trading se company ko kya faida he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading se company ko kya faida he
    company hum ko form k zrye amount dyti he phr trading se hum karobar kr k profit bhi hasil krtyn hn to is se total hmara faida he mgr aesa nhi hota he k koi hum ko karobar kra k dy sub kuch kr k dy or kud faida nhi uthy to company ka kya faida he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother first of all koi b company ho trading ki ho our koi b who start lenay say pehlay apnay profit our loss k baray may sochtay hai our pher who kam start kartay hai brother agar Un ko us may koi Profit na ho tu who kam start kartay hi nahi hai
    • #3 Collapse

      trading say company ko yani brker ko ye faida hota hay kay wo sub traders say bilkay every trades say 3 pips profit gain karta hay aur wo is ka real profit hota hay aur traders ko bhe is tarah earning ho jati hay and broker ko bhe revenue mil jata hay
      • #4 Collapse

        dear instaforex puray world m sab se best broker hai yeh ham ko posting bonus deta hai aur ham us bonus se profit earn kar skty hai company ko is se koi faida nahi hota hai jo faida hota hai ham ko he hota hai
        • #5 Collapse

          dear freind kio b trader ho ya company ho wo jab trade star kerty hien to pher wo sirf apny profit ka he soch ker trade start kerty hien without profit kio trade start ni kerta
          • #6 Collapse

            agar company se murad broker hain to hum jo bhi trade krte hain chahey wo lose main ho ya profit main ho broker us main se apna commission wasool karte hain aur yehi unki bachat hoti hai. trade jitni bari hogi mission bhi utna ziyada hoga
            • #7 Collapse

              Yes isme company ko fayeda he eh fayeda eh ge ki ham jab kisi pair par trade lagate he usme jo spread reheta he oh he company ka profit.
              • #8 Collapse

                Trading company mean broker. You are saying the broker. Ypuknown that we are earn the profit or loss then broker earn the commissions regular. They are earn the commission regular.
                • #9 Collapse

                  aap jo b trade lagatay ho us say copany apna margin rakhti hai agar aap ko profit hota hai to b company ko us ka bonus mil jata hai agar aap is main loss b kartay ho to company ko koi farq nai parta hai
                  • #10 Collapse

                    my dear brother iss sy broker ko be faida hota hy or company ko be... jb aap withdraw k liya brokers k paass jaty ho tau woh aap ko thori pury rats me withdraw krva k deta hy blky woh apna commission be rkh k he aap ko amut deta hy.
                    • #11 Collapse

                      zahir he bhai company ko koi to faida ho raha ho ga jo wo inta kuch humen free me de rahi he. her business ka ye rule hota he k pehly profit or loss k bare men soch kr planning kr li jati he. may be company ko bara faida ho raha ho but humen is se kia lena dena
                      • #12 Collapse

                        han dear bilkul esy e hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaaam hai world ka hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai
                        • #13 Collapse

                          dear jab koi b koi new business start karta hy tau usy us me koi faida hota hy tau wo karta hy naa .... iss trha agr company logon ko facilitate karti hy tau ykeenan us ko koi faida b tau hota ho gaa ...
                          • #14 Collapse

                            mery khyal sa doniya ka koi bhi esa karobar nhi ha jissy karny sa phely ye na socha gaia ho k iss karobar ko start karny ka maqsad profit kamana ha kioi bhi fazzol mai free faculity provide nhi karta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee may dear yeh iakonline busnsie hai is main pal og mehnat kar k acha aksha earnig kar skaty hian or apal og is main kmaayab ho skaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X