Jo log mehnat karna Nahin chhor Vahi log Kamyab hote hain Kuchh log hote hain vah pahle to loss Karte rahte hain lekin Jab profit ka time aata hai tab vah trading Ko Chhod Dete Hain aur mehnat karna Chhod Dete Hain aur aur Forex ko Bura Bhala Kahana start kar dete hain lekin jo log mehnat Jari rakhte Hain Vahi log kamyabi ki taraf Safar Karte rahte hain aur ek Roj unhen aisi kamyabi milati hai ki Jiski log Tamanna kar rahe Hote Hain isiliye Hamen kabhi bhi mehnat ka Daman Hath se nahin chhorana chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим