Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes patience is important for trading because some time we get loss and we are think we are get more loss next time so we close our order but we get loss and not take patience for waiting and getting success from trade.if we get profit then we are take the time to trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han forex par kaam karny k liyye sab sy zaroori cheez patince hai agr koi forex par invest karta hai tou uss ko patience rkhni chahie aur sahi waqt ka intezaar karna chahie aur agr aap sabr nahin karoo gai aur greedy ho kar jaldbaazi karo gy tou iss main aap ko loss ka samna karna parr sakta hai
       
      • #18 Collapse

        g han forex par kaam karny k liyye sab sy zaroori cheez patince hai agr koi forex par invest karta hai tou uss ko patience rkhni chahie aur sahi waqt ka intezaar karna chahie aur agr aap sabr nahin karoo gai aur greedy ho kar jaldbaazi karo gy tou iss main aap ko loss ka samna karna parr sakta hai.
         
        • #19 Collapse

          gee han patience un main forex rules mein say aik hai jis k agar break kar diya jay to phir kamyabi bohat mushkil hai so hamein jaldi nahi karni chahye aur hamesha market ka wait karna chahye apni taraf anay ka tab ham agr trade karein gay to maximum profit earn kar saktay hain.
          • #20 Collapse

            G han dear forex main sabar or bardasht bhot zarori ha q k agar forex main agar ye do batain aap k ander hain tu aap successful ban sakty hain.
            • #21 Collapse

              g bilkul saber trading main zrori hy. kiun k jab MT4 chl rha hota hy to trader k dill main lalach uthta hy k vo or trades lagay ya bary lot size sy trading kry jis sy usy loss ho jata hy is liy saber zrori hy
              • #22 Collapse

                yess!! saber to her cheez main hona chaye... specially in business.. forex mai b saber bohat zaruri h to acha profit milega ager hum jaldbaazi se karainge to humse yaqeenan koi na koi mistake hogi n that is fact!! or loss phir hamara hoga soo saber zaroori h forex main!!
                • #23 Collapse

                  g han hame forex per kam karne ke liye apne inder saber rakna chye ta ke hum is ma kamiyaab ho sake or ma sub ko advice karta ho ke forex ma saber zraror kare or saath hi is ma kisi kism ki jaldi na kare
                  • #24 Collapse

                    Asalam-O-alaikum to all Dear Friends , jee han yhe to success ka secret hai jo log saber ker latay hain wo he kaamyab hotay hain otherwise loss uthatay hain.
                     
                    • #25 Collapse

                      yes dear forex me sabar se kam lene me he behtari he q ke ager aap jald bazi me trade ke oper trade karte raho ge or wo trade apki loss me chali gae tu apko big loss b ho skta he as lye sabar se kam le or trade karte waqt mind use kare
                      • #26 Collapse

                        heheh ap k is question se mujhe wo misal yaad aa gae hai k sabar ka phal mitha hota hai aur yeh he advice main trdaer ko doun ge k jitna ho skay sabar aur lalach se bach kar deal lagay ta k loss se bacha ja skay because som etime hum lalach main aa kar jald bazi kart hain aur ziada profit hasil krnay k chakr main be sabri kar k loss kar jaty hain :p
                        • #27 Collapse

                          yes i think forex me trading k liye patient ka hoona jarori hai and i think i am not sure about others but i can say that if you really have Patience and dedication then forex will be easy for you in a very short time .
                           
                          • #28 Collapse

                            yes humy Forex trading busienss me patience se kam lena chahye aur ye boht zarori hota han agar hum is business me patience se kam lye gye to hum is busienss me trading kar k boht achi earning kar sakye gye ye aik best online money making busienss han.
                            • #29 Collapse

                              han ji frex trading ke business main aik bari waja success honi ki ke ap sabar se kaam karte hain aur loss ki aik waja na sabar karna ager ap sabar se kaam lete hain tu ap sai points per trade open hoti hai aur ap ko os trade per profit milta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex par invest karta hai tou uss ko patience rkhni chahie aur sahi waqt ka intezaar karna chahie aur agr aap sabr nahin karoo gai aur greedy ho kar jaldbaazi karo gy tou iss main aap ko loss ka samna karna parr sakta hai. mushkil hai so hamein jaldi nahi karni chahye aur hamesha market ka wait karna chahye apni taraf anay ka tab ham agr trade karein gay to maximum profit earn kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X