liye istemal karte hain.
                    2. Financial Security


                    Account hadge ka pehla aur sab se bada faida financial security hai. Jab aap apne account ko hadge karte hain, to aap apne paison ko kisi bhi nuksan se bacha sakte hain. Yani agar market mein koi unexpected fluctuation aaye, to aapka investment safe rahega.
                    3. Risk Management


                    Account hadge aapko risk management mein madad karta hai. Yeh aapko yeh samajhne mein madad karta hai ke aapko kab invest karna hai aur kab withdraw karna hai. Is tarah, aap market ki badalti hui surat-e-haal se faida utha sakte hain.
                    4. Loss Prevention


                    Account hadge ka ek aham faida yeh hai ke yeh aapko loss se bacha sakta hai. Agar aapke paas koi asset hai jo market mein decline kar raha hai, to aap hadging strategies ke zariye apne nuksan ko minimize kar sakte hain.
                    5. Investment Diversification


                    Hadging ke zariye aap apne investments ko diversify kar sakte hain. Yeh strategy aapko different assets mein invest karne ki ijaazat deti hai, jo ke aapko overall portfolio ko stable banane mein madadgar hoti hai.
                    6. Emotional Control


                    Financial decisions aksar emotions par bhi depend karte hain. Hadging aapko is baat ka control deta hai ke aap apne emotions se hadak kar rational decisions lein. Is tarah, aap panic selling ya hasty buying se bache rahte hain.
                    7. Long-Term Stability


                    Account hadge karne se aapko long-term stability milti hai. Yeh aapko yeh samajhne mein madad karta hai ke aapko apne investments ko kis tarah se manage karna hai taake aapko long-term mein faida ho.
                    8. Hedging Instruments


                    Hadging ke liye kai tools available hain, jaise options, futures contracts, aur swaps. In tools ka istemal kar ke aap apne account ko effectively hadge kar sakte hain. In tools ka istemal sahi tarah se karna aapki knowledge aur experience par depend karta hai.
                    9. Market Awareness


                    Account hadge karte waqt aapko market ki poori information honi chahiye. Yeh aapko market trends aur fluctuations ke bare mein aware rakhta hai. Isse aap apne investments ko behter tarike se manage kar sakte hain.
                    10. Tax Benefits


                    Kuch hadging strategies aapko tax benefits bhi de sakti hain. Agar aapne apne losses ko effectively manage kiya, to aap tax deductions ke zariye apne overall tax burden ko kam kar sakte hain.
                    11. Financial Goals Ki Achievability


                    Account hadge karne se aap apne financial goals ko asani se achieve kar sakte hain. Jab aap apne investments ko risk-free rakhte hain, to aap apne goals ko easily pursue kar sakte hain, chaahe wo retirement planning ho ya education funds.
                    12. Knowledge Ka Faidah


                    Hadging ke process mein aapko financial knowledge bhi badhati hai. Aapko market ki dynamics, economic indicators, aur financial instruments ke bare mein zyada pata chalta hai, jo ke aapki financial literacy ko enhance karta hai.
                    13. Professional Help


                    Agar aapko lagta hai ke aap akelay hadging nahi kar sakte, to professionals ki madad lena ek achha option hai. Financial advisors aapko proper strategies aur tools ke bare mein guide kar sakte hain, jo ke aapki situation ke liye best hon.
                    14. Conclusion


                    Account hadge karne ke faide behad hain. Yeh na sirf aapki financial security ko barhata hai, balki aapko risk management aur long-term stability bhi faraham karta hai. Isliye, agar aap financial market mein invest kar rahe hain, to hadging ko zaroor apne investment strategy ka hissa banayein. Is se aap na sirf apne investments ko protect kar sakte hain, balki apne financial goals ko bhi achieve kar sakte hain.

                    Account hadge karna ek smart decision hai, jo aapko market ke uncertainty se bacha sakta hai. Aakhir mein, yeh aapke financial future ka ek aham hissa hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X