frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho jay
    agar hum es main trade kur ray hain to humain apna sara focus es pay he dayna chahiyay agar hum es main apnaa sara focus daay gaay to hum es main apna kam bhi acha sa kur sakay gay to humain es main kam pay zyada say zyada focus kurna chahiyay or es main humain acha sa km kr kay es pay focus zyada say zyada kurna chahiyaay takeh hum say koi mistakes na hon or hum es main apna kam bhi set kur sakay to apna sara focuss humain es pay he kurna chahiyay:1f60d::1f60d::1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے

    dear hamen Forex per kam karte hue is chij ki yakin dikhani Kar leni chahie ke Ham Jo kam kar rahe hain uske andar spelling mistake so nahin yah Jo Ham Jo language use kar rahe ho language jyada strong jyada mushkil to nahin hua har kisi likhi understandable hai ya nahin isliye agar Ham ine sab chijon ko dekhte hue kam karenge to hamara Forex mein kabhi bhi mistakes nahin hogi aur ham is form ke upar bahut acche tarike se aur learn kar sakte hain.
    Dear aapane bilkul sahi
    • #3 Collapse

      Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

      forex aik international or kabe be bnd na hony wala busienss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai agar lalach9 ban ky kam kary gy to hamy loss h jy ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai aik unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

        Assalamu Alaikum ji friends main hamesha yahi baat karta hun ki ham agar Apna Kam focused hokar nahin kar payenge to definitely hamari performance acchi Nahin hogi agar hamari performance satisfactory hogi tab bhi ham yahan se achcha bonus hasil karne mein kamyab ho sakte hain but agar ham apni performer score masjid baithe Na Kar paye to yah hamare liye bahut bura metro hoga to is chij se bachne ke liye hamesha hi ke product studying ke andar Apne kam ko focus hokar Karen tabhi kaun se kam mistakes hone per chance Hoga mistakes jyada hogi To hamara bonus obviously automatically kam hoga
        • #5 Collapse

          Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
          agar hum es main trade kur ray hain to humain apna sara focus es pay he dayna chahiyay agar hum es main apnaa sara focus daay gaay to hum es main apna kam bhi acha sa kur sakay gay to humain es main kam pay zyada say zyada focus kurna chahiyay or es main humain acha sa km kr kay es pay focus zyada say zyada kurna chahiyaay takeh hum say koi mistakes na hon or hum es main apna kam bhi set kur sakay to apna sara focuss humain es pay he kurna chahiyay:1f60d::1f60d::1f60d:
          Dear ap jitna focus bhi krle apni mistakes py apkse mistakes hugi zaror q k forex market maikoi bhi retail trader 100% accuracy nahi rakhta hai, but iska mtlb ye bhi nahi hai k ap apni mitakes ko ignore karde, bul k apko apni mistakes sy learn krna zarori hai or log joye kehtay hai k ager apnistake py focus karany sy mistake nahi hoti accurate hu jata hai insan to esoko mai ye bataonga k mistakes py ager ap bhut focus karengay to wo ager apse hugi to ap k ander sirf ek mistakes itna demotivation bhardegi k ap mazeed ghaltia karugay jiska asar apki trading py 100% aiga or apk history worse hoti jaigi.
          Last edited by ; 09-06-2020, 12:49 PM.
          • #6 Collapse

            Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

            dear g han ap nay sahee bat ko kha hay agar ham cahaty hein k ham ko forex main kamybi gain karein to is main ham ko chye ho g k ham is main apnay kam ko last tak best say est karaty raha ai karein is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko karnaymin hemat nahi harna ho g mehat k satlast tak achay say acha karaty rahan ho g agar ham ismain aisa kia karein gye to he is main ham ki sab say achi kamybi ho sakti hay so is main ham ko hemat nahi harna ho g mehnat k sat apnaykam ko last tak best say best banay ki try karay rahan ho g .
            • #7 Collapse

              Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

              Ji Bhai Sahi Kaha aapane Forex ka kam karte waqt Hamesha aapko Kursi par Dena chahie Kyunki Forex per magar jo apni dusri Taraf Karenge To Hamen bahut jyada nuksan Hoga aur Hamen iska Itna nuksan Hoga Ki Ham iska Soch Bhi Nahin Sakte isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham Jab Bhi Fark ke andar kam karen to Sari Ta Jo hamari ISI per Mukul honi chahie
              • #8 Collapse

                Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

                Pakistan Forex forum ke upar Jab ham log acche tarike se kam karna start kar dete Hain To Ham Logon Ko yakin acche tarike se profit Hona shuru ho jata hai Hamen Hamesha koshish Karni chahie ki ham log Apne account ko saaf rakhen aur Jitna ho sakta hai is kam per focus Karke kam Karen Taki Ham Logon Se Kisi kism Ki mistake Na Ho Hamara account nature save Rahe aur ham logon ka profit margin increase ho jaaye Jab ham log Is Tarah Se Kam karna start Karenge to definitely baat hai ki Ham Logon Ko Achcha profit Bhi Hoga Hamare kam ki quality acchi ho jayegi
                When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                :)
                (AbdulWahab33)
                • #9 Collapse

                  Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

                  Ek online business Hai Jahan per aap online earning kar sakte hain Jab aap Forex per kam kar rahe ho to aapko koshish Karni chahie ki aap Kabhi Bhi Koi mistake na Karen aur aapko first aur mentally Apna pura focus apni trade per rakhte Hain agar aap Is Tarah Karenge mentally focus hokar kam Karte Hain To aap kabhi bhi loss Nahin Karenge Koi mistake Nahin Hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

                    Yah bilkul aapane bilkul sahi kaha ke pass Forex per kam karte time hamara focus Suraj hi Park Forex per hona chahie iske sath hamen koshish karni chahie ki jab Ham posting karte hain hamari posting ki quality behtar honi chahie iske sath hamen jab Ham third grade ke rahte hain to hamen new trend create karni chahie kyunki ko repeat karne se aksar member Ho jaate Hain hamen news thread create karne chahie Taki hamare jitne bhi naye member se Hain unko knowledge aise logon vah bhi knowledge ahsaan kar sake iske sath mere Bhai koshish karen jyada se jyada mehnat kahe to type day
                    • #11 Collapse

                      Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

                      Forex mai sub say important kam kesi be trade laganay say pehlay hota hai kay market ko search kiya jae esko analyse kiya jae aor os pair ko be khob analyse kiya jae jes mai aap trades lagana chahte ho jab ik dafa aap market ko samaj lay taab trades lagane asaan hojate hai es leye ziyada koshish hone chaheye kay trades laganay say pehlay market par focus kiya jae na kay trades kay bad focus kiya jae kiu jab ik dafa trade lag giya pir kuch nahe ho sakta
                      Zuhaib9988 Trading journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
                        agar hum es main trade kur ray hain to humain apna sara focus es pay he dayna chahiyay agar hum es main apnaa sara focus daay gaay to hum es main apna kam bhi acha sa kur sakay gay to humain es main kam pay zyada say zyada focus kurna chahiyay or es main humain acha sa km kr kay es pay focus zyada say zyada kurna chahiyaay takeh hum say koi mistakes na hon or hum es main apna kam bhi set kur sakay to apna sara focuss humain es pay he kurna chahiyay:1f60d::1f60d::1f60d:
                        Ji han yah Baat aapane bilkul theek hi Apne kam Mein Koi mistake Ya Koi kotahi koi bhi bardasht nahin karta Har Koi Yahi Chahta Hai Ki Hamara kam Hamare members Khoob se Khoob tar Karen isliye aapko Achcha kam karne ke liye sabse Jyada Tu zaroori hardworking hai isliye jawab kam karen to fresh mind ke sath kam Karen aur apne mind ko kam karte waqt sirf kam se related hi rakhen idhar udhar ki soche Apne dimag per Havi na Karen tabhi aap behtarin work kar Sakenge agar aap idhar udhar ke bare mein Sochenge to aap apna work theek se nahin kar Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: frx ka kam kurtay waqt sara focus es pay he kurna chahiye takeh koi mistake na ho

                          jee ha hame jub bhe time milay hum forex ko login kar kay apna work shuru kar day. aor hamare koshish bhe yahi honi chahiye ke hamara kam bhut he ache quality ka ho. q n ke aaj tak jitney bhe seniore members work karte thy to un kay kam ki quality bhut he achi hote the isi liye wo hamesha he kamyab rahtay hay. agar hum sub un ko follow kare gay to hum bhe un sub jaisi kamyabi bhe hasil kar sakte hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X