loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye
    Assalamu Aliakaum g han loss to is business ka hissa hae jitna bhe expert trader q na a jae usko loss to hota hae to is liye hamne bhe cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is ko seekh saken hum is main jitne ache tarah se kam kare hain phir bhe loss ho he jata hae to is ke liye tamam logon ko cahiye ke wo is amin bas sabar ke sath kam kiya karen take wo is main kamyab bhe ho saken or is main ache trader ke tarah kabhe bhe himmat na haren q ke jo log himmat har jate hain to to kamyab bhe nhe ho pate hain is business main to bas himmat se kam karte jaen loss hota hae to recover karte jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

    Yes my brother you are right loss and profit a part of this business is business mein hamen profit bhi milte rahte hai aur hamen loss bhi hote rahte hain aur agar hamen loss Ho jaaye to hamen panic nahin hona chahie balki hamen himmat se kam Lena chahie aur apne dost ko recovery karni chahie agar Ham pahne ko jaenge Ham apni loss ki recovery nahin kar sakte loss recovery karna hamare liye bahut important hai then he Ham profit utha sakte hain darvaje profit banana impossible hai
    • #3 Collapse

      Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

      walikum assalam g bilkul ye ek common c bat hai loss ka hona or forex trading main to har member ko he loss hota hai or hum expert banty bhe loss hony ki waja sa he hain .hamen jub loss hota hai hamara loss hamen himmat deta hai or hum himmat ki waja sa agy barh paty hain or agar hum kamiyab hony ka jazba rakhty hain to hum zaror kamiyab bhe hoty han or achi earnings bhe gain karty hain .hamen forex main loss ko bhot lite lena cheye hamen kabhi bhe risk nahi lena cheye hamesha he careful ho kar he trading karni cheye or agar loss ho bhe jata hai to market ko achi tarhan sa he analysis kar k he hamen trading karni cheye or bhot achi leaning k sath he hamen apna kam karna cheye or loss ko recover bhe karna cheye .
      • #4 Collapse

        Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

        Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma loss business aur profit ka hisa hota hya pak forex trading ma heshama phly loss hota hay phir bad ma protif hota hay loss hota hay too phir humee himat ka sath kam karnaa chlye aur bhut zadya mehant ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar treading karna chley phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
        • #5 Collapse

          Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

          yes dear 100% right loss hota rehta haijo hard work nhe karta hai vo loss our loss karta hai bhot say asy memerbs han jo forex trading man work kar rahy hain par loss hone k bad again jaldldi kaam start kar dete hia bhot hard work karne ki need hain agar hard work ki jy tu apko bhot kamyabi mil skti hain hard work karne say apko achi info mil skti hain
          Last edited by ; 11-06-2020, 05:47 AM. وجہ: spelling mistake
          ​Sadaf Khan
          • #6 Collapse

            Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

            G friend aapane bahut hi acchi baat ki hai Ki loss hota rahata hai hamen himmat nahin aani chahie kyunki koi bhi business Ho usmein profit aur loss hota rahata hai use donon chizen uska hisab hote hain agar aap Indore kisi ko accept karte hue kam karte Hain To aap kamyab insan Ban sakte hain agar aap karte Rahe to aapko hamesha loss hota rahega sabse kam Karen acha kam Karen aapko bahut hi achcha benefit hoga Agar last ho jata hai agar aap sabse kam karte hain to aapka loss recover ho sakta hai loss hona Koi badi baat nahin hai kyunki koi bhi business Ho usmein last Ho hota rahata hai aur aage bhi ho sakta hai aapko iske liye taiyar rahana chahie Las Ho jaaye to pareshani e wali baat nahin hai aap bahut acche tridib unke apne lash ko is tarah recover kar sakte hain ki aap Ko profit hone Lage koi bhi kam aisa nahin hai Jo insan kamyabi Hasil nahin kar sakta aap Agar thori si madad karte hain to aapko bahut acha results hota hai aur aap kamyab insan Ban jaate Hain mehnat karne se hi insan ko kamyabi Hasil hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

              Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah yah hai ki forex trading mein hum nakam hone per himmat har jaate hain jiski wajah se forex main ham kamyab nahin ho sakte kyunki forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamari mehnat bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen loss ko dekhkar himmat aur hausale ke sath work karna chahie aur forex mein hamen pahle se bhi zyada hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur us waqt Tak forex mein apni mehnat jari rakhen jab tak ham kamyab nahin ho jate aur is tarah se forex mein ham kamyab ho jate hain aur forex mein kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti hai.
              • #8 Collapse

                Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

                Loss aur profit dono business ka aik hisa hain. Forex mein humein acha profit bhi milta hai aur kai dafa humara loss bhi ho jata hai. agar kisi waja se humara loss ho raha ho to humein dil chota nahi karna chahiye balkay himat kay sath dobara mehnat karni chahiye. himat aur hoslay ke sath agey barhna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

                  ji haan mere pyare dost main aapki baat se aagrah karta hun aapane bilkul theek kahan hai aapki baat hundred percent sahi hai humne bilkul theek kaha hai trading ki duniya mein last hota rahata hai lekin hamen har nahin chahie kyon kya garam har gaya agar hamen himmat hardik kam karne ki to Ham kamyab nahin ho sakte agar aap chahte Hain ki aap is mein kamyab Ho jaaye to aapko chahie aap acchi tarah baat Karen mehnat Karen aur kabhi bhi kisi mod par bhi aapane himmat nahin harte nahin chahe jitni mushkilat itni taklif aap nahin mat nahin harne agar aap himmat har Gaye to aap cover karne ka kuchh fayda bhi nahin hoga kuchh asar bhi nahin padega kuchh impact bhi nahin padega agar aap chahte Hain ki aap dwarka Koi impact pade pade hone ke bad aap himmat nahin kyunki loss ki duniya mein ismein loss hota rahata hai agar Ham himmat har Jan to hamara Kya fayda Kam Karne ka hamara Kya fayda hoga itne dinon se Kam Karne ka ismein proper Hi hai Kya aapane Kam karna hai aur kam karte rahana hai jitna jyada work karenge utna jyada aapko forest ki taraf se benefit milega agar jyada benefit chahte Hain to aapko chahie aap ismein achha bar Karen aur apne aap ko improve Karen har mod per aap apne aap ko improve karte jaen aur ismein kamyab hote jaan kamyab hone ke liye aapki mehnat hi ismein jyada kaam ki Ham Hale hai agar aap chahte hain kya aap jyada Bahar karen to aapko chahie aap himmat na haar loss to hota rahata hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

                    Loss ho jay Forex Mein Hamen chahie Himmat se Ham kam Karen Agar Himmat se Ham kam Karenge almost Hamen kamyabi Milegi uske liye Hamen chahie Achcha Baat Karen accha work Hamesha Achcha Ji Se Karen accha accha knowledge Hamen acchi kamyabi Hamesha deta hai isliye Dil lagakar kam Karen acchi kamyabi ke liye aapke pass Apne mind ko Hamesha khush Rakhna Hoga aapko kamyabi Milegi kam Karen Khoob mehnat Karen Khoob kamyabi per hi focus Karen Insha Allah aapko kamyabi Milegi acchi kamyabi hi aapko Har Surat chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss to hota rehta hae or age bhe ho ga lakin hamen himmat nhe harne cahiye

                      Ji han bilkul loss hota rahta hai Hamen is loss se Darna Nahin chahie Himmat Karni chahie Kyunki Jab Ham Himmat Karte Hain To iski wajah se Ham Kamyab hote hain trader apni mehnat ki wajah se kamyabi Hasil karta hai aur loss ko face karne ki puri koshish karen Taki aap Hamen Kamyab Rahe aur successful trader Hamesha zyada experience Hasil Karta Hai Jiski wajah se uska bahut hi zyada fayda hota hai aur kamyabi ke liye mehnat ki bahut zarurat hoti hai agar Ham Kamyab hone ke liye mehnat Karte Hain To Ham humesha Himmat ki wajah se Kamyab hote hain aur successful trader Hamesha learning Karta Hai Jiski wajah se uska bahut zyada fayda Hota Hai trader ko har surat mein himmat se kam karna chaiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X