dear jub ham is makreet main kaam kartay hain to ham main say ziada traders tab kaam kartay hain jub markeet aik trend ki shakal main moove kar rahi hoty hay to asal main is nay moove karna he aik trend ki directions main hota hay laikin jub markeet sideway main jaaty hay to uska kia reason banta hay aisa q hota hay markeet ma trend stop ho jata hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим