sab se zarori Forex main time management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: sab se zarori Forex main time management

    Assalam o alikum dear friends umeed h ap sb khryat s hun gy.Forex m time management bht zrori h ham forex ko jtna time dan gy utna hi zadia profit hasil kr skan gy forex m kamyabi k ly time ki management bht zrori h haman roz k kam roz krna chay or jtni ho sky zadia post krni chy or bki post ko read b krna chay is s humry knowledge m azafa ho ga or humry kam ki quilty b achi ho gi is ly zrori h khy ham Forex ko zadia s zadia waqt dan or ak kamyab business man ban skan .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: sab se zarori Forex main time management

      Forex Mein sabse zaroori hai ke time management yani sabse pahle to oo Tu To sabse Jyada time invest karna chahie dusri Baat Agar ise part-time use Kiya ja raha hai Tu time management honi chahie Taake aap apna Delhi Gol Waqt per pura kar sake aur Aisa Na Hoke aap apne daily target ko approach he Na Kar Paye agar aisa hoga two loss hone ka ka Khatra ho sakta hai
      • #33 Collapse

        Re: sab se zarori Forex main time management

        Assalam o alaikum han ji hamien forex mien work krne klie time manage krna parta hai hum iss mien wese to jab bhi chahien work kr skte haien iss mien time ki koi pabandi nahien hoti lekin hamien iss mien itna time work krna hota hai keh hum iss ko achi tarah samajh skien aur apna work complete kr skien takeh hamara work poora ho jai aur uss ki quality bhi achi ho jab hamara work acha ho ga to hamien us ka profit bhi acha hi milta hai .
        • #34 Collapse

          Re: sab se zarori Forex main time management

          Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me apko time management k sath work karna chahey. Work management zaroori hai q keh is se ap proper time dee gee Forex ko or apko knowledge or experience gain ho ga. Jis se ap profit earn kar sakty hain.
          • #35 Collapse

            Re: sab se zarori Forex main time management

            Jiya bhai Jana bilkul theek hai Rahe aapke jivan samagri karta hun kya breaker jaiswal Kiya hai ji hawai jahaj hamen chai kya mat per experiment time West karna chahie current transformer time highest karta hai To Ham usmein se acha Na Lage aise kar sakta hai main chai ki 10 sabse jyada time time lagega To Ham Kya kar sakte hain agar hamara chahne Lage hoga to armoor samachar Bihar sarkar sakta hai isliye hamen checker jyada se jyada mehnat karna chahie
            • #36 Collapse

              Re: sab se zarori Forex main time management

              Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki sabse Jaruri Forex mein time management Hai bilkul aise hi baat hai agar aap log foxmen time management Karte Hain To aap log Sab Kaam ko pura kar sakte hain Jab aap log time Main Nahin Karoge Forex Mein To aap log koi bhi kam pura nahin kar sakte Kyunki time ko manage karna Forex mein bahut important Jab aap log time Doge for XP to aap apne posting ke takat ko pura kar sakte hain Jyada Se Jyada hardworking kar sakti hain aur complete kam pura kar sakte hain market ko analyse kar sakti hain time manage karna bahut jaruri hai Forex mein
              • #37 Collapse

                Re: sab se zarori Forex main time management

                Assalam O Alaikum dear forex member achi post share ki hy apny ummed karti hon keh saab kheriat sy hon gy jaisa k ap sab janty hain forex forum par hamein kam karty hoe hamein chahye k ham mehnat kren forex main apny kam ki management rakhein apny time ko manage kr k kam kren apny time ki qadar karein mehnat kren experience hasil kren knowledge hasil kren learning kren achi quality ki post share kren or ak dosry ki help kren is trah apko acha bouns mily ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: sab se zarori Forex main time management

                  Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...,

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X