Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh
    Asslam.o.Alikam dear forex members Hamen chahie gold ki trade ko avoid Karen because gold bahut hi biscuit rate hai Hamen isase Bachana chahie Hamen only mehnat per focus karna chahie aur mehnat Karke Apna bonus Jyada Karne Ki Koshish Karte Rahana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

    hamain apny expirence k mutabiq hi trade karni ho gi aur gold main b i trade kar skaty hain so hamain is forum main practice karnii ho gi aur hamain nowldge k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain juniors say guide lay k hi hum sucess hon gay aur hamain is k rules ko ofllow kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur exepirence k mutabiq hi trade kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

      walakum slam ji han dost apne sahi kaha hamain kabhi bhi gold par trading nhi karni chahye kyun ke ham joniors hai jab hamare pass acha experience ho tab hamain gold par trading karni chahye jab ham esa karen ge to hamain achi khasi earning hasil hogi our ham kafi earning kar sakian ge.
      • #4 Collapse

        Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

        hamy juniors ke help karne ho ge forex ak best business hain hum is mai apne marze sy tiem tabke bana akr kam kar sakty hain hum is mai agar lalach ban ky kam kary gy to hay loss ho jy ga yai aik best business hain yai aik amm business jasa nahi han hum is mai apny bos spa he hoty hain yai ak legal business hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kari sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

          Assalamu alaikum friend aapane bilkul sahi kaha hai juniors ko hamesha gold ki trade se dur rahana chahie ki gold ki trade ek bohat hi risky trade hai jiske andar minto main aapki trade profit mein jaati hai aur minto mein aapki trade loss mein jaati ha jiski vajah se account wash ho jata hai isliye chhote trader kabhi bhi gold per trade na Karen shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

            Assalam walekum jiya mere pyare bhai aapki baat bilkul theek hai jo junior member Hain unko gold ke bare mein kuchh bhi pata nahin hai to main Kya kahana chahta Hun ki sab junior member ko chahie ki gold ki trade se avoid Karen gold khatarnak hai gold hamare bade se Bada account was bhi kar sakta hai aur hamen achcha profit bhi de sakta hai jis number ko gold ki movement ka andaza ho chuka hai jismein Marco gold ki speed ka gold ki analysis ka experience Oru naal ho chuka hai vah hi member hi prapt kar sakta hai gold se hamen gold se profit cancel karna hai to hamen sirf aur sirf Man ke sath market ko analysis karna hoga jitna jyada market karenge utna hi jyada Ham market mein kar sakte hain market govind karna Koi aasan Kam nahin hai jitna jyada Ham market co analyser karenge jitna jyada Ham market ke andar jakar uski information hasil karenge utna hi jyada Ham market ko winner kar sakteisliye main aap sab member se kahana chahta Hun ki Forex trading mein kabhi bhi rachna Karen kabhi jaldbaji bhi Na Karen aur khud ko ek kamyab trader banane ki koshish karen
            • #7 Collapse

              Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

              Assalam o Alaikum mery piyary dost kesy hyn sab bhai umed krta hun ap sab kheriat sy hun gy bhai apki bat bilkul theak hai gold ki markeing roz ba roz uper nechy tezi k sath hoti rehti hai hamein cruide oil py kam krna chye kyun k eski marketing hafty bad uper ya nechy hoti rehti hai umed hai ap meri bat sy mutfiq hun gy best off luck Allah hum sab ko kamyabi dy bhai shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

                Gold Ek bahut zyada risky pair hai hi aur initial Mein Jab hamare pass acche analyses Nahin Hote use Waqt Ham Agar golpa trade Karenge to Jyada chances Yahi Honge ki Hamara account was ho jaega isiliye Hamen Shuru Mein Gold per trade Karne Se Bachana chahie Kyunki initial Mein hamare pass itne acche analysis Nahin Hote aur na hi Hamare account mein itna balance hota hai ki Ham Jyada der tak usse trade co sustain Kar Paye isliye koshish Hamesha Yahi Karni chahie ki investment acchi karne ke bad aur strong analysis ke bad hi Hamen Gold per trade leni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

                  walikum assalam g bilkul main apki is bat sa agree karti hun juniors ko hamesha he cheye k wo kabhi bhe gold par trade na karen or jub bhe karen kisi pairs par karen or jub tak hamen acha profit hasil nahi hota hai or tab tak hamen gold par trade nahi karni cheye or jub hamary pas balance bhe acha hoga to hum acha gold par trade kar sakty hain or hamen first time gold par trade kam sa kam karni cheye or lot size bhe hamen kam sa kam he rakhna hoga or save account kar k he hamen trading karni hogi tabhi hum kamiyab ho sakty hain or achi earnings bhe gain kar sakty hain..
                  • #10 Collapse

                    Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
                    Asslam.o.Alikam dear forex members Hamen chahie gold ki trade ko avoid Karen because gold bahut hi biscuit rate hai Hamen isase Bachana chahie Hamen only mehnat per focus karna chahie aur mehnat Karke Apna bonus Jyada Karne Ki Koshish Karte Rahana chahie
                    Ji Bhai Ki Baat bilkul theek hai Hamen gold ki trade se thoda Dur hi Rahana chahie Kyunki gold ki trade Uske market rate mein volatility bahut jyada hai aur yah volte LTE Hamen bahut jyada nuksan pahuncha sakti hai lekin Fir Bhi Deti Hai To vah bahut jyada Hoga jab tak Hamara experience professional level ka Nahin ho jata tab tak Hamen is Se Dur Rahana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Juniors ko Gold ke trade ko avoid krna chahiyh

                      gold ki trade Ek Aisi trading Hai Jiska Koi Bharosa Nahin Hai Jo Kisi bhi waqt aap yah down Ja sakti hai isliye is trade ko karte waqt Humko pahle market ko analyse karna chahie aur Junior members ko chahie ki vah is pair per bilkul trade na Karen jab tak unke pass Achcha experience Na Ho Jaaye aur yah ke Jin members ka account balance short Ho unko bhi is trade se avoid karna chahie
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
                        Asslam.o.Alikam dear forex members Hamen chahie gold ki trade ko avoid Karen because gold bahut hi biscuit rate hai Hamen isase Bachana chahie Hamen only mehnat per focus karna chahie aur mehnat Karke Apna bonus Jyada Karne Ki Koshish Karte Rahana chahie
                        Janab ager start mai he gold ko chose kar laity hain or usi mai trade karna chahty hain tu ap just gold kay alawa kisi or ko chose na karain. ap ka sara focus jab esi pay hoga tu ap asani sy apni trade ko sahi tarha manage be kar sakty hain or achi earning be kar sakty hain. Koshish karain kay es mai ap ka capital or experience dunu achy hogy tu ap achi trade kar kay kam time mai zaida earning kar sakty hain.
                        • #13 Collapse


                          Junior traders ko gold trading se bachna chahiye kyunki ye ek advanced aur volatile market hai jisme naye traders ko kai mushkilat ka samna hota hai. Yahan kuch key notes hain jo unhe gold trading se bachne mein madad kar sakte hain:
                          1. Volatility ka samna: Gold market mein tezi se girawat aur chadhav aksar dekhe jate hain, jo ki naye traders ke liye risky ho sakte hain. Is volatility se bachne ke liye, junior traders ko market trends ko samajhna aur risk management strategies ka istemal karna chahiye.
                          2. Technical analysis ki samajh: Gold trading mein technical analysis ka gahra gyaan hona zaroori hai. Junior traders ko candlestick patterns, support aur resistance levels, aur indicators jaise ki RSI aur MACD ko samajhna chahiye.
                          3. Fundamental factors ka dhyan: Gold prices ko influence karne wale kai fundamental factors hote hain jaise ki economic data, geopolitical events, aur central bank policies. Junior traders ko in factors ko samajhna aur unka impact samajhna chahiye.
                          4. Leverage ka istemal: Gold trading mein leverage ka istemal karke traders apne investments ko multiply kar sakte hain, lekin isse risk bhi badh jata hai. Juniors ko leverage ka istemal karne se pehle apne risk tolerance ko samajhna chahiye.
                          5. Emotional control: Gold trading mein emotions ka role bada mahatvapurna hai. Juniors ko greed aur fear se bachkar disciplined aur rational trading karna chahiye.
                          6. Risk management: Har trading plan mein risk management ka ek mukhya hissa hota hai. Junior traders ko apne trades ko manage karne ke liye stop-loss orders ka istemal karna chahiye.
                          7. Educational resources ka istemal: Junior traders ko gold trading ke baare mein sahi jaankari aur shiksha prapt karne ke liye various educational resources ka istemal karna chahiye. Ye resources online courses, books, aur webinars mein shamil ho sakte hain.
                          8. Demo trading: Naye traders ko gold trading ko samajhne aur apne strategies ko test karne ke liye demo trading accounts ka istemal karna chahiye. Isse wo real money ke bina trading practice kar sakte hain.
                          9. Patience aur consistency: Gold trading mein safalta ke liye patience aur consistency ka hona zaroori hai. Junior traders ko apne trading plan ko follow karte hue patience maintain karna chahiye.
                          10. Professional advice ka lena: Agar koi trader confused ya overwhelmed feel kar raha hai, to wo ek financial advisor ya experienced trader se salaah le sakte hain. Professional advice lena unke trading journey ko behtar bana sakta hai.

                          In key notes ko follow karke junior traders apni gold trading journey ko surakshit aur successful bana sakte hain. Yeh unhe market ke challenges ka saamna karne mein madad karega aur unhe ek better trader banane mein madad karega.

                          Click image for larger version

Name:	Gold-Trading.jpg
Views:	12
Size:	155.6 کلوبائٹ
ID:	12828001
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse



                            Gold trading ek complex aur volatile tijarat kaarobaar hai jo juniors ke liye zyada mushkil ho sakta hai. Ismein tijaratkaar ko tajweez aur mufeedat ka sahi andaza hona zaroori hai. Isliye, juniors ko gold trading se bachna chahiye taake woh nuqsaan se bach sakein.



                            Gold Trading Ki Mushkilat:








                            High Volatility:

                            Gold market mein zyada volatility hoti hai jo tijaratkaar ke liye zyada risk wali ho sakti hai. Juniors ko market ki tabdeel hui aur tezi ya mandi ki ghaflat ki wajah se nuqsaan ho sakta hai.

                            Complex Market Factors:

                            Gold trading ke liye market factors ka bohot bada role hota hai jaise ke geo-political events, economic indicators, aur currency fluctuations. Juniors ko in factors ko samajhna mushkil ho sakta hai.

                            High Capital Requirement:

                            Gold trading ke liye bohot zyada maaliyat ki zarurat hoti hai. Juniors ke paas yeh maaliyat nahi hoti hai aur unhe high risk ke sath-sath high reward ki imkaanat nahi hoti.


                            Educate Yourself:

                            Juniors ko pehle khud ko educate karna chahiye gold trading ke tareeqon aur market dynamics ke baare mein. Ismein online courses, books, aur tutorials ka istemal kiya ja sakta hai.

                            Start with Simpler Assets:

                            Juniors ko gold trading se pehle simpler assets jaise stocks ya forex mein tijarat karna chahiye. Isse unhe market ki samajh aur tajweezat ka behtar andaza ho sakta hai.

                            Practice on Demo Account:

                            Demo account par trading karna juniors ke liye ek aham tareeqa hai apne tijarati hunar ko behtar banane ka. Ismein bina haqeeqati paisay lagaye trading ki ja sakti hai aur market ko samajhne ka mauqa milta hai.

                            Seek Guidance:

                            Juniors ko experienced tijaratkaar se mashwara lena chahiye agar woh gold trading ki taraf ja rahe hain. Isse unhe sahi raah dikhayi ja sakti hai aur nuqsaan se bacha ja sakta hai.




                            Gold trading ek chuninda aur challenging tijarat kaarobaar hai jo juniors ke liye mushkil ho sakta hai. Ismein tijaratkaar ko market ki hawale se sahi tajweezat aur samajh honi chahiye. Juniors ko pehle tayyari aur tajweezat ko samajhne ke baad hi gold trading shuru karni chahiye taake woh apne maaliyat ki hifazat kar sakein.


                            There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                            ​​​​​​​

                            ​​​​​​​

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X