Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achy kaam ko appreciate krna chahiye...
    Dear Forex members Mera aap sab se request hai ke hamesha acche kaam ko appreciate karna chahie Jo achcha kam karta hai jo acchi posting karta hai acha thread lagata hai to usko support Karen Taki uska confidence hai ho aur wo aage jakar aur bhi jyada mehnat Karen acche karm ka matlab yah hai ki agar koi Is tarah ke post Karen ki wo knowledge share Kya Karen experience share kiya Karen trading ke bare mein aapko knowledge day posting ke bare mein aapko batayen forex ko kis tarah use karna chahie kis tarah time Dena chahie to aur koi is tarah ke post karta hai to unko jarur support Karen unko thanks de aur unki thread per post bhi lagaen Taki unko confidence hun kyunki jab aapko feedback milega to aap aur bhi jyada mehnat karenge isliye Mera sabse request hai ki hamesha aise logon ko support Kiya Karen sake vah aage jakar aur bhi knowledge yahan per share Kya karenge.
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

    firex aiak famous business hain hum is mai kam kar ky earning gan kar sakty hain hy m gar mai abth kar is mai kam kar skaty hain is mi kam karny ky liye hamy kse be office mai jany ke need nahi hote yai aik best business hain hum is mai apne mamarze sy time table baana akr kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik international business hain
    • #3 Collapse

      Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

      ham Apne acche karm Ko jitna share karenge utna fayda Hoga hamen chahie ki ham Apne se kam kar rahe hain aur bad mein ham kamyab ho sakte hain agar ham Apne acche Kam Nahin kar sakte please hamare liye kamyabi namumkin Hai hamen chahie hamare liye yah kam bahut hi aasan hai aur ham jitna ho sake achcha kam Karen taki ham bus mein kamyab ho agar ham apna Kam Nahin kar rahe Tu ismein mahina kam ya na Kami se hamen bachana chahie jitna ho sake hamesha kamyab ho aur kamyabi Hasil Karen bad mein hamare liye kamyabi ka banta hai ham tamam doston ko share karna chahte hain ki vah jab Bhi ismein kam Karen aisa kaam karega kyunki Na koi fayda sal ho hamen paida Karne ke liye ismein kamyab hona hai yahan hamesha mein koi Na Kam Nahin Hona agar hamen ismein kam honge to use memory apni Galti Hai hamen apni ladkiyon ko dekhna chahie taki hamen koi ismein nuksan Na a jaaye jitna ho sake ham achcha kam Karen utne hamare liye fayda Hai
      • #4 Collapse

        Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

        g han hamain i s forum main kam kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain juniros say guide lay k hi trade karni ho gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zroat ko pora karny main bi asani ho saky gi aur hamain demo main practice karni ho gi aur hamain rules ko follow kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

          Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai Hamen dusron Ke Acche kam per acchi quality ki posting dekar unko motivate karna chahie aur unko thanks karna chahie ko motivate Karenge utna easily vah Jyada Se Jyada aur acchi informative posting Karenge Hamare knowledge mein increase Karenge Ham easily in ko motivate Karke Unka bonus increase kar sakte hain Hamen koshish Karni chahie ki new members ko motivate Karen Taki aur Jyada Achcha kam Karen Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
            Dear Forex members Mera aap sab se request hai ke hamesha acche kaam ko appreciate karna chahie Jo achcha kam karta hai jo acchi posting karta hai acha thread lagata hai to usko support Karen Taki uska confidence hai ho aur wo aage jakar aur bhi jyada mehnat Karen acche karm ka matlab yah hai ki agar koi Is tarah ke post Karen ki wo knowledge share Kya Karen experience share kiya Karen trading ke bare mein aapko knowledge day posting ke bare mein aapko batayen forex ko kis tarah use karna chahie kis tarah time Dena chahie to aur koi is tarah ke post karta hai to unko jarur support Karen unko thanks de aur unki thread per post bhi lagaen Taki unko confidence hun kyunki jab aapko feedback milega to aap aur bhi jyada mehnat karenge isliye Mera sabse request hai ki hamesha aise logon ko support Kiya Karen sake vah aage jakar aur bhi knowledge yahan per share Kya karenge.
            dear aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen is forum per kam karte hue is chij ka khyal rakhna chahie the ham agar achcha kam karenge to appreciate honge aur main accha bonus milega aur agar Ham chahte Hain ki masjid Mara profit bhi achcha Ho to hamen de manke knowledge trading ke Na Lage hote mein kaun si class mein practice karna hoga agar Ham is tarike se kam karte rahenge is forum Jupiter hamen kafi jyada success hogi inshaallah varame se kafi jyada kamyabi ho.
            • #7 Collapse

              Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

              g han jo log mhnat k sath kam ker rhy hain to unko chye k wo mhnat kerty rhen ager wo mhnat kertay rhen gay to us say hmain chye k ham mhnat ko dad dein ham ik kam ko kistrah help ker sakty hain hmain chye k ham uno thanks lazmi dain ager ham unk kam ko thanks lazmi dain gay to ham is main zroor kamayb ho sakty hain.is k illawa hmain chye k ham jitna hard work ken gay to hamin us say utna he faida ho ga.aor is k illawa hmain jitna he aik dosry ki help kren gay to ham is main faida utha sakty hain.is liiye hmain chye k ham is kam ko bhter treeqay say anjam dain to ham is main easily kamyab ho sakty hain.aor is k illawa hmain chye k ham thanks j zrye aik dosray ki madad lazmi kren to ham is main kamayb ho sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
                Dear Forex members Mera aap sab se request hai ke hamesha acche kaam ko appreciate karna chahie Jo achcha kam karta hai jo acchi posting karta hai acha thread lagata hai to usko support Karen Taki uska confidence hai ho aur wo aage jakar aur bhi jyada mehnat Karen acche karm ka matlab yah hai ki agar koi Is tarah ke post Karen ki wo knowledge share Kya Karen experience share kiya Karen trading ke bare mein aapko knowledge day posting ke bare mein aapko batayen forex ko kis tarah use karna chahie kis tarah time Dena chahie to aur koi is tarah ke post karta hai to unko jarur support Karen unko thanks de aur unki thread per post bhi lagaen Taki unko confidence hun kyunki jab aapko feedback milega to aap aur bhi jyada mehnat karenge isliye Mera sabse request hai ki hamesha aise logon ko support Kiya Karen sake vah aage jakar aur bhi knowledge yahan per share Kya karenge.
                Sahi Kaha aapane mere bhai Bhai acche Karm ko appreciate karna chahie aur confidence Dena chahie Ham Kya Karte Hain ki agar koi acchi post bhi karta Hai To Ham use thanks bhi nahin dete isase Kafi members ka jinki post achi hoti hai jo information ke sath post karte hain confidence demoralize ho jata hai hi aur vah vah is Baat Ko Kafi theek Karte Hain isiliye Hamen chahie ki jo post informative Ho yah bahut mehnat se Banai Gai Ho use per thanks Diya Karen tar Ke Acche kaam Karne Wale Ko appreciate Kiya Ja sake aur acche kam karne ki ki liye boost Ja sake Forex per Kafi Sare members Aise Hain Jo knowledge ke alava post Karte Hain Tor ek hi Tarah Ki posting hoti hai Hamen main is baat ka bhi Khyal karna chahie ke Jo topic Ek Bar use ho jaaye use Bar Bar use na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                  ge bilkul hum ko chahye k hum agar kamyabi chahte hain to hum ko ache kam ko zeyada tajeh deni chahyei hum jinta zeyada acha kam kren gy utha zeyada hum kamyabi hasil ka paen gy aga hum acha kam nahen ken gy to hum kabhe kamyabi hasil nahen k sakte es lye hum ko chahye k hum apna kam foex me soch samjh kr krna chahte or acha krna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
                    Dear Forex members Mera aap sab se request hai ke hamesha acche kaam ko appreciate karna chahie Jo achcha kam karta hai jo acchi posting karta hai acha thread lagata hai to usko support Karen Taki uska confidence hai ho aur wo aage jakar aur bhi jyada mehnat Karen acche karm ka matlab yah hai ki agar koi Is tarah ke post Karen ki wo knowledge share Kya Karen experience share kiya Karen trading ke bare mein aapko knowledge day posting ke bare mein aapko batayen forex ko kis tarah use karna chahie kis tarah time Dena chahie to aur koi is tarah ke post karta hai to unko jarur support Karen unko thanks de aur unki thread per post bhi lagaen Taki unko confidence hun kyunki jab aapko feedback milega to aap aur bhi jyada mehnat karenge isliye Mera sabse request hai ki hamesha aise logon ko support Kiya Karen sake vah aage jakar aur bhi knowledge yahan per share Kya karenge.
                    dear aapane bilkul sahi kaha hai ki agar hamen achcha kam kar rahe ho to hamen apne junior se appreciate karna chahie aur unko yah batana hai ki aap bhi is form ke upar kamyab ho sakte hain aur ek acchi quality learning kar sakte hain agar aap chahte Hain ki aapko jyada se jyada bonus Mile to apni quality ****erick post ki acchi Karen jitni aapki quality acchi hogi itna hi na pehchan karenge swaram se lekin sal sal ke din ke upar bhi kam Karen aur dam account paper bhi daily practice Karen aur Delhi ke ek dor rate last mein lagaen aur technical analysis Karen aur apne aap ko experience den aur samjhaun ki kya karna hai aur kis tarah kerna.
                    • #11 Collapse

                      Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
                      Dear Forex members Mera aap sab se request hai ke hamesha acche kaam ko appreciate karna chahie Jo achcha kam karta hai jo acchi posting karta hai acha thread lagata hai to usko support Karen Taki uska confidence hai ho aur wo aage jakar aur bhi jyada mehnat Karen acche karm ka matlab yah hai ki agar koi Is tarah ke post Karen ki wo knowledge share Kya Karen experience share kiya Karen trading ke bare mein aapko knowledge day posting ke bare mein aapko batayen forex ko kis tarah use karna chahie kis tarah time Dena chahie to aur koi is tarah ke post karta hai to unko jarur support Karen unko thanks de aur unki thread per post bhi lagaen Taki unko confidence hun kyunki jab aapko feedback milega to aap aur bhi jyada mehnat karenge isliye Mera sabse request hai ki hamesha aise logon ko support Kiya Karen sake vah aage jakar aur bhi knowledge yahan per share Kya karenge.
                      bilkul theek kaha aapane jitne bhi member se ismein acchi quality ka kam karte hain chahe vah threads ho ya posts hamen use jarur thanks karna chahie kyunki acchi quality ke kam ka ya hak hota hai ki Ham usko thanks Karen aur hamen khud bhi acchi quality per tawaju Dena chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                        Yes hamy forex forum ma achy kam ko zarur appreciatr karna chahe. Jo trader forum ma acha kam karta hai wo he kamyab b hota hai. Achy kam ka acha bonus melta hai. Acha bonus trading ma bhot faiday mand hota hai. Achy bonus sy ham kafi had tak apny loss ko minimize kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                          G haan ye bht achii bat khi ap na achy kam ko appreciate lazmi krna chahiy is sa confidence brhta hy kam krnay ki.lagan main izafa hota hy ap ky appriciate sa jazba brh jata hy jis sa jild sa jild kamyabi ki trf jain gay to achy kam ko zaror appreciate krna chahiy jin logo ko apreciation milti hy un ka interst increase ho jata hy or wo mazeed mhant krty hain forex main posting krty howy bht sary log achaa kam kr rhy hain but un ko koi appriciate ni krta jis ki waja sa wo dishurt hoty hain un ka intrst km ho jata hy to asa hona forex ko loss data hy or us ky member ko bhi is liy appreciation confidenc brhati hy or ye lazmi honi chahiy us sa member bht achaa kam krty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                            Assalam o Alikum,,,


                            Ji jo members forum prr quality work kr rhy hein hmein unein sabash daty rhna cheaye r sat sat ma un k sary kaam prr unein thanks r views b dany cheaye ta kk un ka r zayda hosla bry r wo r zadya aca kaam krein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Achy kaam ko appreciate krna chahiye...

                              G bilkul apna bilkul tek kaha hama acha kam krna wlaa ko appreciate krna chaheyaa q ka o apna mehnet sa acha kam krta haiii or mehnet karna sa palll milta haiii

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X