loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae
    Assalamu Alaiakaum dear members forex business hae or yeh koi asan business nhe hae ke itna asani se koi is main se ache erning kar sake is tarah se is main loss bhe hota hae or acha profit bhe hota hae lakin tamam logon ko cahiye ke wo is main kabhe bhe pareshan na howa karen balke is se seekhen q ke yeh loss usko us ke ghalate ke waja se howa hota hae to un ko cahiye ek wo apni ghalate se seekhen take wo is main kamayb bhe ho saen or aik ache trader bhe ban saken to tamam logon ko bas is main mehnat karte howe acha kam karna cahiye take success hasil kar saken or forex trading seekh saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

    Hamare losss hamare liye bahut important hota hai aur agar hamen trading mein loss Ho jata hai to hamen Panna ki nahin hona chahie BEL ke hamen isko recover karne ki try karne chahie Jo log apne loss se panic Ho jaate Hain vah kabhi successful nahin hote hain hamen apne loss se panic nahin hona chahie balke lost key recovery karne ke liye try karna chahie then he hamen success milegi agar Ham lost key recovery focus nahin karenge to success kabhi possible nahin hogi
    • #3 Collapse

      Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

      Walekum assalam aapke thread ki quality ko dekhte hue yah was hota hai to frocks ke andar kam karna bahut jyada aasan nahin hota isliye jab tak isko understand karke nahin karenge to use waqt kis se kamyabi hasil karte rahana bahut jyada difficult hota hai Fox business ke liye bahut jayada shaani aur kamyabi lekar aata hai uske andar mehnat karte rahte hain isliye hamen uske andar jitne jyada difficulties hote hain vah se ghabrana nahin chahie jitna jyada hard working ke sath experience ke sath apne knowledge ke sath kam karte rahenge utna jyada Ham Forex trading se jitna bhi loss Vasco recover karke usse itna zyada benefit hasil kar sakte hain unke liye bahut jyada hoti hai jo ke jazbaat ki vajah knowledge aur intellectual ke sath mind ka use karte rahte hain jitna jyada aap acche se soch ke sath thinking ke sath kam karenge utna jyada usse fayda hasil karna aur kamyabi hasil karte rahana hi aapke liye bahut jyada faydemand hai isliye Forex acche se business ke sath acche acche worker ke sath bahut jyada benefit ke taur per hi prit karta hai isliye uske andar jitan knowledge hoga experience hoga utna jyada mein se fayda karenge.
      • #4 Collapse

        Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

        Assalamualaikum dear members umeed he ap sab ache se apna work kar rahe honge.har business ki tarah forex me bhi profit and loss saath saath chalte hen just tarah profit forex ka ek part he using tarah loss hona bhi iska lazmi part he.ab ye trader p depend he k would loss se Kia kuch seekh pata he.forex me loss ki wajah se admi bahut kuch seekhta he.is se ap apni hone wali ghaltiun ko point out kar sakte ho .loss se disheart hone ki zarurat nahi he Bal k ye apko aage barhne ka lesson deta he.is se trading me behtri peda hoti he loss ki wajah se nakaam hone ka darr Dil se nikaal den pehle se ziada mehnat Karen aur forex me earn karen
        • #5 Collapse

          Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

          G han Preshani Loss Pe Nhi Honi chahahy ham ko Chahay ham Relaxment Say Hi Trad lagayen acha sa Profite asaani se Humko acchi management se Hasil hoga Pakistan Forex ke rules ko follow Karen Aisa Karenge Inshallah aapko kamyabi Milegi for Forex Mein Koi Bhi Agar trading karni hai to aapko chahie Hamesha confuse Hoga Na Karen agar aisa Karenge To kamyabi Nahin Hamen chahie Dil lagakar kam Karen Forex ko time de acchi management se Hamesha trading post Karen To Hamen kamyabi Milegi Forex bahut Achcha business hai jo bhi Hamesha lagata Hai interest leta hai aur kamyabi milati hai
          • #6 Collapse

            Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

            Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex trading ma loss say parshan nai honaa chleye loss say humee sekhanaa chley aur bhut zadya himat ka sath kam karnaa chlye aur bhut zadya mehant ka sath kam karnaa chlye experience aur knowledge ka sath km karnaa chlye phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

              walikum assalam g bilkul loss sa pareshan nahi hona cheye hamen hamesha he loss sa sekhna cheye or loss sa sekh kar he hamen agy barhna cheye tabhi hum kamiyab ho sakty hain...hamen loss sa kabhi bhe preshan nahi hona cheye hamen loss sa hamesha he sekhna cheye or agy barh kar kamiyab hona cheye ..loss hamen bhot himmat deta hai or hum himmat ki waja sa agy barh kar kamiyab hoty hain or achi earnings bhe gain karty hain..hamen forex main har hal main he loss sa sekhna hoga or hum loss sa sekh kar he kamiyab ho sakty hain or achi earnings bhe gain kar k bhot agy tak ja sakty hain..
              • #8 Collapse

                Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

                Walikum Asalam g bilkul loss har business ka aik part hai. forex mein apko profit bhi hota hai aur kabi kabar loss ho jata hai jis se apko pareshan nahi hona balkay usay sikhna hai. agar ap apni galtion se sikhne gey to apko jaldi trading samjh aye gi.
                • #9 Collapse

                  Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

                  Forex trading mein hamen himmat aur hausale ke sath work karna chahie aur forex trading mein hamen loss hone per pareshan nahin hona chahie aur forex trading mein hamen apne loss ko ignore nahin karna chahie balke loss se learn karna chahie aur forex main loss se bachne ke liye achi learning aur ache confidence ke sath work aur trading karni chahie jisse forex main hum acha work aur achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

                    Hamare losss hamare liye bahut vital hota hai aur agar hamen buying and selling mein loss Ho jata hai to hamen Panna ki nahin hona chahie BEL ke hamen isko get better karne ki attempt karne chahie Jo log apne loss se panic Ho jaate Hain vah kabhi profitable nahin hote hain hamen apne loss se panic nahin hona chahie balke misplaced key healing karne ke liye attempt karna chahie then he hamen success milegi agar Ham misplaced key recuperation focal point nahin karenge to success kabhi feasible nahin hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

                      yes dear 100% right kaha haii apne agar koi b loss say pareshan ho jata hain tu usy chaihiye k loss say learn kare apni mistake say learn kare jitna ziyda mistake say learn kare ga usko benifit mil skta hain is liye sab say phly merket ko learn karna hain apne loss ko reocver baad main karna hta hian market Mein successful Hona Chahte Hain To Hamesha Aisa kam Karen Jiski wajah se aapko Kabhi Bhi Nakami Na Mile Hamen Apne lot size ko Hamesha apni equity ke hisab se aur Apne margin Ke hisab Se Lagana chahiye loss and profit haar busiess ka hissa hain dear
                      ​Sadaf Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaiakaum dear members forex business hae or yeh koi asan business nhe hae ke itna asani se koi is main se ache erning kar sake is tarah se is main loss bhe hota hae or acha profit bhe hota hae lakin tamam logon ko cahiye ke wo is main kabhe bhe pareshan na howa karen balke is se seekhen q ke yeh loss usko us ke ghalate ke waja se howa hota hae to un ko cahiye ek wo apni ghalate se seekhen take wo is main kamayb bhe ho saen or aik ache trader bhe ban saken to tamam logon ko bas is main mehnat karte howe acha kam karna cahiye take success hasil kar saken or forex trading seekh saken
                        Ji bilkul Hamen loss se bhi nahin ghabrana chahie bas Din Raat mehnat Karke Apne aapko improve karna chahie aur apne aap ko ek professional trader banana chahie....
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: loss se pareshan hone ke nhe balke us se seekhne ke zarorat hae

                          Ji bilkul Loss se pareshan hone ki zarurat Nahin Hoti Hamen Apne loss se sikhne ki koshish Karni chahie Agar Ham mehnat Karte Hain To Ham market Mein Apne loss ko recover Karke Kamyab ho sakte hain Hamen Hamesha experience Hasil karna hoga aur mehnat Karni Hogi Kyunki is se Hamen bahut fayda Hota Hai aur zyada experience Hasil Karke mehnat karna Ham sab ke liye important hota hai agar Ham Apne loss experience Hasil Karte Hain To Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen mehnat Karni Hogi Kyunki Yahan per Ham sirf apni mehnat ki wajah Se Hi Kamyab Hote Hain Hamesha Himmat ke sath kam Lena agar aap Himmat ke sath kam Lete Hain To aap Kamyab hote hain Himmat Nahin Karte To aapna Kam Hote Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X