Money management (mm)
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management (mm)
    Assalamualaikum friends money management k bary m kitny log hn jingen iska pta h mery khayal m older members jitny b hn saro ko pta hota h lekin jo new members hoty hn unhen knowledge ki kami hony ki wajah sy Money management jis ko shortly MM b likha jata h k bary m pta ni hota h
    MM m do chesen hoti hn aik stop loss or dosra take profit. stop loss us waqt lgta h jb ap ny trade lgai hui h suppose buy ki lekin trend change ho jata h or market sell ki tarf chli jati h ab jo new members hongy unho ny tu stop loss jisy SL b khty hn ni lgaya huwa hota tu un ka account wash ho jata h lekin experts aik khas point tk SL lga lety hn taky us sy zyada ap ko nuqsan na ho
    Is k bad hota h take profit iska hisab yeh hota h k jb ap ny koi trade lgai h tu us waqt ap aik khas point par take profit ko set kr dety hn ta k kissi b waqt agr market yrend change krny lgy tu apko us point tk pohnchty hi apko apka profit mil jay or apki trade automatically close ho jati h is tarah sy apko koi nuqsa ni ho pata
    Yeh tha in dono ka brief sa introduction umeed krta hn k smjh a gya hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management (mm)

    Ji Bhai Sahi Kaha aapane money management ko jo Banda Sahi tarike se istemal Karta Hai To usko kamyabi Jarur Hasil hoti hai aur jo Banda money management ko Sahi tarike se istemal nahin karta usko na Kami ka Samna karna pad sakta hai isliye main koshish Karni chahie ka Jitna ho sake money mere ko Sahi tarike se istemal Karen tabhi Hamen Kamyab
    • #3 Collapse

      Re: Money management (mm)

      Mere Pyare dost main aapki baat se Ittefaq karta hun Forex Mein kam karte hue money management bahut important hai aur aap Agar money management ko follow Nahin Karte to aap ismein Kamyab Nahin ho sakte mein aap sab doston ko Yahi Kahana chahta hun ki aap log money management ko follow karte hue kam Kiya Karen aapko nuksan Nahin hoga jo log money management ko follow karte hain unko nuksan Nahin Hota aur jo log money management ko follow Nahin Karte unko Forex Mein Kafi jyada nuksan ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Money management (mm)

        money ko mange kar k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karein gay uar hamain expeirence k sath hi hum achi mangment kar skaty hain so hamain i s k bary main pahly learnin gkarni ho gi ta k earn karny main bi asnai ho saky gi aur hamain isf orum main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur earn ho saky gi aur earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Money management (mm)

          Forex trading business Mein money management bahut jyada valuable hai agar Ham money management ko follow karte hue trading Karen aur kam se kam risk Le Tu humk easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain per forest Mein accha profit Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni aur money management ke rules ko understand karna hai usko follow karte hue hi trading karni hai
          • #6 Collapse

            Re: Money management (mm)

            dear traders trading main kamaybhi kaily mm ya money management aik bhot he acha aor bhtreeen factor hai ager ham is factor per ammal ker bhi lain to ham is main kamayb ho sakty hain.is liiye hmain chye k ham is main ager kamaybhi cahty hain to us main mhnat kren jitna ham is main mhnat kren gay to ham us main utna he kamaybhi hasil ker sakty hain ager koi bhi bnda lalch main aker money managemnt ko follw nhe kerta hai to wo trading main nakmho sakta hai.is liiye hmain chye k ham is main bhtreen aor stricly is main kam kren to is main ham kamayb ho sakty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Money management (mm)

              Je dear. Forex ma money management bhot zaruri hai. Jo trader money management kartyn hain wo he kamyab b rehtyn hai. Apka acct jetna safe ho ga apko trading ma kio masla ni ho ga. Jo trader acct ki hefazat ni karty wo nakami ki daldal ma he pans jaty hain. Money management k bena forex ma ik step b ni leya ja sakta.

              اب آن لائن

              Working...
              X