Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    Jee forex main kamyabi kay liye forex ka knowledge aur experience tu zaroori hay lakin ager ap forex main aik kamyab professional trader bana hay tu phir ap ko trader kartey waqt patience (sabar), emotions, aur laluch par control karna hoga .......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      salam to all of my dear friends forex trading ik aisa online currency busines hy k jis main ap ki investment invovle hoyt hy or is main profit or loss 2 boht hi important issue hoty hain agr ap ki investment loss ki nazr ho jaye to boht dukh hota hy or ap ko us waqt boht hy patience sy kam lena parta hy agr ap patience sy kam ni lety hain to forex trading main kamiyab ni ho paty hain.
      • #1833 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me sbr se kam laina chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm sbr se kam kar k hi is business me achi earning kr skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah sbr se hi kam laina chahe achi earning k liye
        • #1834 Collapse

          balkul g saber ki bary ahamiat hai forex trading .main lazmi nahe k jab ham order lagain us wakat se market hamary order k mutabik chalna shoro kar day q k order k bad umooman kuch dair bad markt reversal lagaty hai atny dair hamain sabar karna parta hai
          • #1835 Collapse

            I think there are many things for the new traders to learn about the forex patience is most impotance one of them because he have to get all the knowledge about the forex trading so then he can start the business properly and they can become a good trader in a short time and then they can also earn the money from forex that they want to earn so first of all the knowledge about the trading and then practice the field of foreign exchange that can help you becoming a good trader.
            • #1836 Collapse

              Forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye es lye forex me sucess earn krny aor mazeed agy berhny k lye patience ka hona boht zarori hai jis k teht ap forex me aik rich business man bun skty hain aor apni life ko apni mrzi sy spend kr skty hain forex me patience success earn krny ke best key hai
                 
              • #1837 Collapse

                Well brother agar trade confirm direction me he to ap patience(sabar) kare, agar trend direction wrong he to better he usi time market se exit ho jae, aur next trade karne ke leye market ko analysis kare, jab market ko analysis kare ge to ap ko confidence and experience bhi gain ho ga aur ap asani se trade kar sakho ge.
                • #1838 Collapse

                  forex bsueinss ak bht hi zyda risky buseinss hai r is main sabar bht hi zyda zrori hai agr ham is main sabar karen ge to hi ham is main se kamyab ho skte hain r is main se paose kama skte hain agr ham is main sabar nahi karte hain r is main lalach hi karte rhte hain to hamen is main se loss hi hota rah ga phr to..........
                  • #1839 Collapse

                    dar ap ko es business mai agar seekh k kam karo gy tu ap ko boht acha aida ho skt ahy es liye ap mazeed acha aur smjh k kam karo ta k ap ko acha faida ho...
                    • #1840 Collapse

                      saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu appp ko is mein saber se kaam laaynaa chahyia yaah app kaay liye acha hia nahi tu app ko kuch nahi hasil ho ga app ko is mein mehnaat karna ho ge
                       
                      • #1841 Collapse

                        jnab hum janb trading karty hain to haumin is main sabar say kam kanra hota hay kun ay huamin is main sabar say kam karny main loss nai hota hay humain trading main achi earning hasil ho sakti hay or huamin success b hasil ho sakti hay
                        • #1842 Collapse

                          Patience her field main required hai kiyun ke yeh kisi bhi field mian kamiyabi hasil kerne ka kafi behtareen step hai kiyun ke success hasil kerne ke doran ap ko kuch bardasht kerna parta hai is ko hi saber kerh te hai
                          • #1843 Collapse

                            ge han sabar to bhut zarori he or amoman jald bazi men ye hota he ke ap ne dekha market down he ap ne koi chez buy ki and achanak market up ho gai ap ko loss howa ap ne sell karna chaha market up thi achanak down ho gai phir loss.
                            • #1844 Collapse

                              blkul sabr hona bht zada zruri hai forex mai, jazbat mai aksar bnda ghalat faisla kr daita hai, r forex mai aisi situation hoti hai k bnda agr loss kr jae bht zada to usay apnay emotions pay cntrol nhi rehta hai, aisi situation mai bht must hai k aap patient rho warna kuch galt kadam utha dogay to double nuksan hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                yes dear ap ny thek kaha hy forex me patience sy kam lena chahye or bohat sy trader jald bazi krty hen jis ki wajha sy un ko loss bhi ho jata hy forex bunyadi tor py patience ka kam hi hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X