Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Ji han saber k bgair trading ho hi nahi sakti jis k bass saber hi nahi smjh lain vo trader hi nahi ha vo lalachi banda ha or kuch nahi forex ma saber or emotion per control hona buht hi lazmi ha or pehli dfa loss hony per disheart nahi hona chahiye bal k or confidence sy trading krain or loss ki recovery krain is sy confidence build ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      patience bilkul bohat zyada zaroori hota hay achi trading kay liye humay chaiye hum hamesha achi news ka bhi wait karain kyun kay jab knowledge perfect ho tab he trade best hoti hay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear
      • #168 Collapse

        patience meri nazar mai usi tarah hai jaysay kay peace jitana patience kay saat trade ki jayay uthna hi acha hai har mint par app ko aik nayi news pata chal rahi hoti hai trade say mutalik
        • #169 Collapse

          je haan sabar to asi chez hay jo insan ko sari zindagi he kam ata hay zindagi kay har lamhat main kam ata hay .chahay wo zindagi ka jo bhi lamha ho us main kam zaror he ata hay is leya .my dear friend sabar agar yea jazba insa main a jaya to banda har kam main kamyab ho jata hay
           
          • #170 Collapse

            je haan sabar to asi chez hay jo insan ko sari zindagi he kam ata hay zindagi kay har lamhat main kam ata hay .chahay wo zindagi ka jo bhi lamha ho us main kam zaror he ata hay is leya .my dear friend sabar agar yea jazba insan main a jaya to banda kuch bhi kar sakta ha
               
            • #171 Collapse

              forex market ma successful hona k lia agar koi chez learning k bad sb sa important ha to wo sabar ya patience he ha kew k jab tak ap apna loss pa sabr ni krta or greed sa kud ko ni bachata to ap tab tak successful ni ho sakta or or har bar loss pa apni galtion sa learn krna ak acha trader ki nishani ha
              *** ThUnDer ***
              • #172 Collapse

                aksar log k mind mein ya baat jati hain k hum ko demo account per profit bhut milti hai aur jab hum real account ki tarf jata hain tu hum ko loss ho jata hai tu aaj main ya baat aap se share karta hain k loss ki bhut sari wajawat ho skti hain lakin un mein aik waja hai juld bazi ki jis mein aik trader sabar se kam nahi leta hai aur koi na koi mistake kar leta hain jis ki waja se us ko loss ho jata hai.
                 
                • #173 Collapse

                  saber tou bht kerna parta hai forex main kyun ke apko pata nahi hota ke kab market upar jaye ya phir neeche ajaye.isleye saber se kaam le.aur soch ker trade karen.aur phir wait kere ke kab apko profit milna start hoga.
                  • #174 Collapse

                    patience to hr haal mein iss markeet mein rkhna hota hai kyon ke agr ap ko profit hua hai aur ap lalach mein a ge hain to phir ap ko buht loss ho ga zeyda tr traders issi tarah loss krte hain aur apni mehnat zaya kr dete hain
                    • #175 Collapse

                      yes brother forex trading business main sabar aik bohat important cheez hai ager hum sabar karain aur achay waqt ka intazar karain to achi trade open kar saktay hain ziada tar log sabar kho dete hain aur wrong trade open kar kay loss main chalay jatay hain.
                      • #176 Collapse

                        ye tu sab ko pata he k sabar ka phal hamesha meetha hota he .and yeahi sach he forex treding me ap jitna sabar ka muzahira karen ge ,na ap greedy banen our na hi prectice k bagher kam karen balk learn karne k bad forex me treding karen tu ap In sha Allah success honge
                        • #177 Collapse

                          jee ha agar ap sabar se kam nahi lay gy our jald bazy me koi fasla kar dy gy to loss kar sakty ha sabar ka phal mehta hota ha is laya ap ko chay ky ap trading karty hovy sabar se kam lay
                          • #178 Collapse

                            BIlkul is main koi shak nahin he keh jo koi bhi forex trading ko fully patience ke sath karta hey woh kabhi bhi forex trading main fail nahin hota hey aur always woh is mian success hi rehta hey.
                               
                            • #179 Collapse

                              g han ap nay apnay sawal ka khud hi jawab day dia hay bhai. patience bohat chahiay hoti hay forex mein otherwise agar ap patient na rahay to apko loss hi hoga ap mein greed peda hogi. apko agar zyada profit mil rha hoga to ap us say bhi satisfy nahi hongay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                G haan forex main patience zaroori hai mere khyal main forex main patience bhi apna darja rakhta hai patience bari laalach karne se bachata hai .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X