Forex Trading to aik taqreeban hamesha chalne wala business hai. Hamen is me bulkul bhi jaldbazi nahi karni chaheye bulke sabar wa sakoon se trading karne chaheye. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим