Market ko analyse kr k hi trade open kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyse kr k hi trade open kren
    Hamen kabhi bhi market ko analyse kiye bagair hi trade open Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham market ko analyse hi nahin Karenge To Hamen pata nahin Hoga Ki market mein kis side per Munh karna hai Hamen sabse pahle market ki movement ko samajhna hota hai aur fir market ko acche se analyse Karke Koi Achcha entry point Hona Hota Hai Jahan se Ham entry Lekar Apna account manage kar sake aur apne loss ko kam kar sake aur apne profit ko Badha sake isliye market ka analysis bahut hi jyada Jaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

    dear friend forex trading mn achhi trading kr k achha profit hasil krnay k liay apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik trade lgayn ta k ap gorex trading sa achha profit hasil kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

      Ji bilkul theek kaha hai ap ne forex market ko analyse kiye baghair kabhi bhi trade nahi laganI chahyea. Kyon ke ye aik financial market hai aur es mein risk tab hi liye jaye jab ap ke pass acha knowledge aur experience ho aur ap es qabil ben jao ke ap market ko achi tarha analyse ker sako. Tb ap trade zarur lagaen.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

        Aapane bahut acchi baat hui hai market ko analysis Karke Ham trading open Karni chahie Agar ham market ko analyse Karke Tango per Karenge to Kamyab Honge iske liye mehnat karni padati hai agar Ham jitne mehnat Karenge utna hi Anand kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

          Ji han bilkul hamen market ko analyses karna chahie FIR hi hamen trade open karni chahie ham ko achy se analyses Karenge to trade open kar k achha profit Hasil kar sakte hain hamen soch samajh Kar trade open karni chahie hamare pass experience hoga tabhi Ham ismein acchi Tarah se trade kar sakte hain hamen Forex trading Mein achcha experience hasal karne ke liye demo account per practice karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

            ji han bilkul sahi kaha aapane ki marketing mein analysing bahut important hoti hai uske bad mein trade open karna chahie to koshish karen ki marketing vandalise Karen jyada se jyada iske sath mere Bhai aap ki planning bahut acchi honi chahie planning aap ki jitni behtar hogi aapko itna jyada fayda hoga business mein profit and loss chalta hai lekin loss ekaboron aani chahie jaruri nahin hai ki agar aapko ek trade mein loss hua hai to aapko heart rate mein loss Ho Gaya aisa nahin hai aapko mehnat se kam karna chahie apni planning behtar banana chahie tha ki agar aapko ek pretzel loss hua hai to aapka nexttrade mein loss recover Ho Jane aapko profit mein mil jaaye isliye mere Bhai apni planning behtar se behtar banaen
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

              Ji han bilkul main aapki baat se bilkul aagrah Karta Hun Ki Hamen chahie cricket Shuru karne se pahle market ke Hawale se Khabar rakhen Agar Hamen market ke Hawale se information Hogi to ham log apni trade ko ek acche Raste per Chala kar acchi Tarah kamyabi aapke Karenge Jab Ham Ashish Karenge to hamare liye ek file aamantrit sabit Hoga Hamara toilet
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

                Forex market ma trading bohat hi soch samjh kar karni padti ha, chart ko ashi tarh read kar k os ko fundamentally aur technically base pe analyse kar k phr hi koi decision lia jata ha, q k jaldbazi ma hamesha mistakes hoti hain jis se loss hota ha, is lye market ko sab se read karain, market ki previous aur current condition ko analyse karain, trend ko identify karain q k trend is friend in forex market. Different indicators ko use kar k market ki entry point ko talash karain, signals ka wait karain, yeh tamam chezain dekh kar k hi koi order lagayain, q k forex trading ma jo bhi rules ko follow karta ha wohi is ma successful trader banta ha, mehnat karain, loss se ghabrayain ni balke courage paida karain apni mistakes se learn karain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

                  Asalam o Alikum dear bahi jan ap nay bilkul he sahi bat ki ha ye ak esa online business ha jis main kam kar kay ham acha profit gain kar sakteen han Forex ki market ak international market ha is main kam karny kay leye hammy Achi hard work ki zarorat ha is main ham jitni mehnat say kam kareey gay us main kamyab ho sakeey gay is ki market main achi study hasil karny kay bad ois ki market ho achy tareeqy say he analysis kar sakeen gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

                    G han dear ap NY Sai kha hy k hamain Markit ko analysis Kar k trade ko opan karna chauy is main hamara faida hy or hamain daily ki news ko watch karna chaiy is main hamain Pata chal jata hy k next day Markit main Kia ho GA
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadumer پيغام ديکھيے
                      Hamen kabhi bhi market ko analyse kiye bagair hi trade open Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham market ko analyse hi nahin Karenge To Hamen pata nahin Hoga Ki market mein kis side per Munh karna hai Hamen sabse pahle market ki movement ko samajhna hota hai aur fir market ko acche se analyse Karke Koi Achcha entry point Hona Hota Hai Jahan se Ham entry Lekar Apna account manage kar sake aur apne loss ko kam kar sake aur apne profit ko Badha sake isliye market ka analysis bahut hi jyada Jaroori hai
                      Yes dear ais market mai her trade lagany se phly hum ko ais market mai analysis karny ho gy aus k baad hum ais market mai achi trade laga skaty hai ais market mai hum agar achy analysis kar lety hai to aus k baad hum ais market mai achi trades laga skaty hai ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai hum ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko mehnat karni ho gi tab hi faida ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

                        Market ko acchi tarah se analyse kar lene ka member koi fayda hota hai ki is tarah se unko trading karne mein bahut jyada help mil jaati hai aur unko market ki movement ke bare mein bhi maloom ho jata hai usi tarah se hi members market ki moment ko acche se maloom karke aur fir usse profit le sakte hain aur member ko prakat lene ke liye bahut jyada mehnat karna hoti hai aur koi bhi member mehnat ke bad profit nahin le sakta
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analyse kr k hi trade open kren

                          market analysis bahut jyada jaroori hai iske liye aapko forex trading bhi bahut jyada time spend karna chahie aur achcha Na Lage property lene ke liye forex trading mein aap kitne channel aate jaate Hain kabhi abhi aapko nazre milai jaati hai
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X