Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?
    Dear friends main ak new member ho mujy trade ka bilkul b idea nai hay demo pay practice ki thi lkn jab main real trade ki to pehly din hi mra account wash ho gya to kindly next trade kay liy mujy kuch tips dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

    Agar aapko training ke bare mein Idea nahin tha to aapane kabhi bhi trade Nahin Lagani Thi Kyunki Agar aapko Ek chij ke bare mein pata hi nahin to aapko kam kabhi bhi kamyabi se nahin kar sakte isiliye aapko Meri Yahi advice Hogi ki aap per learning Karen Forex ke bare mein trading ke bare mein aapke pass Achcha knowledge jab ho jaaye aur iske alava aap time account per practice Karen jitni aap acchi account per practis Karenge utani hi aapko Jyada fayda Hoga real account mein to isiliye koshish Karenge pahle Dam account per apni trading kis Khel se baat kar lena Uske bad hi real account per trading Karen Taki fir se aapka account washna ho sake
    • #3 Collapse

      Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

      forex mai jab hu mistake kar ky kam karty hain to hamara account baned ho jy ga ya iak best business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalac ban ky kam kary gy t hamy loss ho jy ga yai aik amm b usiness jasa nahi hain hum gar mai bath karr si mai kam kar sakty hain asnae sy
      • #4 Collapse

        Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

        Aapka account balance is liye wash ho gya kyun ky aap ne kam account balance se a trade shuru ki hogi aur aap ne a kisi qism ka unnecessary risk liya hoga trading shuru karne se phly behtar hai market ke bare mein thoda sa knowledge experience gain kar liya jaaye Taki aapka account wash hone se bach jae
        • #5 Collapse

          Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

          Ji Bhai Agar aapka account hai woh Pari trade ke andar he was ho gaya hai to aapko Sabar karna chahie aapko koshish karen ki Jyada Se Jyada posting Karen aur apne kaam ko jo hai vo Sahi tarike se saranjam De to aapko jo hai vah kabhi bhi nuksan nahin Hoga isliye koshish Karni chahie ki jitna bhi ho sake Hamen acche tarike se kam karna chahie aur Sahi tarike se karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

            bhai ek kam karne se pahle uske bare mein knowledge jaruri hai agar aapke pass na likhna Ho to vah Kam na Karen pahle knowledge gain Karen skill level improve Karen uski baad invest Karen jab aapke pass nalaik nahin thi to aapane invest nahin karna tha pahle kisi senior bande se guide lete FIR aap invest karte Hain to aap ko nuksan nahin uthana padta next time apni senior se a mashvara karke a kam kiya karo please
            • #7 Collapse

              Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

              Jab tak apko trading kay bare mein ache se samjh nahi aye aur market ko analysis karna nahi aye ga apko trade nahi lagni chahiye. apko daily ziada se ziada demo account par practice karni chahiye. jab ap demo account mein trading karne mein expert hon jayen tab apko real account mein trading karni chahiye. apko trading kay bare mein ziada learning karni chahiye without learning kay trade open karen gey to apka account isi traha wash hota rahe ga.
              • #8 Collapse

                Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

                Forex aik aysa business hai jis men risk bht ziada hai is men AGR hum bager ki knowledge k trading krty hn to hmen sirf loss hi nhi hota Balkh account bhi wash ho jata hai or phli dafa hi account wash ho jata hai isi liy hmen bager kisi knowledge or market ki movement k trading k liy bonus invest nhi krna chahei is k liy behter yhi hai kh demo PR practical krty rhy jab Dkho kh ab achi grift ho gyi hai to real trading kren
                • #9 Collapse

                  Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

                  dear asa b ho jata hay but ap dil chota met krian aur hemat k sath apna kam jari rkhain ager to ap kisi senior trader ko jantay hain to us se trading learn ker lain aur mare khyal main ap ne abi market ka analysis kerna ni sekha pehle market ka analysis kerna seakhain aur demo main mazeed practice krain aur minimum dem per 3 month tek trade krain to ap is business main success hasil ker sektay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

                    trading maian kamyab honay kay liyay humaray pas es kay barya main acha sa knowledge r experience ka hna bhi bht zrori hy agar humaray pas yeh nhi hy to es say hujm es main apna kma cahy say nhi kur saktay hain or na he apnay account ko hum safe rukh saktay ahin es lyay humain es main sab say pehlay acha sa experience gain kurnaa chahiyay or es kay bad hmin forex kay rules ko follow kur kaay es main apna best dayna chahiyay es kay bad humain es main acha sa profit bhi mill jay gaa or hum es main apnay account ko bhi safe rukh pay gaay
                    • #11 Collapse

                      Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

                      Ji han trading Mein Kamyab hone ke liye hamare pass Iske bare mein acche se knowledge or experience Ka Hona bahut hi jaruri hai agar hamare pass ya nahin ho to who is Hume Main ismein Apne kam karne ke mutabik work karna hota hai aur apne account ko wash hone Se Bachana hota hai agar Ham apni Marji e pahle trade Mein Hi account was Ho Gaya Ho To Hamen awesome Mein Himmat Nahin Harni chahie balki Hamen aust Mein double mehnat ke sath work karna chahie Taki Ham apni recovery Bari aasani se kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Marz pehli trade main hi account wash ho gya hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
                        Dear friends main ak new member ho mujy trade ka bilkul b idea nai hay demo pay practice ki thi lkn jab main real trade ki to pehly din hi mra account wash ho gya to kindly next trade kay liy mujy kuch tips dain?
                        Agar aap perform per new hai aur aap ne Pehli Dafa Mein Hi trade lagakar ka account was ho gaya hai to Apna Dil Bura Mat Karen agar aap new members Main To Apne senior se sikhane ki koshish karen aur aajkal to internet ki madad Se Har chij ke bare mein information on jaati hai isliye aap Karen aur hardworking Karenge aur dubara se Main To knowledge Hasil Karenge to Fir aap cprofit Hasil kar Sakenge isliye Dil Bura Mat Karen hardworking Karen FIR dubara se profit Hasil karne ki koshish karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Marz Pehli Trade Main Hi Account Wash Ho Gya Hai

                          Introduction


                          Trading ki duniya ek aisi jagah hai jahan khud ko sambhalna aur samajhna bohot zaroori hai. Lekin jab pehli trade mein hi account wash ho jata hai, to yeh sirf ek trading mishap nahi hota, balki yeh us insaan ki trading ki soch aur planning par bhi sawal uthata hai.
                          Trading Ki Pehli Jhalak


                          Trading ka matlab hai kisi bhi market mein commodities, currencies, ya stocks ki kharid aur farokht. Har trader ki khwahish hoti hai ke woh apne investment se faida uthaye. Lekin yeh sab itna asaan nahi hota.
                          Account Wash Hone Ki Wajaen


                          Account wash hone ki kai wajahen ho sakti hain. Jaise ke behtareen strategy na banana, market ka sahih andaza na lagana, ya phir emotional trading. Pehli trade mein hi account wash hona aksar un logon ke saath hota hai jo bina samajh aur research ke trading shuru kar dete hain.
                          Emotional Trading Ka Masla


                          Emotions ka trading par bohot asar hota hai. Jab trader ka emotional control kho jata hai, to woh impulsively trades karte hain. Yeh impulsive trades aksar nuqsan ka sabab bante hain. Pehli trade mein hi account ka wash hona isi emotional imbalance ka nateeja ho sakta hai.
                          Strategy Ka Ahmiyat


                          Trading mein strategy ka hona bohot zaroori hai. Ek behtareen strategy trader ko market ke ups and downs se bacha sakti hai. Bina strategy ke trading karna jaise bina naksha ke safar par nikalna hai. Yeh risk ko bohot zyada badha deta hai.
                          Market Ki Samajh


                          Market ko samajhna ek successful trader ki pehchaan hoti hai. Har market ki apni dynamics hoti hain, aur unhein samajhna critical hai. Agar trader market ki movements ko nahi samajhta, to woh behtar decisions nahi le sakta, jo ke pehli trade mein account wash hone ka sabab ban sakta hai.
                          Risk Management Ka Role


                          Risk management trading ka ek integral hissa hai. Agar trader apne risk ko samajh kar trade kare, to woh apne capital ko bacha sakta hai. Account wash hone se bachne ke liye, risk management ka knowledge hona bohot zaroori hai.
                          Education Aur Research Ki Zaroorat


                          Trading shuru karne se pehle education aur research zaroori hai. Aksar log sochte hain ke woh sirf market ka thoda bohot jaan kar trade shuru kar sakte hain, lekin yeh galat soch hai. Puri tarah se educated hona trading ke liye essential hai.
                          Demo Trading Ka Faida


                          Demo trading ka istemal karke traders apne skills ko bina kisi risk ke test kar sakte hain. Yeh ek acha tareeqa hai apni strategy ko improve karne ka aur market ki samajh ko behter karne ka. Demo trading ke zariye, pehli trade mein account wash hone ka khatra kafi had tak kam ho jata hai.
                          Trading Psychology


                          Trading psychology ka concept bhi bohot important hai. Yeh samajhna ke aap kis tarah se react karte hain, jab market aapki soch ke mutabiq nahi chalti, aapko behtar trader banane mein madadgar hota hai. Trading psychology par focus karke, pehli trade ke waqt emotional stability ko maintain karna asaan hota hai.
                          Social Media Aur Influencer Culture


                          Aaj kal social media aur influencers ka bhi trading par bohot asar hai. Naye traders aksar influencers ki advice par chal kar impulsive decisions lete hain. Yeh bhi ek wajah hai ke pehli trade mein account wash hota hai. Isliye, social media par aayi information ko samajhdari se evaluate karna zaroori hai.
                          Trading Plan Banane Ki Ahamiyat


                          Ek structured trading plan banana zaroori hai. Ismein entry aur exit points, risk management strategies, aur emotional control tactics shamil hone chahiye. Trading plan bina kisi doubt ke trader ko guide karta hai, jisse pehli trade mein account wash hone ka khatra kum hota hai.
                          Lessons Learned


                          Agar pehli trade mein account wash ho jata hai, to yeh ek lesson hai. Isse seekhna chahiye ke trading mein patience aur research ki kitni zaroorat hai. Har trade ek opportunity hai, lekin usay samajhne ki zaroorat hai.
                          Conclusion


                          Pehli trade mein account wash hone ka matlab yeh nahi ke trading ki duniya aapke liye nahi hai. Isse ek experience samjha ja sakta hai, jisse seekh kar aage barhna chahiye. Har trader ko yeh samajhna hoga ke trading ek journey hai, jisme seekhne aur grow karne ki zaroorat hai. Har koshish se kuch na kuch seekh kar agla step lena chahiye. Trading ki duniya mein survival ke liye education, strategy, aur emotional control sabse zyada zaroori hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X