Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?
    Aksar jab account wash out hota hai tu apni he mistakes ki waja say hota hai hum money management nahe kar pate aor nahe risk ko manage kar pate hai jeski waja say aksar buhot say logo ka account wash hojata hai lekan agar kesi ka account wash be hojae tu osko kabi be himat nahe harni chaheye balke oskay against mai ziyada mehnat kay saat dobara entry laine chaheye aor apnay aon tamam mustakes ko avoids karna chaheye jeski waja say oska account previous time wash howa hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Aksar jab account wash out hota hai tu apni he mistakes ki waja say hota hai hum money management nahe kar pate aor nahe risk ko manage kar pate hai jeski waja say aksar buhot say logo ka account wash hojata hai lekan agar kesi ka account wash be hojae tu osko kabi be himat nahe harni chaheye balke oskay against mai ziyada mehnat kay saat dobara entry laine chaheye aor apnay aon tamam mustakes ko avoids karna chaheye jeski waja say oska account previous time wash howa hai
    100% ye trader ki apni mistakes ki waja sy account ka wash huna ek aam bat hu gai hai, q k trading industries ka jinko pata lg raha hai wo yaha investor bn kr araha hai or jb dikhta hai k samnay bhut ziada paisa hai wo bhi bina mehant kare to without learning hi market mai enter hu jata hai, q k use guide karnay wala koi nahi hota, koi ye abtanay wala nahi hota k ager ye itna hi easy hai k 10% log hi profitable hote hai to apny seekhay baghair market mai ai hai to ap 90% m hai, to wo log esi baton ko serious t lete hai jb nuqsan uthatay hai or us k bad hamesha market sy out hu jate hai.
    Last edited by ; 09-06-2020, 01:30 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

      g han ger hamaraccount wash ho jata hai to is ka mtlab hai k is main ham apni galti kertay hain ager ham apnay acccount ko safe rhkna chaty hain to uskaily hmain chye k ham apna acccount lazmi tor per trading k rules ko follw ker he trading kren ager ham trading ker k he ruels ko follw ker he trading kren gay to ham is main say acha profit bna sakty hain.is liiye hmain chye k ham is main zroor kamayb ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

        ji han dear account ka washna hamari apni galti ki vajah se hota hai agar Ham apni galti nagpur to Ham account band hone se bacha sakte hain humko chahie ki Ham knowledge experience Karen aur kam Karen humse Koi galti Na Ho agar humse galti Ho jaati hai to usko foreign taur per cover Karen Taki galti Na Ho is tarah galti hamari apni vajah se hoti hai aur hamen close uthana padta hai isliye hamen apni galtiyan ko control karna
        • #5 Collapse

          Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

          ji bilkul jab aap jyada galtiyan karte ho to iske nuksan hota hai kya aapka account post ho jata hai jab mere bhai aapka account vah show jata hai to aapko dobara mehnat karni padati hai tab aap is mukam Tak pahunch gaye ho isliye koshish karenge risky ke chakkar mein main apna loss na Karen mehnat se kam Karen rules ko follow Karen and acchi se acchi planning ke sath trading Karen insha Allah aapko kamyabi jarur milegi aap ek acche trader Ban sakte hain lekin uske liye sabse zaroori hai mehnat se kaam Le and lalach se bache
          • #6 Collapse

            Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Aksar jab account wash out hota hai tu apni he mistakes ki waja say hota hai hum money management nahe kar pate aor nahe risk ko manage kar pate hai jeski waja say aksar buhot say logo ka account wash hojata hai lekan agar kesi ka account wash be hojae tu osko kabi be himat nahe harni chaheye balke oskay against mai ziyada mehnat kay saat dobara entry laine chaheye aor apnay aon tamam mustakes ko avoids karna chaheye jeski waja say oska account previous time wash howa hai
            Sahi Kaha aapane account ko wash hone Ki Sabse Badi vajah hoti hai aapki apni mistakes Jab Hamen Pata hota hai ki Hamara lot size Kitna Nahin Jo jo Hamare amount ke barabar Ho ho tab bhi ham Big Lot size rakhen to Fir Hamara ka Gosht hone ke chances Zyada Ho Jaate Hain agar aap Chahte Hain ki aap apne account ko wash hone Se Bachaye to aapko apni small mistakes ko control karna hoga jab tak aap apni mistake se sikhenge nahin aap Galti Upar Galiyan Karte Jaenge isliye aapko sabse pahle apni mistakes ko finish karna hai uske bad aapko Apne nextstep Ka Plan karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

              apki bat bilkul thk haei,ghltiyan insan sy hoti hain ar yahi ghltiyan account ko wash kr dyti hain kosish karain agr ek bar ap sy.yh ghltiyan hoti.hain tu.innain mazeed na dhurain balkhe un sy shikain ar acha krny ki kosish karain time ky sath sath aap bht kch shikh jaty hain ar yhi ilm ar experience apko bht opr ly jata hai kamyabi ki taraf shukriy
              • #8 Collapse

                Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

                dear g han ap nay sahee bat kae ha jis time main bhi ham k accunt wash hota hay is main wqay main he ham i mistake hotien hein q k ham is mainapnay kam ko acah say nahi karaty hein is main ham jis time main bhi kam ko karaty raha kia karaty hein hurry up sa kai karaty hein so is main ham ko acahy say aca kam ko karnay bad main he agay ki janib janay k barya main kyal karna ho g is main ham ko mehant k sat apnay akm ko lasak better say better karaty rahan ho g aar ham nay apnay account ko safe rakhay rahnay k baray main khyal ker rakha hay is main to .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Account ka wash out hona apni mistakes ki waja say ?

                  G hy bilkul thk kha hy hm earning account wash hnra apni mustk ki waja sa hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kraachi qulit ka kam kra soch semjh kr kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X