Technical indicators kiya haen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical indicators kiya haen?
    Dear traders, forex market ko analyse kerne ke liye technical indicators banaye jate haen. Jo ke mathematically tor pe adjust kiye jate haen. Jo market ki price ko judge ker ke humaen us ki up aur down movement ke bary mein information daite haen. Aur hum en ki madad se market ko analyse ker ke trades open kerte haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical indicators kiya haen?

    Jab ham is markete mai technical analysis Karte Hain To is Mein Hamen different indicators ka use karna hota hai different indicators ki help karte hue Ham is market ko analyse karte hain market mein bahut indicators ka use Kiya Jata Hai Jin Mein Har member Apne trading experience ke according is medicated ka use Karke is market se acche benefits Hasil karte hain lekin indicators ka use bhi Hamen proper planning ke sath karna chahie and best indicator ko use Karke best analyse ke bad storng entry point Ko find Karna chahie FIR hi successful trading possible hai
    • #3 Collapse

      Re: Technical indicators kiya haen?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear traders, forex market ko analyse kerne ke liye technical indicators banaye jate haen. Jo ke mathematically tor pe adjust kiye jate haen. Jo market ki price ko judge ker ke humaen us ki up aur down movement ke bary mein information daite haen. Aur hum en ki madad se market ko analyse ker ke trades open kerte haen.
      aapane sahi kaha ideally hamen technical analysis karne chahie aur uski per jyada se jyada kam karne ki koshish karni hai jitna Ham acchi quality ka work karenge itna hi hamen iska response bhi achha jaega isliye hamen chahie ki Ham quality work Karen aur isko approve Karen acche tarike se hatane ke liye hamen chahie ki Ham daily apni practice Karen aur apne knowledge.
      • #4 Collapse

        Re: Technical indicators kiya haen?

        Technical indicators wahe hai jo candlestick chart kay based par apko ik idea daite hai kay aab ye pair ya commodity kis taraf jaa sakte hai ya ab konsa trend chal raha hai sub say ziyada use honay walay technical indicators moving averages aor RSI waghaira hai jeskay zareye say buhot say log kafe achay trades laga rahe hai maire khyal mai har kesi ko technical analysis aor technical indicators ka estimal karna chaheye takay trading ache rahe
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Re: Technical indicators kiya haen?

          Technical indicators Kiya hai dear technical indicators hame indicate karte hai keh ab trade ki movement kis janib hoogi candles ko read up karna yeah sab hamarey analysis me hamari help karte hai aor hame in sab source ko istamaal karna chahiey taa keh dosto ham.acha profit earn Kare.
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: Technical indicators kiya haen?

            dear forex markeet main jin indicators ki wjah say ham markeet ko smajhtay hain aur jin say hamko is ki sides ka pata chalta hay unhain ham makreet main technical indicators k name say pukartay hain is liye agar ham nay markeet ko samjhna hota hay ya ham nay markeet main kaam kartay wakt iski directions ko choose kartay huvay kaam karna hota hay to hamko lazmi inki help ki zarurat hoty hay jink baghair ham makret ko smajh to skatay hain magar kabhi us say achi eaning nai akr saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Technical indicators kiya haen?

              Mere dost Forex Mein kam karte hue Ham different types ke indicators use karte hain jismein Kuchh technical indicators hai jo market ko technically Dekh Kar aapko market ki situation ka batate hain vah aapko volume batate Hain support aur resistance ke bare mein batate hain relative strength batate Hain moving averages aur price action ke motor Lekar aapko vah Yahan per batate Hain Tumhare dost main aapko Yahi Kahana Chahta Hun Ki indicators per Mukammal depend nahin karna chahie balki aap Logon Ko chahie ki aap log Jab Phonics Mein kam karen to apna analysis Karen aur indicators ko bhi sath mein use Karen lekin Mukammal Kabhi Bhi Is per depend na Karen
              • #8 Collapse

                Re: Technical indicators kiya haen?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                Dear traders, forex market ko analyse kerne ke liye technical indicators banaye jate haen. Jo ke mathematically tor pe adjust kiye jate haen. Jo market ki price ko judge ker ke humaen us ki up aur down movement ke bary mein information daite haen. Aur hum en ki madad se market ko analyse ker ke trades open kerte haen.
                Yes dear aapane technical indicator ke bare mein jo information di hai vah bahut hi acchi aur informative Hai junior members ko chahie ke indicator ke bare mein learning Hasil Karke usko utilise karna sikhen Kyunki Jab aap indicator ko acchi tarike se istemal karna learn kar lenge to aapko Forex trading Mein profit Hasil karna aur trading ko samajhna bahut Aasan ho jaega

                Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	32
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12327496
                • #9 Collapse

                  Re: Technical indicators kiya haen?

                  Technical indicators ko market k technical analysis k leye moderate kiya jata hai ,jub market technically move karti hai tu ye hamein us time market ko judge karny r analysis mein help karti hai ta k hum axhi trade mein entry le skein r us ko axhy se handle bhi kr skein tb hi hum us trade se axha profit gain kr sakty hein,...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical indicators kiya haen?

                    Ji bilkul theek kaha technical indicators se traders bahut ziada help le sakte haen. Traders ko indicators ka sahi use Anna chahye. Indicator ko use kerne se pehly ap ko es ke bare mein mukammal information honi chahye. Ta ke ap us ko sahi use ker ke profit kama sakaen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X