Koi b starting sy perfect nh hota..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi b starting sy perfect nh hota..
    Slam to all dear members kbi b preshan nh hon specially new members because starting m koi b perfect nh hota h bht c ghltiyon k bad hm seekhty hn jo seniors hoty wo b mistakes kr k ee idhr tk phnchy hn so mistake ko learn krein practice krein jitni practice hogi utni perfection hogi isliye mehnat krein or dil bra krein himat na harain seekh seekh k perfect b hojaen gy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

    Hello dear guys jaise ki Ham Jante Hain Ki Kisi bhi business ko Shuru karne per Hamen Jyada profit aur bonus Nahin Milta iske liye Hamen Sabar aur musalsal minut se kam Lena hota hai ISI Tarah praxis business Bhi Ek Aisa business hai jismein Hamen musalsal work Karke profitable bonus Hasil karna hai aur starting k loss se Hamen Himmat Nahin Harni
    • #3 Collapse

      Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

      Walakum slam ji han dost apne sahi kaha jab koi new members start main forex join karta hai to woh pehly se hi expert ya kamyab trader nhi hota balke woh mehnat kar kar ke hi kamyab hota hai is lye hamian din raat mehnat se kaam karna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

        Ji han dear koi bhi starting pay perfect nahin hota har Koi aadami Ghar se sikhe nahin aata jo bhi ismein dukh hota hai uske bare mein dekhta hai knowledge aise karta hai experience asha karta hai tab vah kuchh karta hai to fir kam karne ke kabil hota hai isliye aadami ko pareshan nahin hona chahie to vah Kya Karen perfect aadami koi bhi nahin hota perfect tabhi hota hai jab vah kuchh time spend karta hai usse pahle Jo hamare senior the vah bhi perfect nahin the unhone bhi is press ko time Diya hai waqt Diya hai ab working Kiya tabhi wapas aate hue hain agar Ham bhi Koi transparent karenge to Ham bhi perfect ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

          Yash mere pyare bhai aapki baat bilkul theek hai Forex mein Koi bhi member jab new inter hota hai to vah perfect nahin hota use bhi apna time Dena padta hai jab woh apna time deta hai to vah aastha aastha Forex ko samajhta hai vah specific ke bare mein almas karta hai jab vah member and hasil kar leta hai Forex ko samajh leta hai uske bare mein Puri jankari hasil kar leta hai uske bad hi vah frax mein expert banta hai hamen chahie ki Ham Forex trading mein jyada time den first ko ahmiyat denjab tak Ham Forex ko time nahin denge tab tak Ham uske bare mein admission nahin kar sakenge uske bare mein Allah hasil karna hi hamare liye bahut badi kamyabi hai isliye Ham sab member ko chahie ki forest hawale se hamen kabhi bhi mistake nahin karni chahie ki jab Ham mistake karte Hain to Ham chhoti si mistake ka badla bahut bade nuksan se Ada karte Hainisliye Ham sab member ko chahie ki Ham trading karte waqt be careful hokar trade karna chahie kyunki Ham apna account was bhi karva sakte hain aur ham profit dikha sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

            hamy leanring gain kar kya ik time tbale bana kar kam kana ho ga hum is mai bager baalnce account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learnng ky kam kry gy to hamy loss ho jy ga yai aik best business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

              Aapane Sahi kaha hai ki koi bhi Shuru se perfect Nahin Hota Hamen perfect banne ke liye Ye bahut jyada mehnat karne ki jarurat padati hai aur bad Mein Ham perfect Ban sakte hain perfect banne ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat karni padegi Taake Ham Kamyab ho sake Mere Bhai aap acchi Tarah Jante Honge ke hard work is the key of success perfect karne ke liye Hamen bahut sari Mushkil aaj ka Samna bhi karna padega
              • #8 Collapse

                Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                Forex mein jo bhi New trader hota hai us kiok forex ki learning knowledge aur experience nahin hota is jo bhi New trader han woh perfect nahin hota kiok forex ki learning knowledge aur experience nahin hota is leye trading mein buht si mistake ho jati hai hum ko is se himat nahin harni cahaiye aur forex mein mehnat karni cahaiye hum mehnat karain gey aur ziada se ziada practice karain gey aur forex ki learning knowledge aur experience hasil karain gey tu forex mein kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                  Ji bilkul starting Mein Koi Bhi Aisa shaks Nahin Hai jisse Koi Galti Na Hui Ho isiliye Mayos bilkul Nahin Hona Apne hoslon Ko Buland Rakhna Hai starting Mein Apni galtiyon se sikhna hai aur next time Jab aap apne business ko start karo to unhin galtiyo se jo Sikha Hai Unse Bachkar aap acchi trading ki taraf jana hai isiliye starting Mein Koi Bhi perfect Nahin Hota aap ki mehnat hi aapko perfect banati hai day by day jo aap Jyada Se Jyada mehnat karte hain aap itna hi Apne aapko Business mein strong banate hain utna Acha knowledge Hasil karte hain aur experience Hasil karte hain yah sab chezz hai aapko next time galtiyo se Mehfooz rakhti hain aur ek Achcha aur beneficial trade karne main aapki madad Karti hi hain isiliye Pareshan bilkul Nahin Hona Insan ko apni galtiyon se sikhna chahie mayos nhi Hona chahie isiliye apni mehnat ko Jari rakhte hain aur Ek na Ek Din Aap expert Ban Jaenge aur professional Businessman Ban Kar Achcha profit Hasil Karenge Forex forum se
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AnamRiaz پيغام ديکھيے
                    Slam to all dear members kbi b preshan nh hon specially new members because starting m koi b perfect nh hota h bht c ghltiyon k bad hm seekhty hn jo seniors hoty wo b mistakes kr k ee idhr tk phnchy hn so mistake ko learn krein practice krein jitni practice hogi utni perfection hogi isliye mehnat krein or dil bra krein himat na harain seekh seekh k perfect b hojaen gy..
                    Sahi Kaha aapane Koi starting se perfect Nahin Hota forex' sikhana badhati hai aur sikhane ke liye sabse behtar hai demo account ka istemal lekin main aapko ek baat batata chalao kya Forex mein Main Na to Koi starting Mein Perfect Hota Hai Hi Na hi expert banne ke bad Forex Ek Aisa online business hai jo Kisi bhi time aapko big loss De sakta hai ismein agar aap ki strategy Jara se bhi galat Hui to aap ko nuksan Ki Surat mein Main uthana padati hai isliye ismein yah Baat ke perfect Hona ya na hona yah Ek alag baat hai ismein experience ke pass Jarur Shamil hoti hai Jab Insan thoda main kam kar leta hai to use Kuchh experience ho jata hai lekin experience bhi Ek time tak kam karta hai job loss aata hai to to Kafi Sare expert trader ko bhi ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                      koi bhi perfect nahi hota hai lekin jo mehnat se kaam karta hai wo earn karta hai hmain bhi earning karni hai to hmain bhi mehnat se kaam karna hai aur is ke liye hmain mehnat se practice karni hai agar ham practice karain ge to ham knowledge hasil kar ke achi trading karian ge is liye hmain chhaiye ke ham mehnat se kaam karain aur greed ko control kar ke kaam karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                        starting with the name of Allah , Assalam-u-Alikum DEar members , jab koi bhi banda koi work start krta ha to wo us main perfect nai hota usy wo kam ziyada sa ziyada krna hota ha takhwo us main perfection hasil kr la is duration main usy bhut sa masel ka samna hota ha yani kabhi usyloss huta ha to kabhi profet hota ha , jasa ka ap sub janty hain jb koi paida huta ha to usy koi kam krna nai ata wo dusro ko dakh kr sikhta ha, is lia ap prishan na hu or ap bs work krain or apny sinoers ko dakh kr sikhty rahin, forex aik asa point ha jis main ap ko kabhi bhi loss skta ha or profit bhi yahan pr jo experienced traders huty hain un ko bhi losses hu jaty hain ap ko prishan nai hona chaiya ap just mehnat krain , ap ko pata ha koi bhi kisi bhi kam main ziyada perfect nai huta.....
                        • #13 Collapse

                          Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                          Assalam o Alikum,
                          G ha ko ib trader gar sa tradi g seek kr nai ata r na e forex ma start ma aca bonus r profit kamata h har ki forex ma jitna time spend krta jata h wo esy learn kr Kaci trading krta jata h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                            Trading business mein koi bhi start mein perfect Nahin hota trading business ko samajhne ke liye hamen bahut jyada hardworking ki jarurat hoti hai agar ham trading business ko hard working aur learning per focus Karen trading business mein best online earning de sakta hai trading business mein perfect trader banne ke liye ye bahut jyada hard work knowledge aur trading experience Ka Hona jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Koi b starting sy perfect nh hota..

                              Assalam o alaikum kaise hain aap sab ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Tu mere bhai aapka thread bilkul theek hai Koi Bhi Insan starting Mein Ek kam ko acchi Tarah Se Sar Anjam Nahin De Sakta Insan mistakes kar karke hi seekhta hai jitne bhi Hamare senior Hai Un Sab Ne Kuchh Na Kuchh aur kahin na kahin Bahut Si mistakes ki hongi lekin ab wo Apne kam ko bilkul perfect Karte Hain to aapko Kisi bhi kam Mein Perfect Banna Ho uske liye aapko bahut Si practice karni prti hai Aur Ek na Ek Din wo practice aapki aapke Hi Kam aati hai jo aapko us kaam ko ache treeqe se karne mein aapki madad karti hai to aapko pareshan hone ki zaroort Nahin Hai aap Agar trading kar rahe hain to aap demo account per acche se practice Karen Kyunki demo account banaa hi isliye hai ki aap uske upar kam Karke Apna experience banae aur uske bad apni investment real account per Karen phir hi aap Chhoti Chhoti Galti hone se Mehfooz Rahege to ismein ghabrane ki baat nahin hai agar aap demo account per trading karte hue apni practice acchi Rakhenge to aapko real account mein trading karne mein kisi pareshani ka Samna nahin karna parega..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X