Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    G ha sir forex me sabar bahot he zarori ha our is sy ap ko forex me pir sabar k phal bi milta ha our ap forex me experience sik kar ager jaty ha to ap kuch profit kama sakty ha our me to kud forex me kuch experience sik kar ja o ga our baqi me forex me real me he siko ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      saber se kam lay tu hum good earn ker saktay hay tau kafi mushkil ha i thnk ye time mangta hai aur aaj kal log itnay free nahy hoatay k wo kuch zada dyr ek jaga beth kr koi kaam kr layn es liay agr hum ko forex main trading kar k kamyaab hona hai tau hamyn sabr se kaam karna hoga aur tikka k mehnat karna ho gy
       
      • #498 Collapse

        g bro trading krte wqt agar hamara loss ho bi jai to humain paitence rakhne chaiyen ni to hum tension lainge or agli trae hamari si ni hogi
        • #499 Collapse

          haan forex me saber bhoot hi zururi hai ager hum ko forex me acha profit earn kerna hai to hum ko forex me saber kerna hoga phire hi hum ko forex me good profit earn hota hai forex aik best work hai
          • #500 Collapse

            g han inthaai zarori hai forex k business main patiend , sabar werna kabhi bhi ap ko kisi bhi qisam ka koi faida nahi ho sakta, is kaam main ap ko sab sai zaida zarori mehnat ka sath sath sabar ki bhi zarorat hai tab hi apko is kaam kamyabi mily gi.
            • #501 Collapse

              Patience is the key to success in forex business for every forex traders. we need a lot of learning to become success in forex.
              • #502 Collapse

                dear ap ne thek kaha hai forex me kamyabi k liye sabar boht zaroori hai kyun k aksar hum apni trade ziyada loss me close kar dete hen lekin market kuch time k baad ap k profit me hoti hai aur phir ap pachtate hen
                • #503 Collapse

                  dear barther business koi bhi ho is men app ko sabar se kaam lena chahieay ager appp ko is business men ager app ko loss bhi ho jay too app ko sabar se kaam lena chahieay app apni emotions pe cantrole karn chahieay ta ke appp ko is ka faida bhi ho
                  • #504 Collapse

                    G jnab sabar ka phall metha hota hay forex trade may ham ko hamesha sabar, hoslay, aur mustikal mizaji say kaam laina chaiya profit ya loss hony par kabhi bhe emotional nahe hona chaiya aur during trade aap ke puri twaja apny kaam ke traf honi chaiya ta kah aap profit hasil kar sakian
                       
                    • #505 Collapse

                      mere piyare dost forex market me sabar(patience) bahot hee zarooree hai . agar hum sabar se kaam le yani agar hame trading ka sahi moqa na mele to hum os waqt trade na lagaye aur sahi moqa ane par hum trade lagaye to hum ko profit bee hoga aur hum lost se bee bach sakte hai .
                      • #506 Collapse

                        yes dear i agree with u ke forex trading mein ap jinta patience rahke gay utna he ap is mein success ho sakte hain is liye hmein chaye ke hm forex mein patience se work kare r is mein apne emotions ko be control mein rhake take hmein kam se kam loss ho
                         
                        • #507 Collapse

                          je haan ye boht important cheez hai forex main app ko passions hona chahye hai kiu k es main ager app ko passion nhn hai ut app phr boht loss karoge aur app ko es main nuksan hoga so forex trading main app ka passions hona boht zarori hai aur app es main kafi had tak kamayab be sakte ho es tarha
                          • #508 Collapse

                            han bhai patience bohat zaruri hai trading main or hamain itminaan se kaam lena hoga jald bazi main bilkul bhi trade nhi karni hogi, ager ham jald bazi main trade lagayen gay tu ham galat trade laga saktey hain jis ka hamain loss ho sakta hai.
                            • #509 Collapse

                              G ha forex treading me saber bht zarori hai jo is me saber se kam nahi leta wo aksr loss kr jata hai is lye hum ko chaye k is me jitna ho sake saber or zehan se ka m kre or is me zada earn kr sakte hai q k fore treading me jladi bazi me loss e hot hai .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Trade with education and with more passion to improve the management of money and do the lot size and lot wholesale two and both are very bad aspect of Forex trading, but it is so easy to use for get such as greed and fear, but difficult to eradicate or control.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X