Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn
    Doston Mere khyal se agar ham log koi bhi business shuru karte Hain to initial level per vah hamen nuksan deta hai lekin hamen chahie ki Ham himmat se kam ne hosla na hare aur manushya disappoint hone ki vajah mehnat karte Rahe agar stock market ja foreign exchange market mein 1 se 2 sal mehnat karenge to fir aap Kamal dekhna ki kis tarike se hamari growth hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

    Bhai Sahi kaha hai aapane Hamen mehnat Karte Rahana chahie Uske bad Hamen jo hai mehnat Ka Sila Milta rahata hai aur ham Kamyab bhi ho Jaate Hain isliye Hamen kam ko kabhi bhi Adhura Nahin chhodana chahie Jitna ho sake Hamen Apne kam ko pura tarike se karna chahie Uske bad Hamen acchi mehnat Ka Sila bhi mil jata hai aur ham Ek na Ek Din Kamyab bhi ho Jaate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

      Je han. Forex ma ik he din sara result hasil ni hota. Forex trading ma profit hasil karny k lae pehle to hamy mehnat karna hoti hai. Ho sakta hai pehle 3 mah hamy kio profit b hasil na ho. But es halat ma trader ko sabar karna chahe. Trader ko serf knowledge hasil karny par tawajo deni chahe.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

        han Mere Bhai aap bilkul theek hai agar Ham mehnat karte rahenge to Fir aap Kamyab Jarur Honge Forex Mein vah Hi Kamyab Hota Hai Jo Main Karta Hai without hard working Forex Mein Kam Nahin Kiya Ja sakta agar aap ismein Kamyab aur successful trader Banna Chahte Hain To Mere Dost FIR aapko kam karna hoga Jyada kam aap ko Saiya Bana Dega kam kam aapko kam bana Dega jawab ke account mein kachha bonus manjur hoga to Fir aap ghar mein baithkar ek behtarin munafa kamaya Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

          Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Forex trading business Mein Kamyab Hona Chahte Hain vah Apne aadami Ko increase karna chahte hain To Hamen koshish kar nahin hai ki Ham daily basis per mehnat Karen Jitna Jyada mehnat Karenge utna isiliye Ham Achcha reward Hasil kar sakte hain Ek Dafa mehnat Karke Dekhen Jarur satisfied rahenge
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

            bhai jan ager ham mhnat musalsal kerty rahen gay to ham is main zroor kamayb hoty rajhehn gay.is liiye hmain chye k ham jitna bhi is main kam kren to ham is main faida mand ho akty hain aor is k illawa ham jitna hard work aorr proper time dain gay to ham is main kamayb ho sakty hain.aor is k illawa ham is main jitna bhi daily apna taregt poora ken gay to ham is main kamayb ho sakty hain.aor is k illawa hmain chye k ham is main apna kam easily poora kren aor jitna ham is main jam ker ka kren gay to hamin is main earning bhi utna hona k chances hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat krty rahyn aor phir dekhyn

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Coconut708 پيغام ديکھيے
              Doston Mere khyal se agar ham log koi bhi business shuru karte Hain to initial level per vah hamen nuksan deta hai lekin hamen chahie ki Ham himmat se kam ne hosla na hare aur manushya disappoint hone ki vajah mehnat karte Rahe agar stock market ja foreign exchange market mein 1 se 2 sal mehnat karenge to fir aap Kamal dekhna ki kis tarike se hamari growth hoti hai
              ismein Koi shak nahin hai ki jo bhi log ismein mehnat ke sath kam karte hain use ismein fayda Hasil hota hai aur international market mein aap kam Karen aur aap uske liye mehnat na karen to aap isase kabhi fayda Hasil nahin kar sakte isliye hamen zyada tavajjo apne kam per Dena chahie aur mehnat ke sath kam karna chahie kyunki kisi ki mehnat bhi jaaya nahin jaati aur Jo mehnat nahin karte ho kabhi fayda se nahin kar sakte.

              اب آن لائن

              Working...
              X