gold py trade lagna thk ho ga ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold py trade lagna thk ho ga ?
    dear agr ham gold me trade lagty hy tu hamrye liye thk nhe ho ga , koi ky gold ky movement ka pta nhe chlta hy , agr hamye goldn ky corect signals ur markit ka pta ho tu phir ham gold py trade lga skty hy , is keliye hamye phely markit ko analysis krna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
    dear agr ham gold me trade lagty hy tu hamrye liye thk nhe ho ga , koi ky gold ky movement ka pta nhe chlta hy , agr hamye goldn ky corect signals ur markit ka pta ho tu phir ham gold py trade lga skty hy , is keliye hamye phely markit ko analysis krna ho ga.
    dear forex member hamen chahie ki Ham pahle apni market analysis complete Kar Le tu uske bad hamen koi bhi quantity ya koi bhi pair ke upar kam karna chahie agar Ham goalkeeper kam karna chahte hain to gold aajkal is weekender 5017 1650 Tak niche aaega isliye hamen chahie ki Ham is forum ke upar kam karte hue iske upar wale ki trade lagaen isliye jitne bhi quantity aur apne analysis ko kafi had Tak increase karne ki koshish karen jitna bhi apne quality per increase karenge itna hi aapko jyada se jyada fayda
    Dear aapane bilkul sahi kaha
    • #3 Collapse

      Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

      My dear Gold per trading ki Ja sakti hai aur abhi ISI forum per Kuchh members ya opinion de rahe the ki gold ko selfie trade karna chahie Magar aapko chahie ki aap trade open karne se pahle market ki movement ko dekhne aur Market ko analyse kar le Uske bad aap trading ka decision Lene Aise jaldbaji mein God per trade na Karen
      • #4 Collapse

        Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

        Yes ap gold per trade Lagana theek Hoga because agar aap Yahan per Achcha balance rakhte Hain To strong capital ke sath aap gold ki comedy per isliye trade kar sakte hain because Gold per trade karne ke liye hamare pass capital ka strong Hona bahut important hota hai Agar aapke pass Yahan per strong capital hai to use per small lot size ko use karte hue aap Goldberg trade open kar sakte hain aur apne trade Se Acha profit bhi Hasil kar sakte hain gold ki movement ko Dekhte Hue and khaskar is per fundamental analysis karte hue aap Gold per trade open kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
          dear agr ham gold me trade lagty hy tu hamrye liye thk nhe ho ga , koi ky gold ky movement ka pta nhe chlta hy , agr hamye goldn ky corect signals ur markit ka pta ho tu phir ham gold py trade lga skty hy , is keliye hamye phely markit ko analysis krna ho ga.
          dear forex member hamen chahie ki Ham pahle apni market analysis complete kar le to uske bad hamen koi bhi quantity koi bhi pair ke upar kam karna chahie agar Ham gold ke upar kam karna chahte hain to gold aajkal is bi ke andar 5017 1650 Tak niche aaega isliye hamen chahie ki Ham is forum ke upar kam karte hue iske upar wale ki trade lagaen isliye jitne bhi quantity aur apne analysis ko kafi had Tak increase karne ki koshish karen jitna bhi apne quality per increase karenge itna hi aapko jyada se jyada fayda hasil hoga isliye hamen chahie ki Ham apni working ko improve Karen aur apne call letter word ko jyada hi lekar jaaye.
          • #6 Collapse

            Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

            Assalam o Alaikum bhai apki bat bilkul theak hai gold pr thread lgaein mgr bhai golf chlta hai doller py or dollars chalty hyn mulki hlat sy or baki sab ap k samny hai mulki hlat kesy hyn aj kal. Mery khyl sy bhai aj kal oil py thread krna best rahey ga. Umed hai ap meri bat sy agree hun gy shukriya
            • #7 Collapse

              Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

              Koi bhi member jabse market ko acche se analyse kar leta hai to fir usko acche se idea mil jata hai ki usko gold per kaid karna hai ya fir nahin kyunki yah ek aisa pyar hai ki jo bahut jyada dangerous hai koi bhi member jab is per apne trades ko open karta hai to iske liye members ko kafi soch aur samajh kar hi apni trade score open kar lena hota hai Members ke liye trading mein jyada risk lena useful sabit nahin hota
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: gold py trade lagna thk ho ga ?

                Agr ap k pas forex sy related buht zyada knowledge and experience hy tu tab ap gold pr trading ka risk ly sakty hain otherwise ap ko trading mn difficulties face krna par skti hain agr ap forex trading mn new hain to gold pr trade krne ka risk na len

                اب آن لائن

                Working...
                X