Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan
    Dear jese k hum is market mai hazaro log ko jantay hai jin mai ziadatar log wo hote hai jo marekt mai loss karty hai or bhut km ese log hote hai jo market mai profit kar rahay hote hai, ager un dono logo ko hum compare kare to ek bat hame saaf nazar ati hai k jo log profit kar rahay hote hai un ki analysis or chart bhut simple hote hai or wo 1 indicator k sath ek support and resistance py kam krty hai or jb hum un logo ko deikhtay hai jo market mai loss kar rahay hote hai to un k chart mai multiple indicator hote hai or ek hi chart mai head & shoulder support & resistance trend line flag sub kuch banadete hai jisse unka chart bhut complicated hu jata hai or jb chart complicated hota hai to analysis mai bhi kafi ghaltia hoti hai jo losser trader judge nahi kr pata.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

    hamain is forum main indicator ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain markt main kam kar k hi hum achy say trade karni ho gia ru hamain anaslye kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain markt main kam kar k hi hum apn har zroat ko pora karny main bi asani ho saky gi aur hamain markt main bi trade kar k hi hum run karien gay uar eanr ho
    • #3 Collapse

      Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

      forex aik unique business hain hamy indicator ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai baegr balance account bana kar be kaam kar sakty hain yai iak best busness hain hum gar mai bath ka is mai kam kari sakty hain is mai kam karny ky lye hamy kise be office mai jany ke need nahi htoe yai aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Edinson پيغام ديکھيے
        Dear jese k hum is market mai hazaro log ko jantay hai jin mai ziadatar log wo hote hai jo marekt mai loss karty hai or bhut km ese log hote hai jo market mai profit kar rahay hote hai, ager un dono logo ko hum compare kare to ek bat hame saaf nazar ati hai k jo log profit kar rahay hote hai un ki analysis or chart bhut simple hote hai or wo 1 indicator k sath ek support and resistance py kam krty hai or jb hum un logo ko deikhtay hai jo market mai loss kar rahay hote hai to un k chart mai multiple indicator hote hai or ek hi chart mai head & shoulder support & resistance trend line flag sub kuch banadete hai jisse unka chart bhut complicated hu jata hai or jb chart complicated hota hai to analysis mai bhi kafi ghaltia hoti hai jo losser trader judge nahi kr pata.
        Forex trading market mein bahut Sare brokers aur bahut Sare traders kam kar rahe hain ISI Tarah Forex trading market ko analyse karne ke liye bahut Sare indicators bhi hain aur jab Ham at a time different indicators ko use Karke kam Karte Hain To Hamari trading ke results wrong hone ke chance increase Ho Jaate Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

          Hamen sirf apni trading ka grahan on indicators ko use karna chahie Jinke bare mein hamare pass information acchi ho aur Hamen Pata Ho ki yah kis kam ke liye use hote hain bahut jyada indicated use Karne Se Bhi Insan confuse confuse ho jata Hai Jiski vajah se vah koi bhi Aisa kar sakta hai isliye vah indicator use Karen jo ki aapko Jyada perfect chijon ke bare mein batate hain aur unke bare mein aapke pass knowledge Achcha hai Kyunki jab tak aapke pass indicator ke bare mein knowledge Nahin Hoga use Waqt Tak aap usko Puri Tarah Se Sambhal nahin kar Payenge isliye koshish Karenge pahle inke bare mein information Hasil Karen Uske bad hi unko apni analysis ka hissa banaen
          • #6 Collapse

            Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

            Ji Hamen chahie indicator Palan Karen Jo aadami indicator follow nahin karta Hua nuksan bear karta hai aur Hamen chahie ek time Mein Ek Hi Unki Kata ko Lekar Chale because different indicator ke sath mixup hokar Ham Los ki taraf Chale Jaate Hain so Hamen chahie mehnat Karen aur mehnat Karke Apne indicators ko follow Karen aur senior ki guide line per focus Karen
            • #7 Collapse

              Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

              Dear alag alag indicators ka nuqsan tab he hota hay jub hum in indicators kay through proper analysis na karain, q keh jitni achi planning hogi in indicators say acha faida lia ja saky ga or trade ko successful banaya jaye ga, otherwise indicators ka use profit ki bajaye loss ka sabab ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

                Mere dost Ek to Mukammal depend kabhi bhi aapko indicators per nahin karna chahie iska Koi fayda Nahin Hota dusra Baat yah hai ki agar aap indicators ka use kar rahe hain to just aap analyse karne ke liye market ko indicator use Kiya Karen iske liye liye Apna analysis Bhi Kiya Karen matlab ke trendlines aur support aur resistance ko lagakar draw Karke lines ko FIR aap analysis Kiya Karen aur bahut jyada indicators ka use na Kiya Karen just do indicator se Kafi Hain aapke liye moving average aur Rs indicator Kafi acche ladke train jo aapko market Mein prediction karne ka Achcha mauka Dete Hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Alag alag indcator k istemal krnay ka nuqsan

                  Agar aap alag alag indicator ko use kartey hein to uska nuqsan apko khud hi hota hey kioun keh jab bhi aap aik se ziada indicator ko use karengey to aap confusion ka shikar hongey aur aik indicator apko buy dikha raha hoga to dusra indicator apko sell dikha raha hoga aur yehi wajha hogi keh aap confusion ka shikar ho jayengey keh konci trade lagaun aur konci na lagun isliye aik hi indicator ko achi trha se pakren aur us mein work karen.
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X