kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.
    my dear forex members forex trading ka business aik risky business hai or is mein loss or profit hota hi rehta hai lekin humen kabhi bhi loss hone par jazbati nehi hona chahey or nahi jazbat mein trading karni chahey humen forex trading mein hamesha apne jazbat or emotions ko control mein rakhna chahey or soch samaj kar market ko acchey se analyse karke trading karni chahey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

    Assalamualaikum dear friends trading business Mein yah Baat Hamen mind Mein rakhni chahie ki Hamen Jis Baat se kam Lekar work nahin karna chahie Kyunki Agar Ham Jis Baat se kam Lekar Karenge to yah Hamari Sabse Badi na Kami Hogi ismein successful trader banne ke liye Hamen market ke bare mein knowledge gain karte hue ismein Jyada Se Jyada work karna chahie aur ismein apni post ke mera ko Behtar banana chahie tha ki Ham ismein Kamyab hokar Jyada Se Jyada profit aur bonus Hasil kar Saken
    • #3 Collapse

      Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

      assalamu alaikum mere pyare bhai Forex trading maidan mein kamyab hona hai to hamen kabhi bhi jaldbaji mein bharti hokar Kam nahin karna chahie kyunki is businessman jaldbaji karne wala member per baat ho jata hai bahut bada nuksan karta hai isliye hamen agar nuksan se bachana hai to ismein jaldbaji bilkul nahin karne chahie par ke khud ko kamyab banana chahie purv kamyab banane ke liye main sirf aur sirf mehnat karni hogi itna jyada hamen ismein karte jaenge utna jyada Ham ismein acchi nahin karte jaenge Forex trading local business nahin hai ismein har member kamyab nahin ho sakta hai ismein sirf aur sirf mehnat karne wala hi number kamyab ho jata hai hamen agar karni hai to kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

        ji bilkul aapane brufen hai Ham logon ko khuda bhi jab baat mein aakar forex trading trading nahin karni chahie jab tak aap log apne jazbaat per kab nahin rakhenge tab tak aap log ismein successful nahin ho sakte forex trading business mein jajbat se kam karne wala hamesha lossy karta hai isliye Ham logon ko jazbaat se nahin Ho se kam karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

          agar hum es main boht jlde main hum es main kam akrain gain to es main humare mistakes ho skte hain our hum es main mistkes kar kay hum es main kam karain gain to huamin es main nuqsan ho ga our humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ag our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

            hamy jazbat ko kabu mai rahk ky kam karan ho ga forex aik onlie bsiness hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya aik legal business hain hum is mai bager balance accoujnt ban akar be kam kar sakty hai nya aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earnign be deta hain yai aik best business hain
            • #7 Collapse

              Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

              Ji han bilkul hamen kabhi bhi jazbaat Mein a kr trade nahin karni chahie hamen hamesha soch samajh Kar trading karni chahie hi Ham acchi Tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen aur soch samajh Kar apni trade open Karen hamen market ke analysis karne chahie tabhi Ham is Mein apna achcha profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

                aoa..me umeed kerta hn AP sb khariet se hn ge..ji Han bilkul bilkul mery bhi Ap ne bilkul thek kaha hai k forex forum per Kam jazbat se nhi balke dimagh se hta hai ..is Lia jazabat me a ker kabi b trade na karain hamesha soch samjh ker trade karain aur hamesha pehly seekhain phr trade shuru karain is trah kerny se apko kabi loss nhi ho ga..lekin agr kabi loss ho b jata hai to us as mayoos na hn balke loss any k bad amzeed mehnat karain aur usy apni kamyabi ka zaria bnien.. lekin agr ap loss se mayoos hn ge to kabi b kamyab nhi ho sakain ge
                • #9 Collapse

                  Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

                  Ji brother forex main loss and profit kabhi bhi ho sakta hay, in case ager hamain forex main loss ho jaye to hamain chahiye keh forex main new trade kabhi bhi jaldbazi ya emotional ho ker nai start karna chahiye q keh zid say start ki gai trade hamain loss main lay jati hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

                    G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh jeldbzi main tred Nhi krni chya ugr aysa kra ga to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga is low lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra forex ko semjh market ko semjh tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga demo account par practice kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
                      my dear forex members forex trading ka business aik risky business hai or is mein loss or profit hota hi rehta hai lekin humen kabhi bhi loss hone par jazbati nehi hona chahey or nahi jazbat mein trading karni chahey humen forex trading mein hamesha apne jazbat or emotions ko control mein rakhna chahey or soch samaj kar market ko acchey se analyse karke trading karni chahey.
                      Agar humne Forex Mein Kamyab hona hai To Hamen professional thinking ke sath kam karna hoga Agar Ham professionally Kam Nahin Karenge To Hamen nuksan ho sakta hai Jab aap apni trading main emotions ko involve kar lete ho to nuksan hone ke chances bahut jyada Hote Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kabhi bhi jazbat mein a kar trading nehi karni chahey.

                        forex trading ak asa kam ha jis ma ape ko jazbati sa kam nahi lana chahiya .jab ape ko ak bar loss hota ha to phir ape jazbati ho jaty ha or ham ghalat trade lagha daty ha aur hamian loss ka samna karna padt ha.jazbati ho kar trade na laghain .balky mahnat kar k apne knowlege ko use karty hoa trade lghain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X