Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?
    Bilkul jab time kay saat saat trading mai improvements laye jati hai tu trading mai mazeed behtari aati rehti hai jeski waja say profitability be ache hojate hai eskay leye zarore hai kay continues practice kiya jae demo par aor har time kuch na kuch learn kiya jae knowledge hasil karne kay leye kam karna chaheye takay different strategies banaye ja sake jeski waja say trading mai experience be bar jae aor success be hasil ke jae
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

    With the passage of time aapki trading Mein improvement lazmi aati hai aur rani bhi chahie Agar aapki trading Mein improvement Nahin a Rahi aur aapke reading skill book Nahin ho rahi to iska simple Sa Yahi hal hai ki aap apni re-evaluation aur liye application mein bahut jyada kam Karen kitne din mein aap kahan na kam ho rahe hain aur kya vajah hai ki aap Forex trading Mein acchi performance Nahin de rahe hain main to aapko Yahi kahunga aap has senior trader yah junior trade apni self evaluation aur apne mind ko ine chijon se accept Karenge time to time trading skrill ko aap kaise improve kar sakte hain aur kaise aap acchi aur successful trader Ban sakte hain agar aap kisi se nahin Karenge to aap ke liye kabhi bhi kamyabi ke chances Nahin aaenge Ham Sab trader performance acchi to karte hain lekin apni evaluation bahut kam Karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

      hamain time table bana k hi hum kam kar skaty hain aur apni skill ko increse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main learning karni ho gi aur hamain si forum main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karein gay uar hamain time table set k ar k kam karna ho ga tba hi hum sucess hon gay aur hamain is say earn ho
      • #4 Collapse

        Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

        Ji bilkul agar aap daily apna kaam karte rahenge aur daily aap market ko observation Mein rakhte Rahenge daily aap thoda bahut time market ko dete Rahenge Tu astis tar aapki skills improvement Aane Lagi ki agar aap daily kam karte rahenge demo account per use karte rahenge aap kaun Ho To Aisa Hi sabka experience Achcha Hoga aur aapke experience ke sath sath aap kis Khel se bhi Behtar hoti Rahegi aur Yahi skills aapko ek din ek accha trader Banaya. Gy to isiliye apni mehnat ko Jari rakhen aur time in West Karte Rahe Forex mein
        • #5 Collapse

          Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

          forex aik legal business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam karr sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga ya aik amm business jasa n ahi hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara acoutn baned ho jy ga yai aik legal busness hain hum is ai apny boss ap he hity han
          • #6 Collapse

            Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

            trading main ab new startegy ati ja rjhe hain is liiye hmain chye ager hm trading main akmaybhi chaty hain to hamin trading main sath sath up dte rhna chye ager ham trading main sath sath up date rhn a chy egay to istrah ham new trading startegies ko bhi seehktay raehn gay.is k illawa ager ham new trading starteguies ko seehktay rahen gay to ham is main zroor kamaybhi hasil ker sakty hain.is liiye hmain chye k ham trading main kamaybhi kaily apnay a[ sath sath upto date rahkin gay to ham is main kamayb ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

              ji han dost apne sahi kaha hamain time to time apni skils main improment ki bhot zyada zrorat hoti hai agar ham acha kaam karte hain to hamain is ka bhot zyada faida hota hai oir hamain achi earning karne main bhot zyada madad milti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                Jaisy jaisy market main changing ati jati hain isi tarah hamain apni learning and skills bhi improve karty rehna chahiye, q keh forex jaisy li e and international business main update learning and knowledge kay baghair kamyabi hasil karna mumkin nai ho sakta. Jitni achi learning hogi utna he acha experience lay sakain gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                  Apki bat bilkul thek hy time kay sath hmain apni trade skill ko improve krna chahiy lkn ye ham tab kar skain agr ham serious ho kar forex ko ak long term business tor par join krain gay agr ham forex just time pass ya as a game join krain gay to kbi trading nai seakh skain gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                    ji han ager ap daily basois er forum mein work kerna start ker dein ager ap yhan per achi quality ka kam krn gy aour yhan per mhnat krein gy tub to apko yhan sey apko trading ka bhi acha experince mill sakta hy isi liy ham sab ko trading mein kamiyabi key liy apuy skills ko bhi daily basis pw strong bna lena chahiy..
                    • #11 Collapse

                      Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Bilkul jab time kay saat saat trading mai improvements laye jati hai tu trading mai mazeed behtari aati rehti hai jeski waja say profitability be ache hojate hai eskay leye zarore hai kay continues practice kiya jae demo par aor har time kuch na kuch learn kiya jae knowledge hasil karne kay leye kam karna chaheye takay different strategies banaye ja sake jeski waja say trading mai experience be bar jae aor success be hasil ke jae
                      Yes dear ais market mai hum ne agar apni trading skill ko improve karna hai to aus k liay hum ko chaye k hum ais market mai achi trading kar ley ais market mai hum ko ais market mai hum ko apny skill improve karna hota hai aus k baad hum ais market mai faida ho jata hai ais market mai hum ko kamyabi milti hai ap ki learning na hoi to ap k ais market mai faida nai ho ga ais market mai ap ko mehnat karni ho gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                        dear forex mainjab bhi ap time spend karty hain tu ap ko time ky sath sath experience mil he jata hai ager ap forex main rules aur regulation ky sath kam karty hain tu ap ko acha experience mil he jata is lea ap ka kam mehnat akrna hai aur forex main har tara say knowledge hasil karna hai phir he ap ko us ka acha experience mil sakta hai aur ap is main kamyab ho sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                          G bilkul. Jo log apni skils ko improve ni krty to wo kbi bi trading mn kamyab ni ho skty q k forex market mn hr roz koi na koi new cheeze shamil hoti rehti h to hum logo ka hr cheeze ka PTA hona bht lazmi h ta k achi trading kr slain. Agr hr roz ek point bi seekh pain to bi lunch weeks k baad hm achy traders bn skty hn. Jo log apni mistake ko darust kr lety hn to unki skills bi behter ho jati hn. Es ly hamesha learning pr focus karna chahiey Tak apna career improve kr skain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                            Assalam o Alikum,
                            Trading koi b member gar sa seek kr nai ata hsr koi forex forum prr kaam kr kes ka kno hasil jasy jasy krta jata h wo apny ander improvement lata jata h es liye hmein b cheaye k hum b forex ma kuoob work krien r har roz apni learning r tradi g skills ma improvement lein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Time to time trading skills mai improvement lana zarore hai?

                              Hamen trading skills to improve karte hue trading Karni chahie tha kya Mein acche tarike se trading Kar Paye Hamen Hamesha ek time table banaa Lena chahie Uske Amitabh trading Karni chahie Jab Ham time table ke mutabik trading Karenge Apne kam ko acche tarike se Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Hamen Kamyab trader banne ke liye Apne kam ko Hamesha active kya karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X