Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    G han bilkul apki baat darust hae k agr trader ko indicator ki mukammal aagahi ho aur usky use ka b pta hoto wo trader ko zaroor loss sy bacha skta hae q k har maqsad k liay makhsoos indicator hoty hain aur trading men indicator ko zaroor istemal krty rha karren iss sy trend ya trade ka faisla krna aasan ho jata hae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      is forex main insta main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky gi aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky gi aur indicator wo hi use karna ho ga jis main acha earn karein gay
      • #1593 Collapse

        agr hum is main dicators ko use kar kay achy say kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay magr humain low risk main kam karna ho ga jis say acha profit ho sakta hay is main agr success hasil karna hay to indicators ko use karna kafi profiable ho sakta hay humain dmeo ko use karna ho ga is main lack of learning say kafi risk hohta hay
        • #1594 Collapse

          g ap ny sahi kha hai forex trading main hmary indicators hmain trading main help karty hain or hmain trading k bary main information dety hain forex trading main hmain apny indicators ko achi trha use karna chahye ta k hmain achi tradoing ho saky forex trading main learning ki base opar he aghr indicators ko use kiya jay tu bohat chi trading ki ja sktti hai
          • #1595 Collapse

            agr hum indicators ki theak say setting karen gay tab he hum unsay acha result lay sakty hay aur humay chahiey keh indicators ki theak say setting karna seekhay kyun keh setting karna humary liey bohat zaroroi hota hay tab he hum esmain safe trading kar sakty hay
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #1596 Collapse

              agar hum indicator ka sahi say use karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh indicator ko use karty huway market ki direction kay bary main humay pata chalta hay aur humay chahiey keh esmain theak say stting kar kay trading karen
              • #1597 Collapse

                yes janab hamen indicator bahut kuch btaty hain trading k lye ham indicator k bena trade nhi lga sakty hain hamen indicator say hi signal melta hay trade ka aur is k sath eligator aur rasi line k kafi help karty hain so hamen is k sath soch samjh kar trade lgani hoti hay mera yahi andaza hay
                • #1598 Collapse

                  Yes agar hum indicator k hisab sy chalen gy tou koi shak nahi k hamen itna loss nahi ho ga kyo k indicator market k trend ko sahe samjhta hy aur trend ko deakhty hovy hi kuch indicate karta hy jis sy loss bhe hota hy tou kam sy kam hota hy es liye indication ko bhe zarur concern karen
                  • #1599 Collapse

                    Indicater aek tool hy jis se ham market ke utar charhao ki asani se samj sakty hen jis se hamen ye pata chal Jata hy k ham be buy Karna hy ya sell his ki waja se hmen profit Karne men 90% chance hoty hen
                    • #1600 Collapse

                      Nh aisa bilkul bhi nh hy, indicator market ki next move nh btaty Balke move hony ke bad indicate krty hn, lehaza koshish kryn ke blank chart pe analysis kryn aur pattern trading kryn patterns market ki move ko bta dety hn ke next move kaha expected hy indicator mostly loss dety hn..
                      • #1601 Collapse

                        jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma agar hamay loss hota ha to agar ham indicaors ko dakhty ha to ham aek achi earning ya aek achi tarde bhi laga sakty ha islay bs apko ziada time forex ko dena chahiye qk tab hi ham forex ma kamiyab ho sakty ha or apko forex ma lalch bhi nai krni chahiye
                        • #1602 Collapse

                          G han forex trading main trading k doran agar ap indicator ko use kro gy to apko bahut ziada faida hota hy aur apko loss hony k bahut km chance hoty hain aur apko hamesha aik kamyab aur ziada use hony waly indicator ko chunna chahiy
                          • #1603 Collapse

                            Indicators hamen forex market men market ko anlyse krne men madad dete hain.
                            Indictor use krne se pehle hamen kissi bhi indicator k rules ka pta hona zaruri hai k ye indicator kese kaam krta hai, iska pta hona hamre liye bahot zaruri hai.
                            Second hamen apni trade ko indicator per depend ni krna chahiye q k koi bhi indicator aisa ni hai jo 100% correct bta sake k market ne kis trend men jana hai.
                            Hamen indicator ke rules ko smajh ker inko apni stragty men add krna chahiye.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #1604 Collapse

                              Pehli bat ye hai k indicator bnay kis ney hain hum insanon ney bnay hain mera khial ye hai indicator sirf previous moving k mutabik market moving ko show krta hai jab currunt move to fundamental hoti hai to is sey behtar hai k khud analyse kia jai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                Mere khayal may indicator ko lazmi istemal kerna chahiye take hum loss se Mehfooz rehain. Indicators new comers k liye boht helpful hain in ko dekh k hum buy ya sell ker saktay hain baqi qismat ki baat hai kuch b ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X