ASSALAM O ALIKUM g members bilkul aisa he hai hum daily pak forex forum main 4 threads karty hain or aksar members 4 threads sa bhe zeada karty hain to akhir iska maqsad kya hota hai hamen to phly is bat ko samjhna hoga ..threads karny ka maqsad apna message hamary seniors or juniors tak dena hota hai .is main hum apna knowledge ,apna experience bhe shere kar rahy hoty or jub koi bat samjh nahi ati hai wo bhe shere kar rahy hoty hain hamen bus bhot achi mehnat k sath he apny kam ko contine rakhna hoga or kabhi bhe hamen apni threads main gair mayari bat nahi karni hogi tabhi hum kamiyab ho sakty hain or acha bonus bhe earn kar sakty hain..:1f601:
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим