emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Agar hum trading kar rhe hoon to jaisi bhi soorat-e-haal ho hum kabhi bhi emotional nahi hona chahiye, is se hamen loss ke siwa kuch nahi miley ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      emtions me loss he milta hai hamesha trading me aney se pehle kuch baten hamesha seekh leni chahiyen kiun ke emotions me insaan loss he karta hai or kmayab nhi ho pata hai is lye emotions ko door rakhte hue he trading ki jani chahiye .
      • #33 Collapse

        kisi b aisay business jis mai risk ho wahan kbi b emotions sy kaam nai lena chaiyay. yay hmari professional judgement ko effect kr skti hy. isi liye emotional decisions kbi profit nai earn kr sktay
        • #34 Collapse

          jee bhai app ne bilkul theek kha hai ager hum forex trading business main apne aur trading k dermian emotions ko lai ker ate hain to hume iss business main loss be bear kerna per sekta hai iss leya main to app se yah he khun gee k forex trading to hai he balke kse be business main hume emotion ko ignore he kerna chahiya :)
          • #35 Collapse

            yeah brother i agree with you forex mai emotions ka control hona buhat zarori hai kun k ik bhi jazbati faisla sara kam khrab kerskata hai ap emotional hon lekin forex mai nhi sabr se kam lain
            • #36 Collapse

              Ap ko jb trading my bhot zada lose hota hy to ap apny emotions ko us time control nahi karwa skty ho us time
              • #37 Collapse

                bhai jan forex trading aik boht bara business hy is business men success hasil krny ky liy is ky sub rules ka pata hona boht zarori hy aik ye ky emotional ho kr trade na ken emotional sub sy buri bala hy agr emotional ho kr trade krne gy to ap successful nahi hon gy
                • #38 Collapse

                  my dear emotions ki forex me koi jaga nahi hai ye aik bht hi risky business hai so hume bht zada soch samjh kar iss me work karna chahiye kiun k humari choti si ghalti hume bara loss karwa sakti hai.
                  • #39 Collapse

                    Forex trading may emotion ni chalti kabi bi es ka muzAhera.ni kar na chahai keyonki ye kamyabi ka dshman hai aor hamaisha sabar aor tahammul say kam laina chahai eskai alawa greediness say bi bachna chahai inshallah kamyabi hogi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      ji bilkul shai khe rahey hy app humein kabhi bhi emotions ko le kar nhi ana chayein beech mein yahan par kaam kartey waqt jabhi hum yahna par kamiyab ho paye gy janab lehaza mehnat kartey arhey yahan par janab agr app ne kamiyab hona hy yahan par janab

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X