Oil per trading confuse ker rahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil per trading confuse ker rahi hai
    Oil ki market ki situation iss waqt kafi ghambeer ho rahi hai aur kafi daer sae 3800 ki strong support per ruki hui hai aur kuch samajh nahin aarahi hai kay oil kis taraf move keray ga iss lye agar kisi nay iss mein trade nahin lagai tou woh abhi iss mein trade na kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے

    Yesterday weather aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading Mein Aaj crude oil ki movement thoda pareshan kar rahi hai Kyunki Aaj isliye major 1 level Jo 40 ka tha usko break Kiya lekin FIR down payment car start kar di jismein Ek major sport 38 ke level per Ruki Hui Hai Aur jismein Ham Agar Dekhen to Iske trend ke mutabik to isko ab Jana chahie lekin ab yah Kis Tarah movement Karti Hai yah to ab FIR Iske Breakout ke bad hi Pata chalega.
    • #3 Collapse

      Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Oil ki market ki situation iss waqt kafi ghambeer ho rahi hai aur kafi daer sae 3800 ki strong support per ruki hui hai aur kuch samajh nahin aarahi hai kay oil kis taraf move keray ga iss lye agar kisi nay iss mein trade nahin lagai tou woh abhi iss mein trade na kerain
      aapane bilkul sahi kaha hai ki Ham mein halki price ka bilkul samajh nahin a Rahi iske andar bahut jyada fluctuation hai aur vah jyada confusing hai isliye hamen chahie ki Ham forest ke upar kam karte hue is chij ke upar notice len aur kaise isko chilke se lekar ja sakte hamare Senior school bata sakte hain isliye hamen chahie ki Ham forex forum ke upar apni quantity quality ko masjid improve Karen aur acche tarike se upar usko lekar jaen aur apne aapko jyada isliye hamen chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

        Daikhain oil par trade karnay ka time nikal chuka hai ab ap oil par tab he trade karain jab ap kay pass balance ho or ap ko trading ati ho tu ap buy kar saktay hain jab bhi oil down jaye yad rahay oil main sell nahen karna.
        • #5 Collapse

          Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

          Assalam o Alaikum ap theak keh rhy hyn aj kal oil ki market nechy ja rahe hai jis sy bht nuksan ho rha hai hamein chye k market up hony tk gold wgera sy zra Time dyein or baki rahe smjhny wali bat tu wo ap seniors sy rbta krein shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

            Dear oil mein aap trade na karen to Aaj morning Kafi e Bullet tha Aur Sham time main market coffee e-treasury hai subah Jin Logon Ne by battery laga hua tha to sham ko Unka Apna FIR Dobara last mein Dil Hona shuru ho gaya hai isliye aap ek din wait Karen cal ki date Mein market ke train Ko Dekhkar aur acchi Tarah analysis Karke news ko padhakar trading Karen filhal oil ke bare mein Kuchh Bhi Nahin kaha ja sakta ki market Kis Tarah Maaf karegi
            • #7 Collapse

              Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

              Ji han main aapki baat se bilkul agree Karti hun oil market ki movement ko Dekhen to yah bahut Gambhir ho gai hai and skirt and Kuchh samajh Nahin a Raha Main Khud bhi mostly oil trading Karti Hun To Aaj market open hote hi oil ne thora up jaane ke bad bahut down movement ki hai aur ab 38k level per Aakar stop ho gai hai yahan se market Koi big movement lazmi Karegi aapko iska wait karna chahie hi and yah to down aaega but bahut jyada down Nahin aaega ya FIR oil ise point se 42 k level kh bhi cross Karega to aap is per fundamental analysis karke hi trade open Karen aur Agar abhi aapke pass Achcha balance ziyada hai to ise buy kar sakte hain yah bahut ziyada down Nahin aaega
              • #8 Collapse

                Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Oil ki market ki situation iss waqt kafi ghambeer ho rahi hai aur kafi daer sae 3800 ki strong support per ruki hui hai aur kuch samajh nahin aarahi hai kay oil kis taraf move keray ga iss lye agar kisi nay iss mein trade nahin lagai tou woh abhi iss mein trade na kerain

                G oil ki market es waqat bohat kharab hy koi bt jnb oil ki market condition hy es waqat hy ya zada darey ni rahee gee plz wait karain jaldbazi ni sabar se kaam lain coming days ap key so sakta a new good new hoo
                • #9 Collapse

                  Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

                  Dear aj kafi chance thy k crude oil ki price up jaye gi but 40 se nechy 38 par aa kar ruk gai hai is liye agar ham aik din wait karyn tu 10 june ko OPEC plus ki meeting hai aur us k bad umeed hai balky maximum chances hain k crude oil ki market up jaye gi is liye ap market mein buy ki trade open karny k liye tayar rahyn aur ap ko chahiye k ap crude oil ki demand aur meetings par focus kiya karyn tu apko faida ho sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

                    Haji oil per trading karne se pahle market analysis karna bahut jaruri hai aur aaj cal oil ke upar trading se a baccha chahie oil per trading confuse kar rahi hai kyunki market mein main oil ki qimat up down ho rahe hain isliye hamen all training per II rate karte hue market ke news ko follow Kar ke trading Karni chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil per trading confuse ker rahi hai

                      cruide oil per trading kar lena har ek member ke liye itna jyada aasan nahin hota hai iske liye members ke pass maximum practice ka hona bhi bahut jyada jaruri hai aur iske bad hi har ek member oil ke bare mein jab acche se market ko analyse kar leta hai to tabhi vah is per acche se trade open kar leta hai aur bhi trade ko open karne ke liye har ek member ko chahie ki market ko analyse kar len

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X