lalach aur risk main farq hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach aur risk main farq hain
    forex trading me ap ko lalach nahi karni chahey jab ap ko lagy k munafa mul raha hain to le rahi bat risk ki to risk hamari zingi ka hisa hain jesy k koi b chez lety hain hum usy kisi b time khoo deny ka risk b sath lety hain farz kia mbl lia ab mbl kabhi b hum se gir sakta hain aur hamara paisa wast ho jayga lakin agr soch samaj k use karen to bahoot fayda dega esi tarha forex trading me risk ki jaga to hain lakin lalach mehnga parr sakta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach aur risk main farq hain

    hamy market mai lalach ko kabu mai rahk ky kam karna ho a forex aik best business hain hum is mai bagerbalance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai para ttime be kamkar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain ya aik legl busienss hain hu is mai bager balance account bana kar kam karty hain ro bonus kama sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: lalach aur risk main farq hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Younasgull پيغام ديکھيے
      forex trading me ap ko lalach nahi karni chahey jab ap ko lagy k munafa mul raha hain to le rahi bat risk ki to risk hamari zingi ka hisa hain jesy k koi b chez lety hain hum usy kisi b time khoo deny ka risk b sath lety hain farz kia mbl lia ab mbl kabhi b hum se gir sakta hain aur hamara paisa wast ho jayga lakin agr soch samaj k use karen to bahoot fayda dega esi tarha forex trading me risk ki jaga to hain lakin lalach mehnga parr sakta hain
      Yes dear lalach aur risk mein bahut jyada difference hota hai Jab Ham koi bhi trade Lagate Hain To usmein risk involved hota hai lekin Jab Humse trade Mein profit ho raha hota hai aur ham trade to close nahin kar dete to iska matlab yah hota hai ki Ham lalach kar rahe hain isliye lalach aur risk mein bahut jyada Fark Hai
      • #4 Collapse

        Re: lalach aur risk main farq hain

        Je dear lalach or risk ma zayada farak ni hai, forex ma ham jb had sy zayada risk letyn hain risk letyn hain to wo lalach he k zumray ma ah jata hai, forex ma lalach sy jetny acct wash hoty hain utnay or kisi sy wash ni hoty, jo trader lalach ma apna acct risk ma dal detyn hain wo he apna nuksan khud kartyn hain or wo apny zemadar khud hoty hain,
        • #5 Collapse

          Re: lalach aur risk main farq hain

          ji han bhai jaan laalach aur ishq mein bahut bada Fark hai hamara emotion hota hai jise Ham control Kar bhi sakte hain aur control nahin kar sakte aise log jo Paisa per hote Hain aur jyada Paisa kamane ki lalach mein rahte hain tu hi unki emotion ki game hoti hai lekin risk lena 1 practical kam hota hai ismein aapke emotions ke sath sath ismein aapki soch aur Aqul bhi sath shamil hoti hai tu jab tak aap kisi bhi kam Mein risk nahin denge impaired rahenge tu to aap use waqt Tak Ham kamYab nahin Ho payenge jbtk risk lene se pahle apne aap per confidence Karen kyunki jyada confidence Rahe aap jyada Kama sakte hain shukriya
          • #6 Collapse

            Re: lalach aur risk main farq hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Younasgull پيغام ديکھيے
            forex trading me ap ko lalach nahi karni chahey jab ap ko lagy k munafa mul raha hain to le rahi bat risk ki to risk hamari zingi ka hisa hain jesy k koi b chez lety hain hum usy kisi b time khoo deny ka risk b sath lety hain farz kia mbl lia ab mbl kabhi b hum se gir sakta hain aur hamara paisa wast ho jayga lakin agr soch samaj k use karen to bahoot fayda dega esi tarha forex trading me risk ki jaga to hain lakin lalach mehnga parr sakta hain
            Hamen training ke dauran kabhi Bilal se Kam nahin Lena chahie hamesha Sabra se kam Lena chahie hausale se kam Lena chahie counselling start lagani chahie aur hamen market ka vate karna chahie use time ka vate karna chahie jab Ham lagaenge to hamen profit Ho iske liye proper knowledge hona chahie trading ke bare mein mark in alliance karna chahie lekin Lal jo hai vah hamesha se nuksan hota.
            سرکار
            • #7 Collapse

              Re: lalach aur risk main farq hain

              Lalach vah chij Hoti Hai jismein Insan Apne acche ke liye Koi kam karta hai aur jab vah kam Hasil kar leta hai to usko Masjid Hasil karna chahta hai Jaisa ke a jab Insan ke pass Paisa hota hai to vah Masjid paise ko Hasil karna chahta hai aur Itna uski lalaj padhati rahti hai Mor and Mor Uske Dil Mein aata rahata hai risk vah chij hoti hai ki jo jismein Insan ko donon element Najar Aate Hain loss ka element aur profit ka element Nazar aata hai aur usko yah Pata hota hai ki mujhe is Mein launch bhi ho sakta hai to yah donon chijen different hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: lalach aur risk main farq hain

                Bilkul sahi kaha aapane greed aur risk mein Fark hai. Greed ke mean Hain ki Ham zyada sy zyada are nahin karna chahte hain aur jo kuchh mil raha hai use per Ham satisfy nahin hai jab ke trading main bagair risk liye Ham profit hasil nahin kar sakte lekin hamen chahie ki Ham minimum risk lain aur voh risk market ke proper analysis ke bad liya jaaye

                اب آن لائن

                Working...
                X