Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    may esaa nahee smjhta kyn kay meray nazdeek indicators ka use he ghalat hay, technical analysis may ager aap detail may jatay hen tou us may bhee yeh he hay indicators ko jitna kum say kum use ker sktey hen karen, kyn kay yeh kafi tricky hotay hen or inhay ager smjh lia gya hay tou hee faida mund ho sktey hen werna nahee.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      ye baat bilkul ghalt hay ke indicators hamain los se bacha sakte hain kyun ke aksar log indicators per hi to trade karte hain agar indicator hi wos ko ghalt signal de day to wose lose se koi nahi bacha sakta is lia indicator per trade nahi karni chahye
       
      • #228 Collapse

        i think indicator hum ko loss se nahi bacha skty and i think fx might help us all for you to acquire real cash effortlessly. fx is incredibly successful online business in the world. it's possible to effortlessly create lots of money in just a quite limited time. fx will make us all as a effective man.
         
        • #229 Collapse

          jee han indicator hamy trading kerty waqt kaafi had tak guid bhi krta hai or hamey loss se bhi bachata hai bal k profit ka rasta bhi dikhata hai kuch member kehty hain k us ka koi kaam nahi hota yani us ko fazool samajhty hain har banda apni apni soch se indicator ko dekhta or sochta hai is liye mery khayal k mutabik hamy indicator kaafi had tk helpless sabit hota hau
          • #230 Collapse

            nahin hamen indicator bilkul loss se nahin bacha sakta hey jab tak keh hamarey apne pas aik achi strategy aur achi trha se forex ke barey main knowledge aur experience nhin hota hey.
             
            • #231 Collapse

              indicator ka kaam sirf indication hota hay, agar hum indicators ko use kartay hain to wo trading thori kartay hain, hum to indicators ki analysis ki base par trade open kartay hain, lakin kuch indicators aisay hain jo recommendation daytay hain k kis time par sell karo aur kis time par buy, lakin ziada tar repaint hotay hain to is lihaz say in par mukamal bharosa nahi karna chahiyay.
               
              • #232 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                indicators par pura bharosa nahi kia jasakta magar ye faida daitey hain indicators main stochistic indicator sub sey best indicator hai aur is sey hamain market ka rukh daikhney main madad milti hai.
                 
                • #233 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                  Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                  indicators sirf hintz k liye istemal hotey hain correct market ka andaza insan ko khud lagana parta hai.aur hintz dainey k liye bahut faida mand hain.
                     
                  • #234 Collapse

                    muj nai lagta k koi be indicator ap ki 100 % he help karta ho is lia ma be ap ko ya nai khao ga k ap indicator ki help lo is lia best to ya he ap forex trading karna sy phela kud he forex ki market k trend k bary ma information hasil karo k forex ki market ka trend kis traf ha phr he ja kar ap forex ma sucessful ho skyta ha.
                    • #235 Collapse

                      Jee bilkul indicators say hum pata kar sakty hay sab kuch aur indcator kay zarye he hum check karty hay keh market ka trend kya hay aur agar hum us trend main rehty huway trade karen gay to hum profit main rahy gay es trha hum indicators ko use kar kay loss say bach sakty hay.
                         
                      • #236 Collapse

                        g han me apki bat se agre karta hu ke ap ne bilkul tik kaha hai ke ky hum indicator se apna loss hone se bacha sakte hai to me to is bat ko to manta hu ke hum indicator se apna loss hone se bacha sakte hai agar hum indicator ko use kara ge to hame is ke kafi faida bhi hoga or hum is se acha profit earn karege ok sir
                        • #237 Collapse

                          the indicators only give the direction that in which direction the market is now going on or in which direction the market will next move it is the really true and i think if you will do the trade in the forex with the knowledge and use the indicators after the understanding then it will be the good
                             
                          • #238 Collapse

                            i think indicator hum ko loss nahi bacha skty hian and i think Most of us gain real money through the currency trading small business. Earn real money as a result of forex trading is really a pretty pleasant approach to funds easily along with with out threat.
                               
                            • #239 Collapse

                              Indicators app ko loss se bachate nahi sakhten hain app ko Indicators aik andaza bataten hain or app ko trading main asane hote hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                friends the indicators give us the great help regarding the matter of the price we can easily understand that in what side the market is going on ,the reason is that .so friends i think we should trade in the forex with the indicators and after the understand it
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X