Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    Sir apki baat to mujhe theek lagti hai forex may tamam indicator hamain loss say bachatay hian isay use kerna chahiye kay hainam porofits ho ye sab ap seekhay or doseon ko bhi is kay kuch ahsssas dilaye kay ye kaaam aisa hai is may mehnat zaroori hai or ye kaam asan nahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      jab hum indicators ko use karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr huumain demo ko use kar kkay pracctice say achy say kam karna ho ga low risk say kam karny main humain loss km ho
      • #1503 Collapse

        g han bilkul apki baat darust hae k indicator hamen loss sy bacha skty hain agr hm in ko thek trha sy use krna aur smjana janty hon to tb. bndy ko bilkul indicators ka use krna chaeay.
         
        • #1504 Collapse

          Ap- ki baat theak hai k indicators ki waja say hum loss say bachaty hai. agr hum apni trade mai max indicators ko use kray gy tou hum esmarket mai loss bhe kam say kam ho gy.
          • #1505 Collapse

            G han agr ap indicator k bare me jante hain aur fully expert hain tou indicator help full saabit hota hai.
            • #1506 Collapse

              is forex main indicator ko use karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho skay aur is k trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k market main trad kar k kamyab ho skay aur knowldge hasil karna hoga
              • #1507 Collapse

                indicator wo hi use karny hon gayye market main boht hi achi trade kar saky gay aur indicator market k bary main achi information dety hain is main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho skay it is best
                • #1508 Collapse

                  agar n ka theak use kiya jiay tu is say ap losts ay safe rehs akaty hai bus difference itna hi hota hai kay ksis trader ko is ko use karnay ka pata nai hota hai har aik pair ka aik ana formula hota hai kay jsi pe apply kiya jata hai
                  • #1509 Collapse

                    indicators hmen market k next trend ka bataty hain k market ka next trend kia ho ga...ic se hmen signal mil jata hai aik ishara milta hai k hm kahan pe apna order lgaen,,, ager hm indicators ko smjh len un pe apna work kren tou hm definitely profit mein jaen ge...............
                    • #1510 Collapse

                      agar hum theak say indicators ki setting nahi karen gay to es waja say humay market mian earnig karnay chances kak loss kay chances ziada hon gay so humay esmain sabar say kam karna chahiey
                      • #1511 Collapse

                        indicators ka kaam ye nae ha k wu ap loss say bachai indicators ka kaam ha k ap ku direction batai or trend ka hont day k market kis simth man move kery gi or kis level tuk ja sakti ha
                        • #1512 Collapse

                          forex trading mai boht se tool use hotay hain jo humay tade krny mai help krty hain indicators b issi tra 1 tool hai jo humay trade krny mai help krty hain market k trend ka idia dety hain or batatay hain k humay kis tra or kis level se trade keni chaye jis mai rik kam se kam ho.to indicators b trade krny mai madadgar sabit hoty hain or loss se bachatay hain,.
                          • #1513 Collapse

                            Daikho forex trading main sab chezain apko perfection nahi dain ge indicators robots jo be ho per aap ko indication milay ga per perfect time nahi mil sakta trade laganay ka Yeh apki level off experience hay kay aap kitni perfection say trade lagatay ho or apko loss ya faida hota hay
                            • #1514 Collapse

                              hamain wo hi indicator ko use karna ho ga ta k earn ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main achi trade karny k liye knowldge hasil karna ho ga ta k earn ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                G bilkul indicators humy loss se safe rakhty han lekin isi liye humy chahye k hum during trading indicators ko zaror use kary is se humy ye pta chalty han k market buy me ja rahi han ya sell me market me boht se indicators han ap ko jo bhi thek lagye ap us ko use kar sakty han ye decision leny me bhi help karty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X