Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    jnab hum jab trading karty hain to humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss km ho saky or huamin is main indicators ko use kar kay kam karna ho ga or huamin is main kafi acha profit hasil ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      jnab huumain agr indicators ka use ata ho to huamin trading main kam karny main asni ho sakti hay humain trading main loss km ho sakta hay huamin trading main kam karny say trading main success b hasil ho saktai hay r profit b
      • #1428 Collapse

        mere khyal me dear kafi had tak bachate he lekin sara time ise par depande nai karta he is liye dekhna chahye or learn karna chahye k hum apne hisaab se is me kis traha se kamm karen ta k hum ko is me earn ho
        • #1429 Collapse

          humain agr trading main loss nai chahiye to humain is main indicators ko use kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading karny main achi eanring hasil ho saky or humain is main achi earning hasil ho sky or si say is ko use karin
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #1430 Collapse

            G haa indicators hmain losss se bachaty hain. iss se market me hony wali tabdeelio ka baa asani pta chal jata hy lekin hmain indicators pe poora bharosa nahi karna chahiye balky experts se pooch kar har kaam karna chahiye.
            • #1431 Collapse

              my dear brother mare khyal mai to koi indicator humain loss se ni bcha sekta hum only apne experience se he loss se bech sektay hain but ye indicator humain market ki movement k about janne k lie zroor hamari help kertay hain aur hum market ka analysis ker sektay hain aur market ki movement k mutabiq trading ker sektay hain.
              • #1432 Collapse

                g nahi aisa nahi hai ek indicators apk loss se bachayen ye just apk market ki direction ko predict kar sakte hain aur wo ghalat bhi hoskati hai aur sahi bhi.
                • #1433 Collapse

                  indicators ko hum market kay bary main janny kay liey use karty hay agar hum enki setting theak say karen gay tab he es say acha result hasil kar sakty hay tabhi humay achi trade mil sakti hay humay focus karna chahiey
                  • #1434 Collapse

                    gee haan bhai indicators se hmein boht fiada milta he trading mein aur traders ko chahe hota he keh woh indictors ko ache trah se learn krein aur apne trading mein in ka acha experience haisl kr ke apne market ke trends aur signals ko smjh kr apne trade krien phr boht earn krein ge
                     
                    • #1435 Collapse

                      han indiactor sya kuch haad tak market ki trend pata lag jati hai jes say app ko thek time mai order laga na kafe asan ho jata hai par baz dafa high impact news ka time indicator thek say kam nahi ker pata es leya app stop loss dy ker loss sa bach ker trading ker saktay han.
                      • #1436 Collapse

                        G haan kuch indicators ap ko losses se save rakhtey hai kiyun ke wo indicators ap ko ek trend bata sakte hai or achchi tardes bhi de sakte hai so indicators kcuh hai jo ke achchi direction bata sakte hai ap ko market ki
                        • #1437 Collapse

                          apki baat theak hay indicators say agar hum sahi reading lay kar trading karen gay to market kay bary main bohat achi earning kar sakty hay agar hum sahi say incators ki setting karen gay tabhi kamyab hon gay
                          • #1438 Collapse

                            Indicators humain loss se ni bachatey blkey indicators ki mdad se hum markete ke trends yani bullish ya bearish ka pta chalta ha. Indicators ki mdad se hum trends ke mutabiq trade lga sktey he jis se hum profit earn kr sktey he. Indicators ko sirf trends ko smjnay ke liye use krtey he
                             
                            • #1439 Collapse

                              indicators agar hum use karty huway trading karen gay to wo humay market kay bary main gudie karty hay aur enki theak say setting karnay say he acha result milta hay aur humay tabhi kamyabi milti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                indicators say hum ko kaam krna kis tara say hai ye idea milta hai or kafi had tak ye hum ko teek market ka trend bataty hain laikin in k sath main ye kaam humy moka daita hai k koi b kaam ho is main hum nay kafi asani say plane kr laity hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X