loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha
    dear friends forex trading market khud kisi ko loss naen deti keun k forex trading mn loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha isliay market ko blame krnay ki bjaye apni mistakes ko door kren ta k dobara loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

    agar hum mistake kar ky kam karty hain to hamara account baned ho jy ga yai ak legal business hain hum is ma bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hin hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik amm busnes jasa nahi ha hum is mai apny boss ap he hity hain
    • #3 Collapse

      Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

      Los Hamesha Hamari apni galti ki vajah se hi hota hai last ko Humne Kaise kam karna hai usko Main To koshish karta hun bade bade kam kiya jaaye Jab aap apne mind ko is chij per accept karvayenge Chhoti earning aapke liye acchi Hogi aur aap lalchi Nahin banenge to Fir Inshallah aapka loss kam Hoga Jab aap apni lot size jo aap ko di jaati hai usse exceed karte hain usse Aage badhane ki koshish karte hain FIR aapka lost Jyada hota hai aur aapki galti ki vajah se aapka trading Mein acche result Nahin Aate aur na hi aap train mein Kamyab ho sakte hain loss Hamesha aapki apni e-credit trading ki vajah se bhi hota hai aapane Hamesha apni performance ko Dekhte Hue Chhoti Chhoti chijon ko Achcha karna hai aur badhiya Katni account ignore aur karna hai.
      • #4 Collapse

        Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

        Forex Mein Hamen law sirf aur sirf apni Kisi galti ki vajah se hota hai Kyunki Ham Koi acche analysis nahin kar paate yah knowledge ki Kami ki vajah se imame loss hota hai Tu Jab Hamen loss ho to Uske bad Hamen Kuchh Tere trading ko rok Dena chahie aur pahle Apne dost ki vajah Jarur janne ki koshish Karni chahie aur apni Galti Ko Agar Ham find out Karke usko khatm kar lenge to usse Ham aur Jyada acchi tarike se next date Laga Payenge aur Hamen apni galtiyon se sikhna chahie Kyunki Hamari Galti Hai Hamen nuksan deti Hain To Agar Ham apni galtiyon se Sikh Jaenge aur dobara Galti Humko Nahin Rahenge to definitely Ham Ek acchi aur profitable trade karne mein Kamyab Ho Payenge
        • #5 Collapse

          Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

          Assalamu Alaikum dear member ji bilkul aapane sahi Kaha Los Hamari apni galti ki vajah se Hote Hain Kyunki Hamen Jyada Iske bare mein knowledge Nahin Hoti Jiski vajah se Hamara loss Ho Jaate Hain isliye Hamen marketing ke bare mein trading ke bare mein jyada Se Jyada knowledge Hasil karne chahie aur apne senior ko follow karna chahie Jiski vajah se Ham loss bhej sakte hain aur is fayda Utha sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

            Los business ka ek hissa hai aur yah Kabhi Na Kabhi sb members ko aata hai isliye Humko is se pareshan bhi nahin Hona chahie Kyunki koi bhi business Aisa nahin hai jismein sirf profit Ho loss Ho Jaane Ki vajah bahut hi ho sakti hai vah avkash Hamari apni Galti Hoti Hai Jiski vajah se Humko Los karna padta hai sometime yah hota hai ki Hamara creating ka experience aur analyse vah Ham Apni Taraf Se behtarin Karte Hain Magar Fir Bhi Achanak the market movement Mein changing a Jaati Hai isliye yah absent down trading Mein Chalte rahte hain ine Se Kabhi Pareshan Nahin Hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

              humain jo bhi loss hota hy woh humain es main apni mistakes ki wajha say he hota hy agar hum es mainzyada say zyada mistakes kurtay hain or es main apna best nhi dayty hain to es say he humain es main lloss ho jat hy es lyay humain es trha say apna kam nhi kurnaaa chahiyay humaain agar es main achay say kam kur kaay kamyab hona hy to humain es main mistakes pay qabo pana ho gaa or es kaay bad es main apna best daynaa ho gaa agarhum es main apni mistakes pay qabo pa laytay hain to hum es main kamyab bhi ho jatay hain
              • #8 Collapse

                Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                sir g apne bilkul theek kaha ha ma apki baat per agre krta hon k forex me jab hum trade lgaty hai to us waqt ghalti hoti ha
                us ghalti ki waja se loss hota ha apko yaad akhna ho ga forex me kisi ghalti ki mafi ni ha is ap sab sa pahly analysis krna
                ho ga or krna bi chahye analysis us k baad trade krna ho ga mera ni khyal k phr loss km ho ga
                اللهم صل على سيدنا محمد
                • #9 Collapse

                  Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                  G bilkul loss hamesha humari apni galti ki waja se hota hai. hum bina soche samjhe aur jald bazi mein koi bhi kam karen gey to uska result acha nahi aye ga. humein apni galti ko dhondna chahiye aur next time wohi galti repeat nahi karni chahiye. jab ap apni mistakes ko solve kar lein gey to apko achi trading karna aa jaye gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                    han g dear and respected fellow apnuy bilkul hi sahi kha hy iss mein loss uss wakt hota hy jub ham rules ko follow hi nhi kertyyy ager ap bhi is mein good stregies ko use krein gy to apko yhan sey faida bhi hoga apni ghlti yani jab ham trading analyse kernuy key bad hi kerty hein to zahr si bat hy tradin mein juld bazi hamin kbhi bhi kamiyab trader nhi bunny deti hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                      zarori nahi hai k loss har bar hamari he mistakes ki waja sa he ho sometime hamen loss learning stage par bhe hota hai hum jub forex ko start karty hain sub ko he loss hota hai or loss hony sa sub sekh sakty hain or har member he loss hony k bad he sekhta hai or kamiyab bhe hota hai ..hamen forex main jo bhe loss hota hai hamen us par goar karna cheye or sekh kar he hamen agy barhna cheye ..hum sub he forex main kamiyab ho sakty hain agar hum apni mistakes sa learning karty hain ..
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                        Forex asa business hy jas main ap ko loss kabi bhii bgr mistake k nii ho skta as main Los hony ki main wja hi ap ki apni mistake ki badolt ap ko loss ka samna krna phrta hy agr ap asa koi kam na kry jas say ap ko loss na hn ya ap bgr sochy samjy koi bhi tread na lay koi work bgr analysis k ap na kry tu yaqeen kary ya asa business hy ap ko as main kabi bhii loss ya nuksan ni ho skta humsha loss ap ki glti ki badolt hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                          Ji bilkul loss Hamesha Hamari galti ki wajah se hota hai agar Ham ismein koi aisa kam Karte Hain To isase Hamen Zyada loss hota hai Hamen Hamesha mehnat Karni chahie Kyunki zyada mehnat Karenge to bahut zyada kamyabi Milegi loss ko bardasht karne ki koshish karen aur Hamesha zyada experience Hasil Karen Kyunki Jiske pass forex ka experience hota hai wohh knowledge Hasil Karke Kamyab hota hai is platform Mein mehnat ki bahut zarurat hoti hai agar Ham sahi se mehnat Karte Hain To Ham bahut zyada successful ho sakte hain loss ko bardasht karne wala trading market Mein Kamyab hota hai aur successful trader Hamesha zyada experience Hasil Karta Hai Jiski wajah se uska bahut hi zyada fayda Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                            dear friends forex trading market khud kisi ko loss naen deti keun k forex trading mn loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha isliay market ko blame krnay ki bjaye apni mistakes ko door kren ta k dobara loss na ho
                            Asal me ye aik business hy js me profit aur loss dono hony hn . Ab agr hmy profit mly ya loss dono ka directly hmary knowledge aur experience sy link hy is me hm ksi aur ko blame ni kr skty. Loss ki surat me bs itna hy k apny emotions ko control krn aur next future ki trade ka sochen bjay isk k ksi ko blame krty rhen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hmesha hmari apni ghalti ki waja sa hota ha

                              g han yeh tu clear bat hai jab bhi ap ko is market main loss ka samna karna parta hai tu tu us main ap ki pani he galti hoti hai jis waja say ap forex main loss karty hain is lea ap ko is business ma success hail karny ky lea forex ko achi tara say skehna chaheay aur forex mai demo account main ziada say ziadaa practice karni chahye phir he ap ko forex main achi success mil sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X