Jis market mein market ka trend confirm nahin hota hai vah hamare liye bahut khatarnak hoti hai hi kyunki ki vah market kabhi upar jaati hai aur kabhi niche jaati hai hi aur kisi bhi ek simt mein nahin chalti hai AC market jab breakout karti hai to bahut jyada movement Kar jaati hai aur agar Ham Koi iske khilaf trade galti se laga dete Hain to hamen bahut jyada nuksan ho jata hai isliye hamen chahie ki Ham kabhi bhi aisa kam na Karen jiski vajah se hamara itna Bada nuksan Ho jaaye hamen market ka intezar kar lena behtar hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим